Dooriyan

596 116 59
                                    

Start karne se pehle .. main bta du ki Binoy sampoorna ko laker ek fashion exhibition mein gye hai isliye itne din se dikhai nhi de rhe ...

At Night ...
Anirudh comes home ... He knocked
Sumati opens the door ..

Sumati - aa gya tu kaha tha ab tak .. time dekha hai .. she looks at him .. ye kya tu ro rha hai .. aur ye kya halat bana rakhi hai ..

Anirudh enters ..  and goes to his room .. she also follow her ..
Sumati - beta hua kya kuch to bta ...
Ani- sab khatam ho gya maa ... Sab khatam ho gya ..

Sumati - ye kya bol rha hai ... Baat kya vo to bta ...

Ani- kya batau .. ab kuch bacha hi nahi hai batane ke liye .. aapko pta hai aaj main aur Bondita milne wale the .

Sumati - ha .. par hua kya kaha bondita ne ..

Ani- bondita ne (with broken smile) usne kaha sab khatam..  sab khatam maa .. usne kaha ab vo kabhi mera chehra bhi dekhna chahti ... 💔

Sumati - ye kya bol rha hai ... Vo aisa nhi bol sakti .. main janti hu use  zarur kuch to wajah hogi .. jo isne tujhse ... Ye sab kaha 

Ani- wajah .. wajah to aapka beta hi maa .. Aapka beta hi hai vo wajah .. aapke bete ne khud apne hi hatho sab kho diya .. main aapka beta kehlane layak nhi hu maa ...

Sumati ( crying ) ye kya bol rha hai .. mujhe pta hai mera beta is duniya ka sabse acha bacha hai ... Ha galtiyan bhale hi karta hai .. par kisi ko kabhi takleef nhi pahucha sakta  ...

Ani- aapka yahi vishwas tod diya aapke bete na maa .. tod diya ... Maa aapko sunkar bhale hi dukh hoga .. par maa aapka beta ek nihayti ghatiya insan hai ... Jise kisi ke bhi jazbaton .. kadar nhi hai ... Uske liye har chiz mazak hai .. usne usi ladki ko sabse zyada takleef di hai .. jisse vo sabse zyada pyar karta hai ... ( Broken)

Sumati - par mujhe bata to sahi baat kya hai jo tu ko itna bhala bura keh rha hai ... Tu aisa nhi hai beta .. main teri maa hu mujhe pta hai mera bacha kitna acha hai ..

Ani- Aapka beta kabhi aapke jaisa nhi ban sakta maa ... Aap ko pta hai aap is duniya mein sabse achi ho .. aur aapka beta utna hi bura .. hai vo kabhi aapke aur baba jaisa nhi ban sakta maa... Kabhi nhi ban sakta ... Aap to ek bhot acha beta deserve karti hai .. mujhe nhi ... Maine aajtak sirf aapka  sar jhukaya hi hai... Main aapka beta kehlane ke layak nhi hu  Kasha  main aapka beta nhi hota maa kash main janm se pehle hi mar jata

Sumati - chup kar kya bole ja rha hai pta hai ... Mar khayaga fir kabhi aisa kaha to .. mujhe pta hai mera bacha kaisa hai .. duniya kuch bhi kahe mujhe pta hai mera bacha is duniya ka sabse acha beta hai ... Aur mujhe is baat ki behad ki khushi hai ki teri maa hu .. maine tujhe janm diya hai .. samjha tu ... Teri maa ne itna dard sehkar isliye tujhe janm diya tha ki aaj tu use ... Kahe ki tu janm se pehle hi 😭 .. bol kaha kaise tune sharm nhi aati tujhe .. kaise  kaha tune ( crying hardly )

Anirudh realise his mistake .. he hugs her mother ... Tu ro mat maa.. maf karde mujhe .. maf karde apne is nalayak bete ko .. Tu janti hai na pagal hai tera beta kuch bhi bol deta hai .. tu ro mat ... Maaf kar de mujhe .. tujhe pta hai mere liye sabse garv ki baat kya hai ..  ki tune mujhe janm diya hai .. main tera beta hu ..  Tujhe pta hai tujhse kitna pyar karta hu main  Bas ek tu hi hai jo mujhe samjhti hai nhi to baki sab bina mujhe samjhe ... Mujhe chod kar chale jate hai ... Tu to mujhe chod kar nhi jayegi na .. Hamesha mere paas rahegi na ..

Sumati -  teri maa hamesha tere sath  rahegi.. she kissed his forehead .. par hua kya hai beta tu kyu aise batein kar rha hai ...

Anirudh tells her everything ...

Ani- aur vo mujhe chod kar chali gyi maa ... Ab kuch bhi thik nhi ho sakta kuch bhi nhi ..

Sumati - Arey par tujhe use batana chahiye tha ... Na ki tune ye sab anjane mein kiya ...

ANIDITA : Wrangling Love 💕Unde poveștirile trăiesc. Descoperă acum