Naira just nodded. She was so happy. She couldn't speak. After 2 years she would be able to dance. They went back to home. As soon as they entered there room kartik picked naira bridal style and started twirling her. Naira laughed. Kartik stopped after sometime. Both fell back on the bed with naira on top of kartik. Kartik rubbed his nose with naira.

Naira :- mein dance kar paaungi kartik. Finally. I am so happy

Kartik :- pata hai tumse jyada mein khush hoon aaj.

Naira smiled and kissed him. Kartik was surprised by her aggressiveness. She was kissing him hungrily, devouring his mouth. Kartik kissed her back equally. After sometime they both pulled back breathing heavily.

Naira :- thank you kartik. Thank you so much.

Kartik :- koi thank you nahi. Pati hoon tumhara. Aur tumhara khayal rakhna mera farz hi nahi mera haq bhi hai.

Naira smiled.

Naira :- I love you hubby.

Kartik :- I love you too wifey.

Next day naira was in college. It was lunch time and she was sitting with her friends. She couldn't wait for the college to get over.

Tanvi :- kya hua naira? Subah se dekh rahi hoon badi bechain hai. Aaj date pe jaa rahi hai kya husband ke saath.

Naira :- nahi vo. Tumhe yaad hai jab tumne aur Kunal ne mughe dance ke liye kaha tha aur maine kaha tha ki mere par mein chot lagi hai.

Tanvi nodded.

Naira :- toh doctor ne kaha ki uska treatment ho sakta hai. Toh aaj college ke baad usi ke treatment ke liye jaaungi.

Tanvi :- wow. Congrats yaar. Toh phir tum dance karogi.

Naira nodded.

Tanvi :- wow yaar. Ye sab kab hua par?

Naira :- vo kal kartik mughe lekar gaya tha doctor ke pass.

Vaishali :- you mean your husband.

Naira nodded.

Ankita :- wow yaar. He is so caring. Acha ek baat batao tumhari love marriage thi ya arrange??

Naira :- love marriage.

Tanvi :- really. Toh apni love story bataogi.

Naira :- kya yaar tanvi?

Ankita :- come on naira. Hum sab friends hi toh hai. Please batao na.

Naira sighed but remembering those events brought smile to her face before she started telling them. There first meeting, kartik coming to udaipur, working at her father's company, staying at her grandmother's home, his bonding with everyone, there fights, there friendship, him always helping her, them going to Switzerland.

All were amazed listening to her story.

Vaishali :- wow. Toh first time propose kisne kiya?

Naira :- kartik ne. Wahin Switzerland mein.

Ankita :- wow. So romantic. Toh tune kya hana reply mein.

Naira felt a bit embarrassed.

Naira :- mein... Mein vahan se bhaag gayi.

All :- kya ??

Naira nodded.

Tanvi :- par kyun?

Naira :- yaar maine aisa socha nahi tha kabhi ki vo mughse pyaar karta hai aur mein ghabra gayi. I mean mera bahut acha dost tha par mughe khud pata hi nahi tha ki mein kya feel karti hoon uske liye.

Meant to be togetherWhere stories live. Discover now