Part 21

872 61 25
                                    

Story read karne ke baad end mein ek surprise hai....😜
.
.
.
.
Let's Start..
.
.
.
After 5 Days,

Monu and Dm went back to mahajan house... Sabne bohot kosish kiya lekin Dm bilkul bhi monami ko waha rahene nehi dena chahta...Aur isse karan aur bhi guilty feel karne laaga...Monu ke saamne nehi aaya... Param ko sid ko aneesh ko bhej raha tha... Taki monami shergill house mein vapis aajaye... Aur monami soch rahi thi ki uske thik rahene se na rahene se uase fark nehi pad raha... Isiliye Dm ke proposal mein haan kar diya aur mahajan house chali gayi...

Dono ka ghar opposite hai... Karan ki balcony aur monami ki balcony bilkul amne saamne.... Karan monami se baat karne ki kosish karrha tha lekin himmat nehi horaha tha... Kya bolega kaise uske saamne ayega woh samajh nehi paa raha tha..

At that night ,

Karan apne Kamre mein tha aur soch raha tha ki baat kaise kaarein aur sorry kaise bole.... Yeh soch raha tha aur ghar mein idhar se udhar walk kar tha tha... Ek bar balcony ke taraf dekha lekin koi nehi tha.... Thoda sad ho gaya... Fir sochne laga.. aur sochte sochte mirror ke taraf gaya...

Karan closed his eyes took a deep breath...

K- fuuuu... Okey.... I have to say this.... Yes... I can do it... Monami... Main kya kahe raha tha... ( And look at the mirror) hatttt... Aise bolunga main... ( Again looked at the mirror and said softly) monami... Woh I... I... I.. hushhhh ( Bang his hand on the table) karaaannn Wtf...  concentrate... You can do it.. okey.. yess... Monami.. ( and heared a sound)

He immediately looked at that side and saw monami coming  in her balcony.... Automatically smile came on his face

"Maana ke hum yaar nahin
Lo tay hai ke pyaar nahin (x2)"

Balcony mein bohot thandi hawa chal raha tha.. monami ki aankhe closed thi... She was just feeling the freshness of the air... A tiny smile came on her face.. uska baal hawa mein khel rhi thi.. Karan ussmein hi kho gaya... He slowly slowly came in the balcony..

" Phir bhi nazrein na tum milaana
Dil ka aitbaar nahi
Maana ke hum yaar nahi…"

Monu heared some sound and immediately opened her eyes and saw karan in front of her.. who was already looking at her with glittery eyes and a small smile on his face... And their eyes locked with each other... Dono ko pata bhi nehi chala kab se dono ek doosre ko dekh rahe hai... Dono ke face pe hi ek chhota sa smile tha... 

" Raaste mein jo milo toh
Haath milaane ruk jaana
Ho…
Saath mein koi ho tumhare
Door se hi tum muskaana"

A lone tear flows from her cheeks and karan's eyes filled with tears... But they didn't realize... Karan balcony ki railing zor se pakad liya tha... Jaise monu ka aansu uske dil mein chubh raha tha... On the other side Monu karan ka aansu dekh ke apna drees ki dono side haat se kaas ke pakad liya... Karan ke aansu uske dil pe chaku chala raha tha... jaise dono ke aansu dono ko kuch batane ki kosish karrha tha...

"Lekin muskaan ho aisi
Ki jisme ikraar nahi (x2)
Nazron se na karna tum bayaan
Woh jis’se inkaar nahi
Maana ke hum yaar nahi…"

Suddenly ek jor se hawa chala aur ek vase toot gaya... And their trance broke... They immediately looked at other side and wiped their tears and again looked at each other with a smile.... Both became silent for some time... Thoda awkward ho raha tha... So karan broke the silence....

It Ends With UsWhere stories live. Discover now