Chahat Ke Dhun: A Musical Ser...

By maanvir

20.5K 1.5K 213

Set at the backdrop of ShaShok wedding track where Ishita was mislead to walk into Ashok's Bachelor Party in... More

Chahat Ke Dhun
Dhun 1: Kuch Is Tarah
Dhun 2: Donon Judke Juda
Dhun 3: Maine Socha Na Tha
Dhun 4: Sawar Loon
Dhun 5: Bahe Naina
Dhun 6: Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Me
Dhun 8: Mere Humsafar Mere Paas Aa
Dhun 9: Tauba Mai Vyah Karke Pachtaya
Dhun 10: Kya Karein Kya Na Karein
Dhun 11: Atrangi Tarkeebein
Dhun 12: Mission Behen Bhai
Dhun 13: Emotional Atyachar
Dhun 14: Drama Queen
Dhun 15: Chahat Ke Dhun
Dhun 16: Mera Kya Tu Laage
Dhun 17: Pyar Ki Ek Kahani
Dhun 18: Bandh Gaya Ye Bandhan
Dhun 19: Meherbaan Hua Rab
Dhun 20: My Dil Goes Mmmm
Dhun 21: Mohabbat Bhi Zaruri Tha
Dhun 22: Gustakhi Maaf Karde
Dhun 24: Thode Badmash Ho Tum
Dhun 24: Hai Saaz Tu
Dhun 25: Hum Aapke Dil Me Rehte Hain
Aakhri Dhun: Yeh Hai Mohabbatein

Dhun 7: Tere Ishq Me

961 61 6
By maanvir

"Kya apko sach me koi farq nahi padta Raman? Kya sachmuch hamare beech kuch nahi badla?"
she sat contemplating.

"Samajh nahi ata kis bath pe vishwas karun? Us pyar par jo kal rath apki ankhon me nazar araha tha ya us nafrat pe jo apki ankhein aaj ugal rahi thi? Kal apki bathon me chupe us Iqrar par vishwas karun ya aaj ke inkar ko qubool karloon? Aisa kya hogaya jo aap ne mujhe ek hi pal me paraya kar diya?" 
she was not able to decide.

"Kaisi duvidha me daal diya hai Raman aapne! Mai apko apni dil ki bath bataun ya nahi? Kya aap meri bath sunkar mere paas rukoge ya phir mujhse aur door chale jaoge? kuch samajh me nahi araha ke mai kya karun"
She felt helpless.

"Par mai aise khamosh bhi nahi baith sakti. Murugan please mujhe batao ke mai kya karun" 
She prayed.

She quickly wiped her tears as something struck her mind. 
"Kisi se bath kar lethi hun jo meri dil ki bath samajh sake aur mujhe bataye ke mai kya karun"
she took out her phone.

"Par kisse bat karun?
Amma aur Mummyji to pehle se hi meri wajah se pareshan hain, unhe bataungi to aur pareshan ho jayenge.
Jiju?
Nahi Jiju ko ye bath nahi bata sakti. Pichli baar Raman ne unse salah maangi thi toh pata nahi kya ajeeb salah di thi FIRST STEP ki" she laughed reminiscing the fool she had made out of herself.

"Mani se?
Par wo is bath ko nahi samjhega.
Wo to pehle se Raman ko pasand nahi karta. Use ek aur mouqa mil jayega MERE Raman ki shikayat karne ki.
Nahi usse nahi bol sakti"
She thought.

"Papaji to Raman par hi bhadak jayenge. Simmi bhi bechari apni pati ke kartooth par sharminda hai. Mihika abhi naadan hai usko nahi samajh aayega.
Akka!
Haan Akka se bath karleti hun. Wohi mujhe sahi salah dengi" 
she was about to dial the number when she realised 
"Nahi! Akka is pregnant. Aisi halath me unhe stress me daalna sahi nahi hoga"

"Ayyo Murugan! Ye kaisi kashmakash hai? Kisise apna dard baant bhi nahi sakti. Koi to hoga jo meri pareshani ka hal bata de"

She was trying to remember people she could talk to and simply scrolling the phone when an app caught her attention.
 "Radio! Haan Radio! Radio station call karke RJ se apni problem discuss kar leti hoon. Koi na koi solution to mil hi jayega" she decided and was reminded of the night when she and Raman had fought through the radio.

She quickly tuned into a radio station. 

Jab se tune karli hai duri

Zindagi hai tab se adhuri

A song that she had never heard before was playing and she could not help but connect herself to the song that was playing. It had been only a few hours since Raman had left and she was already feeling incomplete.

Tune mujhko apna na mana

Hai kuch teri aisi majboori

On hearing the lyrics, she realised that there must be something that is stopping Raman from accepting her. But what? she wondered.

