chapter 1 - kartik's life

547 37 10
                                    


Mumbai...

On beach kartik is sitting with a girl beside him and were talking when kartik shout

Kartik - sayesha bas kar kitna bhagayegi baccho ko

Ruhi - bhaiya in se bolo na pareshaan karna band kare

Sunahri who is sitting beside kartik said - ruhi neil manav come here

They come to her....then sayesha also came there and hug kartik from side

Sayesha - bhaiyu aapke ye bacche kitne udhmi hai....

Kartik - accha aur tu konsi kam hai

Sayesha - hww kitne gande ho aap

Kartik - whatever... Chal gharchale lait ho raha hai

Ruhi - hamlog thori der aur khel le

Sunahri - jii nahi

Ruhi - plzz bhaiyuuuu

Kartik - ok go ....par jyada door mat jana

Ruhi - okkkk

Ruhi and neil left
Sayesha also goes behind them

Kartik - kitne khus ho jaate hai na sab yaha aake

Sunahri - haa ye sea ke paas bethke jo shnati kilti hai wo shanti kahi nahi

Kartik - sach mai..most peaceful place

Sunahri - specially ham jaise logo ke liye jinka is duniya mai koi nahi

Kartik - right....

Sunahri - pata hai mere family ko shayad kabhi mujhpe bharosa hi nahi tha... Ek galti ki thi mene aur jab mene us galti ko sudharna chaha to kisine mera saath nahi diya...sabhi ko lagne laga ki mai galat hu aur kisine ye nhi kaha ke ham tumhare saath hai

Kartik - meri family ne hamesha mera saath diya...you know what papa hamesha kehte the ki chahe jo jaye mai tujhe har musibat se bachauga..kisi mai itni taqat nahi ki mere bete ko koi haat lagae aur usse jail bheje.....papa ne ek baar bhi ye nahi kaha ki mujhe mere bete par bharosa hai ki bo aesi galti kar hi nahi sakta ....

It's hurts when everyone supports you but don't trust you

Sunahri - koi nhi ab ham hi ek dusre ka sahara hai Kartik

Kartik - right....accha chalo chale warna lait ho jayega

Sunahri - hmmm...saayesha neil ruhi chalo guy's

They left from there and goes to home.

At home....

Sayesha - are yrr kitna kharch ho gaya is mahine....ab kya hoga budget ka

Kartik - gujara isse mai

Sunahri - shutup yrr kartik dekh ye manav ki zid ki wajah se kitna kharcha hua hai

Kartik - baccha hai yrr sunahri...forgot it
Accha sun ye le (passes her a envelope )

Sunahri - ye kya hai

Sunahri opens it and there is some money in it

Sunahri - tune phir designs banai

Kartik - tune permission di thi na ki jab problem ho tab mai bana sakta hu... Mujhe pata tha is month problem jayegi that's why I made

Sunahri - theek hai. Par tumhe nahi lagta ki gupta jii tere designs bohot low mai lete hai
I mean mene dekha hai esse designs na log 50000 mai bhi nahi bechte
Aur tu sirf 4000 per design deta hai

Kartik - I know but hamse aur koi lega bhi nahi gupta jii ke alawa isliye mai itne mai hi de deta hoon... Wese mai sooch raha hu next time se 1000 rupaye bara du

Sunahri - tu bas soochata hi reh

Tara sitara -helllooo guuys

Kartik - ye lo ye dono bhi aa gaye
Samay chal beta aajaa

Samay - 2 min bhaiya

Sayeshaa - aaj khane mai kya hai bana

Suhari - kya chahiye batao miss drama

Saayesha - mujhe chole bhature

Kartik comes near her and hold her ear

Sayesha - aauu bhaiya.

Kartik - chole bhature ki bacchi ye bata ye rohan kon hai

Sayesha - kon rohan

Kartik - jiska no. tere bag mai tha

Sayesha - are wo to bas

Kartik - bilkul chup...meri ek baat kaan kholkar sun le is tarah larko ko ullu banayegi na to koi nahi milne wala tujhe

Saayesha - aise kaise koi nhi milega
Koi to hoga

Kartik - jii nhi is duniya mai aisa koi nahi hai jo tujhe pasand karle

On the other side

Shubham - mai hoon na

Manish - are you sure

Shubham - yes papa

Manish - theek hai to deal ab tum samhaloge

Shubham - okkk
Mai upar jaakar details dekh leta hu

Shubham went

Swarna - ab bhi koi shikayat hai aapko mere bete se

Manish - Haa yahi ki ye apne dil ki baat kisi se share nahi karta.

Swarna - jiske saath karta tga wo to sab chor kar chala gya

Manish - uske liye shayad yahi sahi tha

Manish phone rang

Manish - important call hai mai attend kar ke aaya

He goes in side

Manish - hello
On call - papa
Manish - kartik ,kese ho
Kartik - good, aap kese hai
Manish - apne bete ke bina kesa ho sakta huu
Kartik - ghar mai sab kese hai..mera bhai kesa hai
Manish - sab acche h, ek baat kahu
Kartik - jii papa
Manish - tumhare bhai ko tumhari zarurat hai kartik... Ho sake to ussi ke liye wapis aa jao
Kartik - papa mai phone rakhta hu.....wo sab khane ke liye mera wait kar rahe hai.... Byyyy

He cut the call

Manish - wapis aane ki to baat bhi nhi sunna chahta...pata nahi kab mera beta mere paas bapis aayega...

Kartik - aapko nahi pata papa jis bhai ke liye aap mujhe waha bula rahe hai wo mujhse nafrat karta... Mai uski nafrat nahi seh sakta....I love him aur uske liye yahi sahi hoga ki mai usse door rahu

Precap - naira life

YOUR PAIN IS MINEΌπου ζουν οι ιστορίες. Ανακάλυψε τώρα