Dhun 2: Donon Judke Juda

1.2K 67 10
                                    

The smile of satisfaction was replaced into a pain of realisation.

"Kis haq se mai tumse tumhare dard lene ki baat kar raha hoon sakta? Jabki tumhare har dard ki wajah mai hun. Mera parivar, mere bachhe, mera ateet aaj tak sirf tumhari har dukh ki wajah ban sake hain...marham nahi" he did a self-talk.

"Sach hai ki mai tumse pyar karta hun. Bepanaah pyar. Magar mera pyar tumhe dukh ke siwa aur kuch nahi dega. Mai apni khushi keliye tumhare gham ki wajah nahi banna chahta. Mai chaahkar bhi tumhe nahi paa sakta"
he broke down.

Hai dil ko teri aarzoo
Par main tujhe naa paa sakun
Hai dil ko teri justaju
Par main tujhe naa paa sakun

He walked towards her. Even after all the pain she suffered her face glowed  in the dark hour of the night,
just as she came into his dark life like a bright morning. 
"Par mai to tumhari zindagi me andheri raat ki tarah hun" 
he contemplated.

Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa

How he wished he could linger his lips on her glowing cheeks.
Alas! His lips could only pray for her happiness but not feel her.

Main hoon lab tu dua
Dono jud ke judaa

Madno...Mashuko...Dilbaro

He recalled the events of the day. How he wanted to spend time with her. He wanted to make this day special for her. He wanted to confess his feelings to her. He wanted to promise her of a beautiful future together.

Kayi khwaab dil
Tujhko le kar sajaaye

But how did he forget that fate was always cruel to him? God had probably forgotten to write happiness associated with love in his destiny.

The fear of hurting her and losing her were both equally painful. Yet he had to choose either of them.

Par khauf yeh bhi
Kahin par sataaye
Ghar yeh bhi tootey
Toh phir hoga kya re
Mujhe raas aati hai
Khushiyaan kahan re

He decided to go with the latter as he thought "Mere hisse ke gham tum kyun saho? Kismat meri dagabaaz hai, iski saza tumhe kyun mile? Agar mai tumhari khushi ki wajah nahi ban saka, toh tumhari gham ki wajah bhi nahi banunga"

Kyon dil ko dukhana bewajah
Saajna ve
Kyon dil ko dukhana bewajah
Phir aansu bahaana ik dafa
Phir aansu bahaana ik dafa


"Mai jaanta hoon ki tum is waqt meri baat sun nahi sakti. Isiliye bata
raha hoon.
Ishita...tum meri har saans me, har dhadkan me ho. Mera jeena marna maine tumhare naam kardiya hai. Meri ankhon me ansu tumhare gham pe nikalti hain aur mere chehre pe hasi tumhe muskurata hua dekh kar hi aati hai" he whispered to her while she was in deep sleep.

Tu hi to har pal bandha hai
Lamhon ki inn zanjeeron mein
Tu hi to har dum raha hai
Khwaabon ki har taabeeron mein
Tu hi to har din dikha hai
Dhundli ujli tasveeron mein
Tere hi to hai khusboo
Mujh mein haan
Saajnaa ve
Tere hi to hai khusboo
Mujh mein haan
Ab tu hi to har su har jagah
Ab tu hi to har su har jagah

"Mai tumhare bina nahi jee sakta par tumhare sath bhi nahi reh sakta. Mai har kadam par tumhara sath toh doonga par tumhare paas nahi reh sakta. Ajeeb kashmakash hai. Lekin tumhari khushi keliye mujhe ye gham bhi manzoor hai"

Haan tera saaya toh main hoon
Par sang tere naa reh sakun
Haan iss safar mein toh main hoon
Par sang tere naa ruk sakun
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon labh tu dua
Dono jud ke judaa

Wiping his tears, he walked back to the couch. 

This time the smile of satisfaction, that had transformed into pain of realisation, made him to take a firm decision.

With that the events of the day took a toll on him and slipped into deep slumber. As a pair of eyes closed, another pair of eyes opened. 

What was in store for her? Satisfaction? Realisation? Decision? or something else. 

------Dhun abhi baki hai-----


I can't tell you how much I love this song and now I love it more. Because now I only see IshRa in it. Tel me how u found this update. 

Chahat Ke Dhun: A Musical Series #Completed Where stories live. Discover now