Engagement Day 💍

440 94 38
                                    

Continue The Previous Part
Anirudh Bondita se kehkar chala jata hai ki vo ye shadi nhi hone dega..

Next Day ...

In Roy Choudhury Mansion

Ani- maa ab kya karun main ye shadi kaise Roku ... 😢
Sumati - par Bondita ne itna bada faisla liya kyu ... 😔
Ani- pta nhi uske dimag mein kab kya fitoor Chad jata hai kuch samajh nhi aata .. 😤
Sum - mujhe lagta hai trilochan ji ne use majboor Kiya hoga .. isliye vo

Ani- par mujhe batana to chahiye tha na hum kuch soch sakte the par nhi .. use bas aagyakari beti Banna hai 😤 pyar vyar se use koi matlab nhi ...

Sum - shant ho ja use bhi samjhne ki koshish kar..
Ani- kya koshish Karu .. maa shanti se baithkar dekhta rahu ki vo kisi aur se shadi kar rhi hai...

Sum - nhi beta par tu jo bhi kar bas ek baat dhyan rakhna usme bondita ko takleef nhi honi chahiye...

Ani- Ha maa.. aap sahi keh rhi ho ..
And suddenly Saurabh comes ...
Sau - Anirudh ek khushkhabri hai 🤩
He understands the situation ... Kya hua yaha sab mute 🤐 mode par kyu hai...

Ani- tere dost ki zindagi mein barbad ho rhi hai aur tujhe mazak sujh rha hai 😤...

Sau - nhi main to bas.. chod ye bta hua kya hai ..
Sumati - bondita shadi kar rhi hai kisi Aditya se ...
Sau - kya 😵😵 kab kaise... Main ek din ke liye bahr kya gya yahan kand ho gya 🤯... Bta na ab kya kiya tune jo vo kisi aur se shadi kar rhi hai

Ani- maine kuch nhi kiya .. mujhe bhi mini se pta chala tha usne to kuch bataya hi nhi .. vo bol rhi hai ab use Aditya pasand hai aur use usse shadi karni hai... 😤

Sau - kya par kyun... Zaroor ye uske baba ki hi karamate hai torture Kiya hoga bechari ko 😢

Ani- par kuch bhi ho main ye shadi nhi hone de sakta .. Saurabh kuch soch na mere bhai ...

Sau - ha sochta hu ... Suddenly Trilochan Das comes in Roy Choudhury Mansion ... 😎

Everyone shocked 😳😳...
Tri - Namoskar 🙏
Sum- Ji.. 😅 ha Namashkar Bhai sahab aaiye bathiye na
Tri - arey nhi nhi baithna ka samay nhi hai ... Bhot kam hai ghar mein beti ki shadi jo hai ladka bhot hi acha hai ( taunting tone )
Anirudh feels bad 😔 ...
Tri - hum to bas ye Nimataran Patra dene aaye the ... Vo kya kehte hai wedding card ... 😊 Kal bondita ki sagai hai aur 5 din baad vivah ... Aap sab zaroor aaiyega ... 😊

Sumati takes card ... And gives forced smile ... Ji 🙂 hum zaroor aayenge

Tri - ji bhot acha ab hum chalte hai looks towards Anirudh .. Hum jante hai tum hamein pasand nhi karte tum bhi hamein kuch khas pasand nhi ho 😒par fir bhi Bondita ne kaha hai hum tumse acha bartav kare.. isliye keh rhe hain beta jeevan mein kuch ache kam bhi karo ... Samjhe aur ha bondita ke vivah mein zarur aana 😊 par agr uske vivah mein kuch bhi gadbad karne ki koshish ki to acha nhi hoga 😤... And he walks out

Sau - Anirudh ye to tujhe khuli dhamki dekar gye 😲😨ab tu kya karega ..

Ani- pta nhi .. par ab to milna hi padega is Aditya se .. 😤 Vaise tu koi khushkhabri sunane wala tha na suna kamse kam mood to acha hoga ..

Sau - ha vo main apne papa ko itne din pta rha tha na 😅 mini ke liye papa pat gye .. aur unhone kal hamari sagai rakhi hai ...

Ani- ye to bhot achi baat hai 😊 he hugs her .. main pray karta hu meri life ki tarah life mein koi bhi problem na ho .. Tum dono ki shadi aaram se hi jaye 😊

Sau - thankyou par mujhe tere liye bhot bura lag rha hai.. tere liye 😔

Ani - mujhe chod.. shayad main hu hi panoti 😅
Sum - anirudh ye kya bol rha hai 😢
Ani- aur kya bolu maa 😔
Sum - khabardar jo aaj ke baad aise kaha to har mat man tu mera beta hai na aur ek baat hamesha yaad rakhna jeet hamesha sache pyar ki hi hoti 😊
Ani- Hmm 😊

ANIDITA : Wrangling Love 💕Where stories live. Discover now