Part - 76💗💗

Start from the beginning
                                    

Teju: Maine kisiko nahi bataya, Sunny. Vahaan sab mujhe dhoondh rahe honge. I haven't spoken to any of them since you returned. Pata nahi kya kar rahe honge... Appa... Appa kaise hain? Unke health ke baare mein bhi nahi pucha... Oh God... Main kaise aise careless rehti hun?

Tears started forming in her eyes as she started panicking.. Her hands trembled as she frantically searched for her phone, the panic causing a rash to form beneath her right ear.. Seeing her taking stress, he pulled her towards him and hugged her tightly.. He felt her body tremble against his chest, her tears dampening his shirt as she sought solace in his arms.

Karan : shush.. calm down.. sab thik hi honge.. abhi tak tumare Omi bhai ne sab pata chal gaya hoga.. usko pata chal gaya hoga ki tu yahaan aayi hai mujse milne.. Appa bhi thik hi honge.. Just take a deep breath and relax..

Teju : nahi sunny.. main kyun aisi hun?.. Why can't I be responsible towards my people?.. Ek bhi kaam thik se nahi kar rahi hun.. Appa ko bhi khush nahi kar pa rahi hun.. Tuje bhi khush nahi rakh pa rahi hun.. Mere carelessness ke vajase humara baby..Why sunny?.. Why can't I handle anything? .. Nobody deserves someone like me..

Karan : chaped khayaegi aise baat karegi toh.. bilkul chup rehna.. uss vakth tumara priority main tha, isliye tune nahi bataya.. It's fine.. hojata hai.. Uske bareme mat soch..chal abh hum unse baat karte hein.. They would be worrying about us.. Unko bhi toh reason batana hai..

Teju : I can't disappoint them.. Agar Amma ko pata chalega toh voh sad hojayenge.. Appa ko abhi batana sahi nahi hai.. He is in last stage of cancer.. Sudharshan uncle ne bola tha unko stress nahi dena hai..

Karan : Tuje kya lagta hai abh appa stress mai nahi hai?.. Agar aise delay karenge toh aur stress feel karenge.. Don't you want to talk to Appa?.. Unke health ke bareme nahi puch na hai kya?

Teju's breath caught in her throat as she absorbed the weight of his words. she replied with trembling voice..

Teju : I want to talk to him..

Karan's smile softened

Karan : Phir.. Baat karte hein na..

Teju pouted and made scared faces.. Karan chuckled looking at her and cupped her cheeks, playing with them.

Karan : Kya hogaya mera laddoo ko?

she leaned into his touch.. his thumb brushing gently against her cheek.. Her breath caught in her throat, the weight of her worries spilling out in a rush of words.

Teju : Maa aur Papa mujse baat nahi karenge toh?.. They might be angry on me.. Will they accept me?

Karan : Accept you?.. You are their daughter.. Kaise accept nahi karenge?.. Aur ye accept vali baat kahaan se aayi?..

Her eyes glistened with unshed tears as she struggled to voice her deepest fears

Teju : Nahi.. voh... voh miscarraige ke baare mein unhe batane se... mujhe lagta hai ki... ki voh mujhse nafrat karne lagenge..

Karan : Tuje kyun Utpatang khayal aata hai.. Chill baby..

Teju : hmm.. wait?.. utpatang khayal?.. seriously, Sunny?... Main yahaan apni dar batarahi hun aur tu chill karne ko bol raha hai..

Karan : Seriously, Laddoo.. tumhare dimag mein humesha aise khayal kyun aate hain.. tum ho hi itni pyaari... why would someone hate you?.

Teju, with tears : I don't know, Sunny.. sometimes... sometimes fear makes us think the worst.. aur vaise bhi, I left without informing them.. Appa ko meri sabse syada zarurat thi.. Main nahi reh payi unke saath..

Dil Se Bandhi Ek Dor💗💗Where stories live. Discover now