Part 38

745 49 10
                                    

Karan bhi dhundte dhundte kahaan se kaahaan jaa raha hai... Poora ghar mein aankhe bandha hua halaat mein ghum raha hai... After some time woh girte padte went near the corridor....

Suddenly he starts feeling something in his heart... Usse apna heartbeat sunai de raha tha...

Dhak dhak..Dhak dhak

He placed his hand on his heart aur zor zor se saasein lene laga.... Ek white curtains ke pichhe monami ki parchhai dikh raha tha... Aur karan was standing in the corridor while his right hand was on his heart... Monami bohot door khade hoke curtain ke pichhe se karan ko dekh rahi thi... Aur phir karan corridor se sidha aage jaane laga...

" Hmm.. Hmm..
Dil kyun yeh mera shor kare
Dil kyun yeh mera shor kare
Idhar nahi, udhar nahi
Teri or chale"

Karan chalte chalte ek bada hall ke andar pauchha... Waha pe chhota chhota 2,3 stairs bhi tha... Thoda sambhal ke waha se bhi chala gaya... Aur Monu yeh sab kuch baas shocked hoke dekh rahi thi...

" Dil kyun yeh mera shor kare
Idhar nahi, udhar nahi
Teri or chale
Hmm.. Hmm.."

Aur karan hall ke andar dhire dhire uske taraf aage badne laga.... Monami baas usse apne taraf aate huye dekh rahi thi.. aur aise Aage badhte badhte woh ekdam monu ke paas pauchh gaya tha..

" Zara der main yeh kya ho gaya
Nazar milte hi kahaan kho gaya
Zara der main yeh kya ho gaya
Nazar milte hi kahaan kho gaya
Bheed mein logo ki woh hai wahaan
Aur pyaar ke mele mein akela
Kitna hoon mein yahaan"

After some time her trance broke then woh sidha ek wardrobe ke aage chhupke khadi ho gayi... Monami bilkul karan ke paas hi thi... Karan turned on the right then monu waha se pichhe chali gayi... Monu aage aur karan bilkul uske pichhe... Woh haat badhane ki kosish karte hi woh karan ke left side chala gaya...

" Dil kyun yeh mera shor kare
Dil kyun yeh mera shor kare
Idhar nahi, udhar nahi
Teri or chale
Hmm.. Hmm.."

Karan again turned left... Aab dono bilkul aamne saamne the... Karan aage badhne laaga aur monu pichhe jaane laga... Karan thoda aur aage chalte hi monu ghumke uske pichhe aagaya... Aab monu bilkul karan ke pichhe tha... Karan immediately turned around aur monu thoda chauk gaya... Karan firse aage badne laga aur monu pichhe...

" Shuru ho gayi kahani meri
Mere dil ne baat na mani meri
Shuru ho gayi kahani meri
Mere dil ne baat na mani meri "

Karan apne dil mein hi thoda haasne laga... And turned around... Monu thoda shocked ho gaya ki yeh pichhe kyun mud gay!! Karan ke pichhe monu chup chap khadi thi..... Monu thodi der rukne ke baad waha se jaane hi wali thi... Karan immediately apna dono haath spread karke usse lock kar diya... aur waise hi pichhe jaane laga...

"  Had se bhi aage yeh guzar hi gaya
Khud bhi pareshan hua
Aur mujhko bhi yeh kar gaya "

Aise pichhe chalte chalte monu wall ke saath takra gaya... She immediately closed her eyes tightly aur waise hi chup chap khadi huyi thi... Aur karan pichhe aa raha tha... When his hands touches her he immediately turned around aur uski dono taraf wall pe haath rakh ke use lock kar diya..

It Ends With UsWhere stories live. Discover now