Akshu POV

427 35 4
                                    

Akshu was at Birla Mansion when she receive call from Neil.

Akshu- "Hello Neil, Kaha ho sab thik hain. Bache thik hain unko unme se kisi ko kuc... Kuch hua toh nahi naa. Tum chup kyu ho bolo kuch."

Neil- "Nahi bhabhi, bache toh thik hain unko hospital main dikha rahe hain to check ki koi injury nahi hain par bhabhi woh bhai, unko goli lag gayi hain."

Akshu- "Neil, Abhi... Goli.... Kaise kya... Kya hua... Abhi... Abhi... Woh thik... Thik toh hain naa."

Neil- "Bhabhi aap shant ho jaiye please doctor unhe dekh rahe hain abhi."

Akshu- "Nahi Neil main abhi waha aa rahi hu tum...tum tab tak Abhi se kehna ki kuch nahi hoga usse okay."

Akshu rushed outside the temple where she was sitting the moment Abhi received the call from Abhir. She was constantly praying for the kids safety with Aarohi, Muskan and Krishna. They also get confused hearing inly Akshu side of conversation.

They also rushed behind her. Akshu was running at very fast pace making everything fall on her way. While she was running she dashed with Manjari.

Manjari- "Akshu beta kya hua, bachoo ki kuch khabar aayi kya. Hua kya hai beta tu aise dud kar kaha jaa rahi hain woh bhi aise rote hue? Beta bata na kya baat hain."

Akshu- "Maa...maa woh Neil...Neil ka phone... phone aaya tha. Abhi...Abhi ko goli....goli lagi hain."

Manjari- "Kya, aur bachee Abhir, Ruhi, Tina, shivu, krishu woh sab toh thik hain."

Akshu- "Haa maa woh sab bachee thik hain. Unko bhi hospital main rakha hai dekhne ke liye kahi kidnapper ne unhe koi harm toh kiya koi injury detect karne ke liye."

Akshu and Manjari hurriedly went to hospital. They directly reached to the ward where Abhi was.

Akshu- "Neil, Abhi woh thik toh hain naa. Bachee woh thik toh hain naa."

Neil- "Bhabhi shant ho jaiye sab thik hain bhai ke haath par goli lagi thi woh doctor ne nikal di hai bus bhai hosh main aa jaye phir woh khatre se bahar honge. Aur bachee bhi thik hain koi injury nahi hain unhe."

Akshu- "Bhagwan ka shukr hain ki woh sab thik hain oar pata nahi humare ghar ko kiski nazar lag gayi hain meri kismat dekho mera pati mere saamne itne din tak tha oar main uske saath time tak spend nahi kar payi aur mera bachaa mere saamne tha par phir bhi main usse gale nahi laga payi. Usse woh pyaar woh ahsaas nahi de payi jo uska haw hain. "

Neil- "Bhabhi fikar mat kariye sab thik ho jayega aur waise bhi aapki kya galti thi jab aapko kuch yaad hi nahi tha. Agar aapko yaad hota toh aapki galti thi. Bhabhi par aapko kuch yaad hi nahi tha. Jo bhi hua woh sab bas kismat ka khel hain aur kuch nahi. Kismat ne aapko aapke bache se dur kar diya par wahi kismat hain jisne aapko aapke bachee se aapke oati se wapas milaya hain."

Manjari- "Haa beta tu apne aap ko dish mat de isme teri kya galti thi ki tera accident ho gaya aur teri yadasht chali gayi. Upar se tujhe aur humme toh pata hi nahi tha ki kaise kab kya hua. "

Before Akshu can reply anything or say anything. She heard Abhir voice calling her.

Abhir- "Mumma"

Akshu turned towards him and looking at his face Akshu could easily tell that he heard everything but she can't assume what actually running in his mind. Akshu with slow steps reached to wards Abhir and knee down in front of him.

Akshu- "Abhir betu aap thik ho."

Abhir- " Aap meri mumma ho like real wali mumma ho. Jinhone mujhe janam diya."

Akshu nods her head while a single drop of tear slipped out of her eyes. She slowly extend her hand to touch Abhir cheek and cup his face in her hand.

Akshu- "I am sorry beta main bilkul bhi achi mumma nahi hu. Maine aapko bohot chote par hi aapko chid kar chali gayi. Betu apni mumma ko maaf kardo. I am extremely sorry."

Abhir- "Mumma aap kyu mafi maang rahe ho aapne kya galat kiya hain. Ye aapki galti thode hai ki aapka accident ho gaya. Aap agar healthy hote toh aap wapas aate naa. Oar aapki koi galti nahi hain. Aap sorry mat bolo. But aapko promise karna padega ki ab aap kahi nahi jayengi mujhe chod kar. "

Abhir- " I promise bachee . I promise."

Saying that Akshu pulled Abhir in a hug. She start to kiss Abhir all over the face muttering Sorries and I promise.

Akshu pulled Abhir in hug and tighten her hold while crying. Abhir with gis small hand start to crease Akshu hair and pulling out from the hug he wipped out her face with his small hands.

Abhir- " Mumma pata hain papa humesha bolte the ki aap rote hue cartoon lagte hain aaj finally pata chal gaya ki woh sach bolte hain."

Akshu widden her eyes while rest if the children and Manjari, Neil burst out laughing along with Kairav and Ansh who were with kids till now.

Akshu- "Beta ji aap wait karo ek baar aapke papa ko thik ho jaane do phir aap real main cartoon dekhenge okay."

Listening to this there laughter double up and this time Akshu joined them as well. Before she could say something else. Doctor interrupted.

Doctor- " Neil sir Abhimanyu sir ko hosh aane laga hain ek baar woh hosh main aa jaye phir hum unhe room main shift kar denge and ab voh khatre se bhi bahar hain."

Saying this doctor left but Abhir not.

Abhir- "Doctor uncle papa ka khatra toh ab shuru hoga jab unhe oata chalega ki Mumma ko unke diye gue weird name ke baare main oata chal gaya gain."

This started another wave of laughter and everyone start to laugh hardly this time piting on Abhi condition.

Abhira Where stories live. Discover now