khud ko

94 3 5
                                    

Waqt bewaqt koos leti hu khud ko,
Gam ke sagar mai dubo leti hu khud ko,
Yu toh aasmaan ko chune ki karti hu tawakoo,
Ki har waqt jhaghadhne ke baad mana leti hu khud ko,
Khwaisho ke bhawandar mai darti hu karlu na tabah khud ko,
Manzil ka toh pata nahi ki is samnandar  mai Sambhal rahi hu khud ko,
Hu is safar ma ki kahi tob khoj lu khud ko khud yahi kahi mujh mai khud ko,

PoetryDär berättelser lever. Upptäck nu