Mai-kada

11 0 0
                                    

Zarra zarra tinka tinka zindagi hath se rait ki tarah fhisal rahi hai,
Sapne dekh ne toh hai Bahot par ye jo zindagi meri aankh lagne nahi de rahi hai,
Majrufhiyat itni hai ki janab ab toh yaad bhi nahi ki koi zindagi bachi bhi,
Ki khatam ho rahi hai musal-sal sukoon ki ehmiyat bhi,
Jab zindagi mai sukoon tha toh bechen the ki koi majrufhiyat kyu nahi, koi kaam kyu nahi,
Aur jab majrufhiyat aayi toh kehne lage janab itne majrufh rehte hai ki zindagi mai sukoon nahi,
E-khuda tu hi bata kya mere ye Zindagi jaise mai- kada aur me kahi saagar toh nahi.....

PoetryOnde as histórias ganham vida. Descobre agora