11. pyaare abhira (III)

1.3K 100 20
                                    

Next day

"Morning guys!!" Abhi greeted everyone happily taking his seat.

"Morning abhi / bhai / Abhimanyu." Everyone greeted him back and continued eating breakfast.

"Haww!! Aap sab mere liye ruke nahi?" Families heard akshu speak dramatically.

"Tum late uthi isiliye." Kairav teased. Akshu just whined to abhi complaining about kairav and abhi laughed at her antics. The breakfast was over with lots of teasing and fun.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
"Chalo toh guys!! Kya aap sab ready hai ?? Aaj ke games ke liye?" Neil enthusiastically shouted. All the members matched his level and yelled a yes.

"So, the most common game is selected by Neil i.e treasure hunt." Neil hung his mouth opened listening to abhi.

"Bhaiya!! You agreed for this game and you only gave the idea that we should take help of hotel staff. So, we both can also play." Neil defended himself.

"Abhi beta!! Neil ne bohot mast game decide kiya hai. Kyu ? Kya bolte ho aap sab?" Everyone agreed with Manjari. 

"So, rules aapko Neil batayega." Abhi says.

"Dekhiye yeh games pairs mein hoga. Offcourse sabhi couple saath mein. Mein aur kairav ek team mein aur Ag aur vansh bhai ek team mein. Mimi game nahi khelne wali hai. Rules are simple sabko ek map diya jaayega. Usski help se aap sabko flags dhudne hai. Jisske pass jyaada flags woh jeet gya aur usse milega ek suprise."

"Yeh toh kuch alag treasure hunt hai....waah !! Mere devar kiya game socha hai." Akshu complimented Neil.

"Thanks bhabhi....but chalo abhi start karte hai game." Saying this Neil distributed the maps.

"Aur ek baat reh gayi. As hum woh jungle mein jaane wale hai. Sab log careful rehna. Ek boundary bana di hai usse cross karke aage mat jaana that can be dangerous aur aapne patner ke saath hi rehna." Abhi spoke.

"Chalo starting line pe. Mimi aap 3 tak countdown do hum phir start karenge." Neil said.

Mimi gave the countdown and the game begin. Everyone entered the jungle hand in hand with their pairs. As they walked further everyone dispersed.

With vansh and ag ,

"Ag !! Aap map  mein dekh ke direction bataiye."

"Vansh beta...woh map kahi gir gaya."

"Kya?"

"Haan sorry....chalo pehale map dhundte hai."

"Aise toh hum haar hi gaye." Vansh mumbled to himself and starts searching for the map.

With Manish and suvarna ,

"Manish ji....hume left side jaana hai. Waha hume ek flag milega."

"Areey nahi...dekho hume sidhe jaana hai aur phir left. Yaha se left liye toh sidha boundary cross ho jaayegi."

"Thik hai agar aap kehte hai toh." And she follows his lead and they reach the boundary. Suvarna glares at Manish and he smiles sheepishly.

"Sorry woh-"

"Rehne dijiye Manish ji...chaliye abhi mein jaise kehti hu waise chalte hai."

"Thik hai." And Manish follows suvarna.

With Anand and mahima

"Mahima kabhi toh meri baat sun liya karo. Waha aage ek flag milega par nahi tum toh aapne dil ki karo."

Abhira : Os / Ts BookWhere stories live. Discover now