CHAPTER 15

713 55 26
                                    

RECAP- Swayam and Rey reconcile.

REY- Kya voh Swayam?

SWAYAM- Rey mujhe bhi nhi pata Kriya kaha hai.

REY- tujhe nhi pata toh abh kisko pata hoga?

SWAYAM- pata nhi. Me jaake Bharat se baat karta hu.

RAHUL- me Aashi ko call karke Mumbai bulata hu.

They leave.

SWAYAM- Bharat..

BHARAT- Swayam tu yaha? Kesa hai dost?

SWAYAM- me thik hu, tu bata.

BHARAT- Me bhi thik hu. Tu kaha tha itne saal? Naa koi phone kiya na message.

SWAYAM- Me Jaipur me tha.

BHARAT- mujhe pata hai tu kyu chala gaya yaha se. Tu kya sab chale gaye. Sirf aur sirf uss insaan ke vajah se.

SWAYAM- Bharat, Rey ki koi galti nhi thi. Humne usse galat samjha.

BHARAT- Kya bol raha hai bey? Dimaag toh thik hai tera?

SWAYAM- me sach bol raha hu Bharat. Mujhe sab pata chal gaya hai.

BHARAT- Rey Mumbai me haina usne bataya tujhe?

SWAYAM- haa.

BHARAT- mujhe uss insaan pe bilkul bharosa nhi hai.

SWAYAM- mujhpe toh haina? Toh sunn.

BHARAT- thik hai bol.

SWAYAM- Bharat, Rey ne purposely kuch nhi kiya. Usne jo letters diye the voh change hogaye.

BHARAT- matlab?

SWAYAM- musical ke din Rey ka accident hogaya tha. Doctor ne Rey ke Dad se kaha tha ki usko jald se jald Australia le jaana padega for his treatment. Isiliye Rey Australia gaya tha aur Sara ko letters diye the jo sara ne change kar diye.

BHARAT- matlab itne saalo tak hum Rey ko galat samajh rahe the. Lekin usne hume call karke kyu nhi bola.

SWAYAM- uska SIM card block hogaya tha.

BHARAT- Swayam, Rey kaha hai abhi?

SWAYAM- chalo me tumhe le chalta hu.

They both go to Vishaka's place.

REY- Bharat.. Bharat meri baat sunn. Mene purposely kuch nhi kiya voh..

BHARAT- mujhe sab pata hai Rey, Swayam ne bataya mujhe.

He hugs Rey.

BHARAT- bhai mujhe maaf karde. Mene tujhe bahut galat samjha.

REY- koi baat nhi Bharat. Tumhe pata hai baaki sab kaha hai? Aur Kriya? Voh bhi kaha hai?

Swayam signs Bharat not to tell Rey.

BHARAT- mujhe nhi pata Rey. Hume sabko dhundna padega abh.

REY- haa. Rahul kaha reh gaya.

VISHAKA- voh Aashi se baat kar raha hoga.

BHARAT- Yeh Rahul kaun hai?

VISHAKA-mera dost aur Aashi ka fiance.

BHARAT- Aashi ka? Voh kaha hai abhi?

VISHAKA- haa, voh abhi Kolkata me hai.

Rahul comes.

RAHUL- meri Aashi se baat hogayi. Usne bahut insist kiya isiliye batana pada usse. Voh next flight leke Mumbai aarahi hai.

REY- Voh samajh gayi?

RAHUL- don't worry Rey voh samajh gayi.

REY- thank God.

BHARAT- Abhi hume baaki sabko dhundna hai.

SWAYAM- haa. Let's decide.

They start deciding. Later Rahul gets a message.

RAHUL- guys Aashi is here. Me usse airport lene jaaraha hu.

SWAYAM- Ok cool.

Soon RaSHi that is Rahul and Aashi come to Vishaka's place.

AASHI- I'm sorry Rey. Mene aapko bahut galat types samjha. Aapko bahut hurt types kiya. Isiliye me aapse maafi types maangti hu.

REY- Aashi sorry ki koi jarurat nhi. Isme tum sabki koi galti nhi hai. Yeh sab Sara ne kiya hai.

AASHI- baaki sab kaha types hai guys?

VISHAKA- hume vohi find out karna hai.

RAHUL- me information nikalta hu.

He leaves.

REY- Aashi tumhe Kriya ke baareme kuch pata hai?

AASHI(sadly)- nhi Rey. Mujhe nhi pata Kriya kaha types hai.

REY- ok. Excuse me guys, me abhi aata hu.

He leaves.

REY'S POV- Kriya where are you? Kisiko bhi nhi pata kaha ho tum. Kaha chali gayi tum? I hope tum jaaha bhi ho thik ho. I miss you Kriya. I really miss you. I'm sorry for all the misunderstandings. I didn't mean to hurt you but situations hi aise hogaye ki I couldn't do anything. Please mere paas vaapis aajaau Kriya, please. Kriya ke universe ji please Kriya ko mere paas bhej dijiye.

~POV ENDS ~

Rahul finds out about everybody and comes to Vishaka's house.

RAHUL- guys..

REY- Rahul kuch pata chala sab kaha hai?

RAHUL- haa

REY(excited)- matlab Kriya ka bhi pata chala tumhe

RAHUL- nhi Rey. Mujhe Kriya ke baareme nhi pata chala baaki sabka pata chal gaya.

REY- toh kaha hai baaki sab?


This is all for today😉😅 Next update soon😅

Keep reading, voting, commenting and sharing😉

Will update soon. Till then byee😘

Kriyaansh FF : Entangled Destinies Where stories live. Discover now