Teri raza teri marzi

Meri toh hai bas yeh arzi

Tere liye jina ho mera

She decided then and there "Aap chahe jitni bhi dooriyan badhalo Raman, mai hamesha apki hi ban kar rahungi"

Paaun tujhe ya na paaun

Khona tujhe mai na chahun

Hoke rahu mein toh bas tera

"Aap chahe mujhe apnayein ya nahi par mai aapse hamesha pyar karti rahungi"
Her resolve got stronger.

Tere is ishq mein tere ishq mein

Hum dil se gaye hum jaan se gaye

Hum dil se gaye jaan se gaye

Haan ek tere liye

Tere is ishq mein tere ishq mein

Hum tujpe mitte Haan tujpe mare

Hum Tujpe mit gaye hai mar gaye

Na bole tum na maine kuch kaha

No lines could describe her condition better than the lines she just heard. Indeed she had lost herself in his love.

Koi na sahe aisa gham bhi

Kar na sake aankhen num bhi

Ya rab hai tujhse ye dua

She thought about what she was going through a while ago. She wanted to discuss her problem with her close ones yet could not share it with anyone.

Saath koi kyun ho aise

Saath kabhi the na jaise

Pal me paraya sab hua

"Sahi hai....Mere sath bhi toh yahi hua hai. Ek hi pal me Raman ne mujhe paraya kar diya" 
a tear escaped her eye.

Tere is ishq mein tere ishq mein

Hum dil se gaye hum jaan se gaye

Hum dil se gaye jaan se gaye

Haan ek tere liye

Tere is ishq mein tere ishq mein

Hum tujpe mitte Haan tujpe mare

Hum Tujpe mit gaye hai mar gaye

Na bole tum na maine kuch kaha

Tears were not stopping anymore. 
"Agar apki khushi mujhse door hone me hai to yahi sahi. Mai bas aapko hamesha khush dekhna chahti hun Raman" she sadly decided and as if the lyricist had heard her, the next line played:

Dil ye bole mein le aau

Tere labon ke aangan mein 

Dhoop si khili ek Zindagi

Tere naino ke sawan mein

Ek dhank saja paun main 

Aisi ho meri bandagi

She was amazed at how well the song depicted her present state of mind. She was glad she tuned into the radio station.

Tere is ishq mein tere ishq mein

hum dil se gaye hum jaa se gaye

Hum dil se gaye jaa se gaye

haan ek tere liye

Tere is ishq mein tere ishq mein

hum tujpe mitte ha tujpe mare

Hum Tujpe mit gaye hai mar gaye

Na bole tum na maine kuch kaha

She was so lost in the lyrics that she forgot why she had tuned into the Radio station in the first place. her trance broke as the song stopped and the RJ started speaking.

"Wow! That amazing song was from a daily soap Na Bole Tum Na Maine Kuch Kaha which came back with a second season on popular demand.
Na bole tum, Na maine kuch kaha!
Isn't the title so intriguing?

Aksar real life me bhi aise hi hotha hai ke hum sochte hi reh jathe hain ke apne dil ki bath kahein ya nahi aur na hum kuch keh pathe hain na woh. Duniya me isi wajah se kitni hi aisi love stories adhoori reh gayi hongi. 

So dear listeners!
Agar aapne ab tak apni dil ki bath apne special someone se nahi kahi hai to mai to yahi kahungi ke boss jaao aur keh do ke
'Hum tere bin ab reh nahi sakte,
tere bina kya wajood mera' 

Jab pyar kiya to darna kya?
Jao aur bindaaz bol do.
Agar usne maan liya to 'Mauja hi Mauja' aur nahi maana toooooooo.....
koi aur mil jayega.
Hahahaha
Just joking haan.

But on a serious note, I just wish ke aap apne dil ki bath apne pyar se kehdo.
Ye afsos lekar kyun jeena ke
'kash maine kaha hota to aaj zindagi kuch aur hoti'

On that note lets attend the next caller...hello..."

Ishita felt her hopes rising. The RJ was right indeed. 

She was back to where she was in the morning. She washed her face and redid her make up to look as beautiful as she wanted to this morning. 

She had made a decision. Confrontation? or Confession?

------Dhun abhi baki hai-----


I have been an ardent fan of NBT before YHM. Call it co-incidence, the lyrics of the title song of NBT went with the story so well that i couldn't help but adding it to the series. I hope u enjoyed this part. The much awaited part is coming soon.

Do share ur thoughts

Continue Reading

You'll Also Like

80.4K 3.3K 37
This story begins from the scene when Raman sings a song to calm Shagun down and Ishita heard it.
31.7K 1.5K 10
Insecurities ruin a perfect relationship. But when a budding relationship between a husband and wife is haunted by the beautiful ex-wife of the husba...
10.6K 406 6
Ishita: Simmi tu ne toh kaha tha k Punjabi mard kabhi bhi kahin bhi bhangda kar lete hain. Par yahan toh Punjabi mard ladkiyon ki tarah moo chupa ke...
30.5K 1.6K 21
Raman working in his office totally engrossed in work his sole attention was to prepare a perfect presentation... His chain of thoights gets broke as...