Part 43

396 43 12
                                    

Mo- Hands up... ( Monami didn't see who was standing in front of her)

Saamne dekhte hi chauk gaya... Karan apna dono haath upar uthake dara hua aankho se uske saamne khada hai...

Mo- Karan tum?!!

K- (Thoda daar darke) umm.. haan... Tumhe kya laga?? Itne raat ko mere ilawa kaun aayega?!!

Mo- umm.. nehi... Woh main thoda... Abb.. kuch nehi.. andar aao... ( Karan ko samajh mein aaraha tha ki kuch toh gadbad hai... Aur ghar ka haalat bhi thoda idhar udhar ho rakkha hai)

K- Yeh sab kya hai monami?? Ghar ka yeh halhaat kaise hua??? ( Monami door bandh karke kamre ke andar aata hai)

Mo- umm.. woh... Matlab yeh sab chhodo na... Tum batao... Kya batane aaye ho?

K- (karan came to monami and put his hand on her shoulder then said) Monami... Meri taraf dekho.... ( She slowly looked at him) Kya hua hai Rani Saheba?? Bol na??? Hum toh 50 50 ke partners hai right ?? Toh phir?? (Monu looked down... Karan cupped her face) I know monami kuch aisa hai jo tumhe pareshaan kar raha hai... Aur main apne aap se promise kiya hai ki main haar situation mein tumhare saath tumhare aage dhaal banke khada rahunga.... Please batao mujhe... ( Karan ki haar baat monami baas sunn rahi thi aur karan ko dekh rahi thi..)

Mo- Karan... Main...

K- please monami... Please ?? ( Monu closed her eyes and took a deep breath)

Mo- Idhaar aao... ( Monu apne floor pe toota hua vase ke taraf usse leke jaati hai...

Mo- Yeh dekho karan..

K- yeh... Yeh kya toota hai?!!

Mo- yeh flower vase...

K- kaun si vase??

Mo- jo mujhe ekbar mere birthday pe Mummum ne gift ki thi...

K- yeh toota kaise??

Mo- yeh wardrobe ke andar tha... Maine ek file nikal ne ke liye wardrobe kholi thi aur yeh toot gaya...

K- its okey monami... Koi baat nehi.... It was an accident...

Mo- Thik se dekho karan... Vase mein kuch special merks kiya hua hai...

K- dikhao...

Mo- iss mein dekho...

Vase ka ek tukda uthaya usne... Aur karan ko dikhaya... Thodi der dekhne ke baad hi usse samajh mein aaya woh merk... Karan usse press karte hi woh part nikal ke bahar aagaya....

Mo- yeh toh...

K- haan... Ek Key jaisa...

Mo- lekin yeh chabi hai kis chiz ki?? Woh bhi itna chhota??!

K- achha monami... Mummy tumhe haar birthday pe jo jo gifts di thi woh sab tumne sambhal ke rakha hai?!!

Mo- Haan kyun?!!

K -woh sab bahar nikalo... Abhi...

Mo- ek minute roko... ( And woh saare gifts ek ke baad ek bahar nikalne lagi)

K- in sab chizon se zaroor kuchh na kuch milega...

Dono milke sab kuch ek ke baad ek search karne laga... Thodi der baad karan ek ganesh ji ki murti apne haat mein utha liya... Aur thoda shake karne laga... When the Ganesha ji ki murti was turned upside down, Karan dekha it was covered with a white paste...

It Ends With UsWhere stories live. Discover now