Dhun 21: Mohabbat Bhi Zaruri Tha

445 54 4
                                    

"Hmmm...Pyar to ine hone laga tha aur saaf nazar bhi araha tha" Bala said.

"Magar ye tehre Ravan Kumar aur Jhansi Ki Rani. Itni asani se thodi na maante" Vandu exclaimed.

"In donon ko ye ehsas dilana itna asan bhi to nahi tha. Koi sazish to banti thi boss" Vandu said winking.

Ishita stared at Vandu and Bala.

"Arrey Ishu! Humein kyun aise ghoor rahi ho? Humne koi sazish nahi ki. Sazish to uparwale ne ki. Do dhamakedaar entry karake" Bala said.

"Tune mari entriyaan, Dil me baji ghantiyaan types entry na Bala?" Vandu hummed.

"Haan kuch aisa hi samjho. Magar entry kisi ki hui aur ghanti kisi aur ki baji"

"Kya matlab?"

"Matlab ye ke hamare Baba Ravan Kumar Bhalla kehte hain ke ladkiyan apni feelings pehchanthi nahi jab tak koi doosra unki life me nahi aajatha"Bala said keeping a hand on Vandu's shoulder recreating the moment for IshRa when after the Sanjana fiasco Raman had asked if she was jealous on being told that Sanjana and Raman were in love.

"Jaise ladke bada apni feelings ko jaante hain"Vandu said mocking. "Raman ko bhi to tabhi ehsas hua jab ek doosra ladka unki life me aya"

"Wahi to mai bhi keh raha tha Vandu. Ek taraf entry hui Sanjana ki aur baji Ishita ke dil ki ghanti"

Ishita goofily grins on the memory of the night when she had realised her feelings for Raman and was almost caught off-guard by Raman.

"Aur doosri taraf aya hot and happening Abhimanyu Raghav aur Raman ki sirf ghanti nahi balki poori ki poori band baj gayi"

Ishita laughed on this comment and Raman faceplamed saying "Ye dono to meri hi band baja rahe hain. Bhool gaye kya ye mera plan kiya hua programme hai. Sab khatam hojane do in donon ko dekh letha hun" he mentally warned.

"Par ek baat toh hai ki jab tak pyar me dard ka ehsas na ho tab tak woh pyar kamzor hi rehtha hai" Bala continued.

"Aur ye dooriyan pyar ko aur mazboot bana dethi hain"Vandu added.

"Raman aur Ishita ke beech bhi kuch dooriyan paida huvin. Jaane anjaane ye ek doosre ko dard dene lage. Magar mai to kahunga ke ye bhi zaroori tha. Kyun Vandu?"

"Shayad"

Raman and Ishita remember the dreadful Award ceremony night when Raman humiliated Ishita, first in public by giving the entire credit of his success to his ex-wife Shagun, and then in the privacy of their room when he demanded or rather forcibly tried to eatablish his rights over her.

The song played reflecting their emotions.

Mohabbat bhi zaroori thi
Bichhadna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha

Zaroori tha ki hum dono
Tawaaf-e-aarzoo karte
Magar phir aarzuon ka
Bikharna bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha

It was indeed an unfortunate night. She had seen the darkest side of Raman that night. Ishita tried to hide the tears that made their way without acknowledgment.  Raman saw this from his hide-out and felt terrible for making her cry. "I promise Ishita ke tumhe itna pyar doonga ke us rath ki yadein phir kabhi tumhe nahi rulayengi" he pledged.

The next announcement of Bala broke their trance and they rubbished the thoughts of that night looking forward to what was ahead.

"Jaise har kaali rath ke baad ek sawera hotha hai, is rath ka bhi khoobsurat sawera aya"

"Wo sawera jo inki zindagi me dhed sari khushiyan laaya"

"Donon ko is bath ka ehsas hogaya tha ke zindagi unhe doosra mouqa de rahi hai aur is mouqe ko apne hath se jane nahi dena chahye"

"Kabhi isharon se, kabhi nazaron se ek doosre ko ye batane lage ke ab woh Sirf Ruhi Keliye nahi bandhe"

Ishita looks at the ring in her finger and remembers the most memorable moment she shared with the love of her life. That was probably thr first hint that he had dropped to her indirectly announcing that she is not just Ruhi's IshiMa anymore to him but his Ishita, Ishita Raman Bhalla.

On the other hand, Raman cherished the moment when Ishita had worn a sexy outfit for him. Ye ek aurat ki choice hai ke wo sabke saamne sexy lagna chahti hai ya phir char deewari me apne pati ke saamne she had said. He was no fool to miss what she had actually meant and those words had made him aware of the right of her ownership that she had given to him.

"Isharon isharon me to batein hothi rahi par unko us ek mouqe ki talash thi jab wo apni dil ki bath ek doosre ko keh sakein"

"Par kismath to dekho becharon ki. Koi na koi adchan aa hi jatha tha"

IshRa laugh how their plans of confession were ruined every time. 

Aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha main ho gayi yaara
Hoon pareshaan si main ab ye kehne ke liye
Tu zaroori sa hai mujh ko zinda rehne ke liye

Aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha main ho gaya yaara
Hoon pareshan sa main ab ye kehne ke liye
Tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye

Dhadke aankhon mein dil mera
Jab kareeb aaun tere

Dekhoon main jab bhi aaina
Haan tu hi roobaroo rahe mere

Ishq ki mauj mein aa..
aaja behne ke liye

Tu zaroori sa hai mujh ko zinda rehne ke liye

Ishita and Raman had lost themselves in the moments of love they had spent. 

Simmi snapped her fingers and said "Hosh me aaja Ishita. Abhi to asli performance baki hai"

Ishita blushed hard and lowered her head biting her lip.

Chahat Ke Dhun: A Musical Series #Completed Kde žijí příběhy. Začni objevovat