1. Fight (os)

7.8K 164 23
                                    

A/n - It is an os on first fight of abhira. This is not related to show's track but some scenes might be same.

____________________________________________

Abhira were in their room doing their own works. It has been 4 months abhira were married happily. No doubt papa birla was always targetting akshu but she would like always ignore it.

"Abhi !! Aur kitna time?"

"Akshu ho gaya bas thodi der."

"Abhi jaldi mujhe nind aa rahi hai."

"Aaya jaan."

After few minutes he was done. He went on bed and they cuddling slept.

___________________________________

Next morning

"Akshu beta yaha aana."

"Aayi maa." Akshu yelled from where she was arranging dinning table.

"Kya hua maa?"

"Akshu le taste karke bata kaisa hai? Maine abhi aur unke liye banaya hai." Manjari says forwarding a spoon towards akshu

"Wahh...maa!!! Bohot tasty bana hai. Abhi aur sir ko pasand aayega."

"Sacchi?"

"Haan maa. Chalo sabhi aa gaye honge. Hum bhi breakfast karne chalte hai." They both go towards where others were settled for breakfast.

"Abhi dikh nahi raha hai. Kaha hai woh?"

"Aata hi hoga maa aap sab shuru kijiye mein rukti usske liye."

"Koyi jarurat nahi hai jaan kyuki tumhara abhi aa gaya." Abhi said coming towards akshu.

"Good morning jaan , maa , Neil."

"Good morning abhi." All three spoke together.

"Aaj mujhe uthaye bina neeche kyu aayi?"

"Abhi maa ki madat karne."

"Iski koyi-"

"Ky laga rakha hai yeh tumne Abhimanyu? Aaye ho tabse baate kar rahe ho. Manjari khana serve karo tumhare beta-bahu free honge mein nahi."

"Jii."

Everyone sits to have breakfast in silence. How many times akshu tried to change the things she would get insulted by senior birlas. So, abhi had restricted her to stop taking efforts and let this family be like it was.

"Byee akshu!! Dhyaan rakhna aapna."

"Byeee abhi!! Tum bhi aapna dhyaan rakhna aur time pe khana."

"Lo ho gaya shuru inka."

"Sir bich mein mat boliye."

"Kyu na bolu? Mera ghar hai kuch bhi keh sakta hu mein."

"Waise woh kheer kisne banyi thi?"

"Maa ne " akshu spoke.

"Accha hua nahi khayi pata nahi kya milaya hoga isne."

"Yeh kya bol rahe hai aap?"

"Sahi keh raha hu Manjari...jaise yeh ladki ne tumhe mujhse behes karna sikhaya waise hi mujhe marne ke liye kuch khane milane ke liye bhi bataya hoga."

"Kuch bhi mat boliye...meri beti aise kar hi nhi skti ?"

"Nahi...yeh khudke maa ko maar sakti hai toh mein hu hi kon?"

Abhira : Os / Ts BookWhere stories live. Discover now