chapter 9

610 70 8
                                    

Heya guys
AGAIN I AM back
Yes!!! And this time I hope you all like the chapter
I really wanna know the review for this and also my other story and that too will be soon updated so enjoy reading!!



chapter 9
as the morning started and sun started to peep true the window of the ward Avani got irritated and suddenly
maa! sone do na please!!! with her closed eyes only to realise the reality and again cheeks were wet as if any tap has been opened but soon nurse came and soon the same procedure and she left to get ready

police station
sun! ballu!?

madaam use to bail mil gayi!

I knew it !(frowning) but thik hai hume jo information mili hai us se hi aage badna hoga

ok madaam!

sun Maine tumhe Neil ke baare mein bhi info mangi thi kya hua!?

madaam actually info to kal hi Nikal di thi but sab ke chakar mein bhul gayi dena
Neil ki badi ajeeb baat hai! Apne maasi ke Saath rehta hai,father se no contact sun me Mila ki maa me suicide Kiya tha and dadi se nhi jamti

ok but uski maa ne suicide.....!? are u sure

sun knew that the topic was of mother so Avani was bound to be concerned and nodded in affirmation
haa! according to reports

but kyu sun! mujhe nhi lagta ki suicide hai ! kya naam bataya uski maa Ka!?

Shweta khanna and baap Prakash khanna!

pata nhi kyu lagta hai ki hum jaante hai in khannas ko! shayad dad!.... haa let me call him
Avani called Ashish to know more about them
Ashish: are waah! aaj din kaha se shuru hua hai! ya mein Sapna dekh raha hu!? kaisi ho avani

Avani: dad! thik hu but mujhe na ek case ke silsile me ek kaam tha!

Ashish: bolo meri supercop always on duty

avani: dad!... hum khannas ko jaante hai kya!? I mean Prakash khanna and Shweta khanna!?

Ashish: (shocked recalling past) beta! kyu puch rhi ho tum!? kaunsa case hai khannas Ka!? door rho tum inse!

Avani (now sure): dad ! kaun hai ye log please batao!?

Ashish: beta vo humara past the and is se jyaada Kuch bhi nhi hai mere pass bolne ke liye. chalo bye I have some work.

Avani : bye dad!TC

sun listen abhi vo kaha rehta hai!? give me his address I will find out ki kya khatak raha hai

at harleen's place
avani: namaste aunty mein Avani hu!

harleen: namaste beta but kya mein tumhe jaanti hu!?

avani: nhi actually me Neil ki dost hu bas usi ke baare me baat Karni hai!

harleen(Neil ki dost): beta vo nhi hai yaha baad me aana!

Avani : aunty dekhiye I know aap log police officers se bohot gussa ho par mujhe as a friend Neil ki help Karni hai par Uske liye mujhe aapki help Chahiye

harleen: vakai tu help karegi!? ya fir vo logo ki taraf dum hilayegi!?(pure dissatisfied tone)

Avani: mujhe meri maa ki kasam auntyji sachai ke liye me Kuch bhi karungi but mujhe bataiye aap ki kya hua tha!?

harleen: himmat hai sun ne ki!?
Avani nodded

harleen: to sun; kafi time pehle yaani ki abhi se 20 Saal pehle Neil ki family thi, Shweta ki saas yani Amruta khanna pehle se hi Shweta ko le Kar comfortable nhi thi par Shweta aur Prakash the ek dusre ke liye kafi the par uski saas ko vo pasand nhi thi. chahe kitni bhi vo koshish karein par sab dheere dheere bad se batar hote Gaya,Neil jab hone wala tha na tab se hi unhone Shweta par pressure banana shuru Kiya tha ki bacche ko gira do , yaha tak ki Kisi mard ke saath usko dhamka Kar pictures bhi khichvaye taki Prakash ko vishwas ho jaye aur hua bhi!(tears flowing) par Shweta kaise Karti vo ! ek maa thi vo us se bhi pehle ek aurat jisne saccha pyaar Kiya tha par use kya Mila badle me distrust ! Uske Apne pati ne uspar Uske pyaar par barosa nhi rakha ek din to shayad uski saas aur uski nanad ne use maarne ki tyaari bhi Kar le thi par mein vaha puch gayi thi aur unhone baat ki daba diya jab bhi Shweta ko lagta ki use ab police ki help leni Chahiye tabhi samaj naam ki bediya thama dete the, Prakash bhi kaam ke vajah se bahar rehne laga! ya yu kaho bhaagne ke bahaane doondhe laga aur dheere dheere Amruta khanna aur maddy (nanad) ne use torture Kiya ek din use jalaane ke darr se ek suicide note bhi likhwaya par tab tak Shweta ne us darr pe kabu paa liya tha aur himmat jata Kar vo police station bhi gayi par vaha bhi Amruta ke darinde bol rhe the vardi pehne jinkone Kuch nhi Kiya par Jo bhi ho vo bacche ko janam jarur degi ye thani thi mujhe bhi 7 mahine tak thoda thoda shak to ho gaya tha isiliye main use ghaar le aayi par bohot der ho chuki thi! vo Shweta jo chekhti thi vo Mano kho gayi thi!!.....b...boh... bohot ko.. koshish ki maine par jab us din ....
Avani grabbed water and her to drink
us din jab uski delivery hui aur me reception pe formalities Puri Karne gayi tab tak unhone...un....ho..ne use terrace se ... dhakka de diya"
now harleen could not continue further as that day ruined everything and still today came across as if it was just hours before

Avani(tears flowing) : saanth ho jaiye! calm down! aap bikhar nhi sakti aap jaante ho aap kitne strong ho!!

harleen (composing herself): kya fayda jab mein use insaaf hi nhi dila paayi!khareed liya tha usne aur agar Kuch karti to shayad Neill.

Avani: isiliye Neil ko police se itni nafraat hai!.

harleen: haa! vo bohot nafraat karta hai aur shayad tum hi ho vo ladki jo us din pahaad par use Mili thi..par jaise hi usko pata chala ki tum ek police officer ho use gussa aa gaya aur tumhe dhakka Marne chala aaya

Avani: kya!?.. dhakka...par aunty ek baat me aapko sach me batati hu ki agar is baat me sachai hai to Amruta khanna ko saja jarur milegi.haa! Mera tarika alag hoga par u need to trust me.

harleen: beta I trust you Varna aivaye mein ye sab tujhe nhi batati.
till then Neil also reached home
neil: tum!! yaha kya Kar rhi ho!?

Avani: Kuch nhi bas tumhe thank you bolne aayi hu kal ke liye.

Neil: but tumhe yaha Ka address kisne diya!?

harleen: ofhoo chod ye sab aur baith yaha!

avani;: ab mein chalti hu kafi Der ho gayi hai..bye aunty,thanks Neil
she went...
so guys hope you like it


But an hearty thanks to all those who have been following and waiting for the story and thanks for your votes
But I would still like to reach 50 votes!!

avneil- neela versionWhere stories live. Discover now