Kartik In Naira's Room😉

88 10 2
                                    

(Naira college mai entry leti hai kartik pehele se hi wahi hota hai)
Naira- Kartik... kartik aabhi tak naraj ho mujhse...
Kartik- shakal dekhkar pata nahi chal raha haan hu...
Naira- yaar tum na...
kartik- eek number ka pagal hu yahi bolna chahti ho na tum...
naira- nahi... yaar tum na bohot cute ho...(kartik ke gaal khichte hue kehti hai)
kartik- chodo mujhe or mai baccha nahi hu jo tumhari yeh meethi meethi baato se pighal jaunga...
naira- tum na eek number ke mendhak the mendhak ho or mendhak hi rakhoge... jao sab mujhe tumse khud hi baat nahi karni...
kartik- thik hai thik hai jao jao...
(then gana bajna shuru hota hai)

*(But he/she is your best friend yaar) wala part bhul jana😂😂😂*
(other side)
(shubham car chala raha hota hai or uski car kisiki car se takra jata hai)
Shubham- koun hai dikhai nahi deta Kya...
(then woh car se nikalta hai or us car is pass jata hai)
shubham- oh hello bahar niklo koun hai...
(then car mai se eek ladki nikalti hai or shubham bas use dekhta reh jata hai because she is suhana aggarwal(shubham ki heroine😂))
suhana- tum.... yaha
shubham- or tum yaha... nice to meet you again
suhana- nice to meet you again too... so friends !!!
shubham- Kya sach mai...
suhana- haan aab toh milna hota rahega nai...
shubham- haan haan jarur okay friends!!!
(phir dono hath milate hai)
shubham- aacha tum aabhi ja kaha rahi ho...
suhana- woh tumhare hi company mai aaj mera interview hai toh..
shubham- aacha yeh toh bohot aachi baat hai interview wagera ka hai hi sab sambhalta hu toh tumhe interview dene ki jarurat nahi hai bas eek baar aapni file dikha dena then you will be hired!!!
suhana- okay thank you so much...
(at night)
(Goenka villa)
Manish- Naksh maine aaj eek ladki ko dekha tha office mai new lag rahi hai koun hai woh
Naksh- aacha woh... woh toh suhana hai papa suhana aggarwal woh actually Switzerland mai pehele din jab hum party karne gate the toh suhana wahi thi Hume wahi mili
Shubham- sabse pehele mujhe nili thi...
naksh- haan haan bhai tujhe hi mili thi then woh aaj... interview tha uska or uski qualifications bhi aachi lagi shubham ko toh kaam mai rakh liya... hai na shubham...
shubham- haan haan...
akhil- thik hai... lekin koi gadbad nahi honi chahiye okay...
Manish- or shubham ne use rakha hai toh kuch gadbad na ho woh zimmedari shubham ko jati hai...
shubham- ji papa... chachu hai aapni zimmedari ko mai aache se nibhaunga
Naksh- I know a d I trust you...
shubham- thank you bhai...
kartik- mere bina Kya bate chal rahi hai yaha...
manish- kuch nahi beta tumhare matlab ki baat nahi hai... or tum Itni raat ko kaise aa rahe ho ghar
kartik- woh papa actually maine girls college ke bahar golgappe bechne ka kaam shuru kar diya hai...
dadi- Kya kaha tumne kittu...
swarna- sach mai...
surekha- kartik tum pagal ho gaye ho Kya
keerti- tumne yeh kaam kabse shuru kiya or girls college ke bahar hi kiu...
kartik- arre mere ghar ki beauti ful ladies majak kar raha tha mai yarrr...😂 mai aapne eek dost ke birthday party ke liye gaya tha bas... aacha aab mai chalta hu...
(then woh aapne room ki taraf chala jata hai)
Kartik- Kya karu yaar neend bhi nahi aa rahi... haan naira se baat karta hu...
(phone naira ko call karta hai par uska phone busy hota hai)
kartik- pata nahi kisse baat kar rahi hai... aab Kya karu mai kaise baat karu usse... IDEA!!!
(other side)
(Naira aapna phone rakhti hai or dekhti hai ki...)
naira- oh no!!! kartik ne phone kiya tha Itni mehenat se naach gana karke manaya tha usko phirse gussa ho gaya toh eek baar call karti hu...
(Naira kartik ko call karti hai or usko kartik ke phone ki ringtone sunai deti hai)
Naira- yeh toh kartik ke phone is ringtone hai but yeh yaha kaise sunai de raha hai...
(phir naira ke room ke window mai kisiki khatkhatane ki aawaj aati hai or naira window kholkar dekhti hai toh waha hota hai uska hero kartik...)
Naira- kartik.....kartik tum..tum yaha Kya kar rahe ho...
kartik- arre sawal jawab sab baad mai kar lena pehele tum meri help toh karo andar aane mai..
naira- mai nahi kar rahi pehele tum batao...
kartik- mai sidiyo se gir kar mar sakta hu tumhe woh manjoor hai par aagar mai tumhe jawab na du toh tumhe woh manjoor nahi hai
naira- Kya yaar kartik kaise marne maraane wali baate lekar baith jate ho... chalo aao andar...
(then naira uski help karti hai andar aane mai)
naira- aacha aab batao kiu aaye ho or woh bhi Itni raat ko...
kartik- arre woh tum mera phone nahi utha rahi thi busy thi tum kisi or ke sath baat karne mai...
naira- arre woh mai keerti di ke sath baat kar rahi thi... aacha aab jao tum pata chal gaya na tumhe aab jao waise hi bohot raat ho chuki hai...
kartik- (thode pass aakar kehet hai😜) lekin aagar mai kahi ki mujhe jane man hi nahi hai toh...
Naira- kartik... tum... tum please jao yaha se koi dekh lega...
kartik- koun hi dekhega sab toh so rahe hai na...
naira- kartik mujhe na... tumhari irade kuch thik nahi lag rahe tum please jao...
kartik- aacha thik hai chala jaunga lekin pehele...
naira- pehele Kya....
kartik- pehele mujhe kiss karo phir mai chup chap chala jaunga..
naira- aacha ji... or aagar nahi kiya toh..
kartik- toh.....😁😁😁
naira- you... devil kahike jao yaha se (then woh kartik ke forehead par kiss karti hai) aabhi isi se kaam chalalo okay aab jao.. or jaldi jao please...
Kartik- okay fine ja raha hu... (Then woh bhi naira ki forehead par kiss karta hai) bye good night...
Naira- bye good night...

Pehele Pyar Ka Pehela Nasha💘Donde viven las historias. Descúbrelo ahora