Bhagam Bhag🤣

38 4 2
                                    

(Then ghar ki kuch ladies Suhana ko lekar aate hai or Varmala ki rasam shuru hoti hai Then Shubham Or Suhana Mandap par jate hai or ladki wale yani Sumit Gayu Naira etc... sab joote chura lete hai or sab haste hai😂)
Gayu- Naira joote aachi jagah toh chupaye hai na kahi ladke walo ko mil na jaye...
(Ladke walo ko sunakar keheti hai😂)
Naira In loud voise- Haan Di joote aisi jagah chupaye hai ki ladke walo ko dhundhne ke liye doosra janam bhi kam padhega😂😉😉....
Kartik in loud voise- Aagar eek baar mil gaya na toh pichli baar ki tarah taras nahi khane wala mai sun rahi ho na ladki walo😉...
(Actually kartik naira ko yeh sunata hai because pichli baar HAHK ke joote dedo Paise lelo wale song ke aakhir wala jo scene hota hai wahi kaira ke saath but hota hai so...😉)
Naira In low voise(blushing)- yeh kartik bhi na kuch bhi kehta hai aacha hua kisiko pata nahi hai warna sab chidhate...
Naira in loud voise- haan haan koi taras khane ki jarurat nahi hai...
(then mandap mai rasame shuru hone lag jati hai or other side joote lene ke liye ladke wale edi choti ka jor laga dete hai😂)
Naksh- abbe yaar yeh joote kaha chupaye hai in logo ne mil hi nahi rahe mai toh thak gaya...
kartik- bhaiya aap itne mai thak rahe ho vikram bata inhe inki shadi mai joote lene ke liye kitne papad bele the humne....
Naksh- hmm hmm bele toh the lekin haar bhi gaye the...
kartik- arre woh toh maine taras khakar de diya un logo ko...
naksh- tujhe taras khane ki Kya jarurat thi aisa ho Kya gaya tha ki tune taras kha liya...
kartik- arre bhai bhook lagi thi isiliye kha liya aab hum joota dhundhne mai concentrate kare...
(then woh sab idhar udhar dhundhne lagte hai or...)
vikram- hey kartik...
kartik- Kya hua itna khush kiu hai...
vikram- arre yeh dekh yeh joote mil gaye...
kartik- aacha dikha dikha...
(then kartik joote ko aache se dekhta hai)
kartik- abbe gadhe yeh nakli hai unko lagta hai ki aagar Hume yeh mil jayega toh hum iss joote ko real makkar ullu ban jayenge lekin woh ladki wale aabhi tak aabhi pehechan nahi paye humne koi choodhiya nahi pehen rakhi fake or real ka andaja hai Hume...
vikram- lagta hai mujhe hi pehenne padhengi choodhiya mujhe toh farak pata hi nahi chala...
kartik- thik hai ja pahenle gayu ke sath share kar lena okay..😂
naksh- tu bhi na kartik...
kartik- aab Hume hard work nahi smart work karna padhega... mere pass eek idea hai...
(other side)
Naira- gayu di aap najar rakh rahe ho na unpar unhe mil toh nahi gaya...
gayu- mil gaya...
naira- Kya!!!
gayu- arre puri baat sun liya kar phir react kiya kar.. mil gaya lekin nakli... aasli joote sahi salamat hai...
naira- oh thank God...
(then tab hi naksh or vikram unke saamne se guzarte hue kehta hai)
Vikram- oye naksh... eek good news hai...
naksh- Kya??
vikram- arre pata chal gaya ki real joote kaha hai...
naksh- oh really that's great chal jakar kartik or keerti ko bata dete hai phir joote aisi jagah churayenge ki ladki wale sab dekhte reh jayenge chal!!
sumit- oh no unhe kaise pata chal gaya ki humne joote terries ke khali tanki ke niche chupaya hai...
*yaar mere dimag mai aachanak se yeh jagah aa gai author jara si pagal hai please understand😅😂😂*
Naira- arre sumit bhaiya kiu kaha aapne yeh unka eek plane tha...
gayu- oh no aab...
naira- aab Kya mai jaa rahi hu joote lene...
(then naira bhaagti hai terries ki taraf or waha jakar dekhti hai ki kartik ne already joote le liye hai😂)
Naira- oh no!!!
Kartik- oh naira darling... Kya kaha tha tumne joote dhundhte dhundhte Hume agla janam bhi kam padhega...
naira- kartik you are a cheater tumne cheating ki hai...
kartik- for your kind information ise cheating nahi smart work kehete hai...
(then kartik niche ki taraf bhaagta hai or naira uske piche piche bhaagti hai)
Naira- kartik ke bacche tumhe toh mai pakadke hi rahungi jay ganga maiya...
(then kartik aapne room ki taraf bhaagta hai or naira bhi wahi jati hai lekin use kartik nahi dikhta...)
naira- kartik....kartik.... kartik kaha ho tum...kartik...kartik!!!
(then kartik piche se slowly door ko lock karta hai then hi pulls naira towards him by hold her hand)
Naira- Aaahh!!! kartik... kartik.. please mujhe joote dedo warna meri naak kat jayegi please...
kartik- woh toh mujhse challenge karne se pehele sochna chahiye tha...
naira- kartik please dedo na iss baar tumhe mujhpar taras nahi aa raha...
kartik- arre kiu aayega tumne hi toh kaha tha na ki iss baar tum aapne dum par jitogi jeeto phir...
naira- arre yaar kartik please na...
kartik- hmmm... aacha... aacha thik hai...
naira- aacha thank you so much aab do...
kartik- no... aabhi nahi... mai dunga joote par eek shart par...
naira- shart... kaisi shart...
Kartik- kiss me...
naira- bas Itni si baat...
(then naira kartik ke cheeks par chummi dene wali hoti hai ki kartik....)
Kartik- no no... yaha nahi...
naira- kartik please... please zidd mat karo... mujhe dedo na joote please...
kartik- pehele chummi do phir milega warna joote ke baare mai bhul jao or aapni naak katane ke liye taiyaar ho jao...
naira- okay okay fine...
(then naira kiss kartik on his *samajh jao I know aap sab bohot bade wale samajhdar ho😂😉😉*)

Naira- aab toh dedo...
kartik- Kya...
naira- joote...
kartik- maine aisa kaha bhi tha Kya ki mai joote dunga mujhe toh nahi yaad...
naira- kartik tumne kaha tha ki jab mai tumhe kiss karungi toh tum mujhe doge joote...
kartik- sorry par mujhe nahi yaad aacha mai jaa raha hu joote lekar okay byeee...
naira- kartik...
(then kartik Jane wala hota hai ki phir rukk jata hai phir mudhke dekhta hai ki naira ro rahi hai)
Kartik- arre naira tum ro kiu rahi ho...
(then kartik naira ke aasu pochta hai then he hug's her)
Kartik- mai toh mazaak kar raha tha yeh lo joote or jao loot lo bhai ko... Or rona band karo tum bhi na...
Naira- tum mujhe itna pareshan karoge toh rona aayega hi na...
(then dono hug break karte hai)
kartik- aacha sorry...
naira- it's okay thank you...
(then naira Jane wali hoti hai ki kartik hold her hand for behind)
Kartik- suno... raat ko aapne kamre mai mera wait karna...
(then naira [shying+blushing] kartik uska hath chod deta hai then woh bhaag jati hai)
Kartik- I Love You Naira❤❤❤

*Hi my dear friends eek bohot good news hai mai 10th Class mai Pass ho gai yeyyyy😉!!!*

Pehele Pyar Ka Pehela Nasha💘Where stories live. Discover now