~5

5.8K 457 25
                                    

Happy reading my lovely people.
How r u all.

Pls keep voting and shower ur love in comments. It gives a motivation to write more.

I had never thought that I would be able to write one complete story. But see now I have 3 😂😂😂😂

Let's start with the story.

I will address teju baba  as TB.

It was evening time almost around 8.
Km and kd were discussing about something when kiara came home.
Let me tell you even she wants karan to get married. As she can feel how lonely he is. He may say that he don't need anyone. His family is enough but his eyes shows the lone feeling.
Km: kaisa hai mera baccha. Bahot kaam tha kya office mein.
Kiara: ha mamma. Too much tired. What u guys were talking.
Km: nothing special. U go and  get fresh. After sunny comes we will have dinner.
Kiara went and after some time karan also came.
All were sitting for dinner.
Karan informed everyone that prince would be coming next week with yuvi and thier baby.
All were happy.
After dinner all retire to their respective room.
Karan again got a thought of teju. Her face came in front of his eyes. He smiled and dozzed off with her thought in mind.
Next morning. Km and kd went to store.

TB saw them.
TB: hello behenji, how r u feeling now.
Km: I m fine. Meet my husband, satpal kundrra.
TB : hello, how r u?
Kd; I m fine. Thank u for ur help yesterday. It really means a lot.
Tb: thank u ki kya baat bhai sahab. Ye to hamara farz hai.
Km: aapki beti nahi aai aaj.
Tb: nahi, she has gone to her college. She is in last year of her graduation.
Kuch kaam tha kya usse?
Kd: nahi nahi. Usse nahi. Hame aap se baat karni thi.
Tb: ek kaam karte hai andar mera office wahi chalke baat karte hai.
He ask some helper to handle to counter and they all went in. He asked to bring coffee as well.
Tb: ji bataye kya baat karni hai.
Km: kal apki beti se milke bahot accha laga. Actually, hamara bada beta hai jiske liye hum soch rahe the ki aapki beti kaisi rahegi.
Kd: kal jabse ye aapke beti se mili hai bas uski hi tarif kiye jaa rahi hai.
Tb: ye aap kya keh rahe hai. Actually hum log thik se jante bhi nahi hai ek dusre ko.
Fir kd and km apni family ke bare mein batate hai.
Tb: karan kundrra ke bare mein bahot padha hai paper hai. Apki family bahot acchi hai, lekin aap logo mein aur humme bahot antar hai bhai sahab. Hum middle class family se hai. To kaisi ho sakta hai. He had genuine concern in his eyes.
Kd could make put what he is trying to say.
Kd puts his hand on tb hand and says, class ki koi baat nahi hai. Hame bas ek acchi aur sanskari ladki chahiye jo ki hamare karan ko sambhal sake.
Aur kal jaise meri wife ne bataya hame lagta hai aapki beti wasi hi hai.
Ek kaam karte hai na hum rishta leke aap ke ghar aate hai. Agar baccho ko bhi pasand aya to age baat badhate hai.
Tb: thik hai. Ye bhi sahi hoga.
Kd: agar aapko koi aitraaz nahi hoga to kya aap apki beti ka ek photo bhejoge kya?
Tb turant teju ke ek pic forward karte hai. Unhone number exchange kar liye thie.
Kd also see her photo and already impressed by her.
Kd; bahot soni hai aapki beti. Sach mein meri wife ne sahi pehchaana ise.
Kya naam hai iska.
Tb: tejaswwi.
Fir wo log kuch time aur baat karte hai and decided next day to meet at teju home with all family members.
And then they left from there.

Tb was very happy as for the first time their was a alliance for teju and that to from such a nice family.
He went home with a happy face.

After dinner, tb ask teju to sit with him as need to talk.
Teju: kya hua baba, aapko kya baat karni hai.
Tb: beta, kal jo aunty aai thi store jinki tumne help ko thi aaj wo fir aai thi unke husband ke saath. Aur unhone..
Teju: kya baba aap itna kya soch rahe ho.
Tb: beta unhone apne bete ke liye tumhara haath manga hai. Shaadi ke liye.
Teju was shocked.
Tb : beta kal wo log aa rahe hai tumhe dekhne.
Dekho ye to kabhi na kabhi hona hi hai. Lekin koi jabardadti nahi hai. Agar tumhe ladka nahi pasand aya to Mujhe bata dena main mana kar dunga.
Teju: par baba meri padhai?
Td: beta wo to tum continue kar sakti hai. Aur aisa to nahi ki kal hi shadi hogi. Tum milo usse, jano ek dusre ko fir aage dekhenge.
Teju was but shy, confused, scared all emotions were going in her mind. But for her baba she agreed.

Km and kd decided to tell karan in the morning.
And here come next morning.
All were sitting to have bf.
Km: sunny aaj jaldi aa jana office se hame kahi jana hai.
Kiara: kaha jana hai mom.
Km: beta, tumhare papa ke ek pehchaan wale hai unke ghar.
Karan; aap log chale jao na. Meri kya jarurat.
Km: sab chalenge. Mujhe Aur kuch nahi sunna hai. Tum time pe ghar aa jana.
Karan and Kiara say ok and leave for office.
Now it's evening time and both the kids come home on time.
Ab tak karan ko bataya nahi tha ki ladki dekhne ja rahe hai.
They all get ready and while in car, km tells about this to karan. Karan gets annoyed and says ok i will come but listen to me carefully mom my answer is NO. main abhi bata de raha hu aap sabko.

Here teju gets ready.
Her baba also make all the arrangements for snacks.
Teju aunty has come to help teju to get ready and all other arrangements.

Let's see ab karan ka kya reaction hoga teju ko dekh ke.
Kya uska answer change hoga.
Stay tuned for next update

Tu Hi Mera PyaarWhere stories live. Discover now