kyu insaan ko hamesha perfect hona jaruri hai? perfect chand bhi nhi hai na! Kya kabhi koyi imperfection ke saath bepanaah mohabbat karsakte hai kisi se? Nhi na duniya kuch aur hi hoti agar Aisa hota, kyuki khud ke maa baap bhi saath chod denge agar ham galti kare toh 💔. Kya aisa koyi ladka hai jo apni premika ki saari galatiya sudharna chahe bajay vusko tanha chode?