flashback

53 4 1
                                    

Anushka : didi inn logo ne humare priyana ke jaan bachaye hai
toh kyu na hum Abhishek aur Siddharth ko humare office mein job offer de
Mallika started thinking
Anushka : I know humne already paise dediye hai lekin...papa mujhe nahi lagta ki ek jaan bachane keliye paise deni chahiye
It's more than money
Humne money inke father ke operation keliye diye hai but priyana ko save karne keliye kuch bada Dena chahiye na
Didi manul ne mujhe batayi ki inn dono ka abhi koi job nahi hai
Agar aisa karenge toh inhe achhe karne wale bhi honge
Mallika : thik hai agle hafte interview keliye aaiye
Sumedh parents and mallika parents felt happy and proud for her decision
They 3 felt very very happy
Manul : thank you didi thank you so much
Mallika smiled
manul hugged Anushka
Manul : thank you so much itni badi kardi tune
Anushka : no need to thanks mai hoti hi aisi bohot dayalu 😏
Manul : 🙄
They laughed
Abhishek, Siddharth and manul talked with priyana alot
manul : achha ab hume jaana hoga bohot time hogaya hai
they all said bye to them
While going manul phone fallen on floor
It's nearby sumedh
He taken that phone to give to her
Then he seen her screen wallpaper
In which manul, Abhishek and his mother photo is there
His face became blank
Sumedh (low voice) : chachi...
manul called him
Manul : mera phone..
He gave that phone to her and they three left from there
Basant tapped his shoulder
Basant signed "what happened"
Sumedh signed "yeh dono wahi hai"
Basant also shocked
Gouri : mallika bohot raat hogayi ghar jaaoge tum dono?
Mallika : kaise baat kar rahe ho maa priyana ko chodke hum kaise Jaa sakte hai
Siya : yaha hum honge na beta
Mallika : nahi mummy aaplog jaaiye
Hum dono yehi rukenge humare bina priyana bhi rone lag jaayegi
aur waise bhi Priyana ko iss halat mein yaha chodkar hum kaise waha reh sakte hai
Hai na sumedh..
He already lost in his own thoughts
Basant : sumedh ...
He came out of his thoughts
Sumedh : ha..?
Mallika : hum raat ko yaha rukenge na
Sumedh : aah.. ha rukenge
mallika : lo aapke bete ne bhi boldiya
ab aaplog kuch mat bolo
Kumar : achha beta thik hai hum jaayenge tum dono yehi ruko lekin basant bhi yaha rahega tum dono akele handle kaise kar sakte ho sab kuch isiliye basant bhi rukega
Varanj : achha chalo ab hum chalte hai
Tum apna khyal rakho mallika hmm..?
She nodded
Basant : mai bhi ghar jaa raha hu khana le aane
Aur tum mana mat karna samjhe?
Sumedh nodded then they all told precautions to sumellika and left from there
Priyana : papa...
Sumedh went to priyana
sumedh : ha priyana
Priyana : mujhe koi kahani sunao na
Mallika : ab iss dard mein bhi kahani chahiye tumko
Priyana : agar aapko pain hoti toh usko distract karne keliye kuch bhi kare
Agar wahi pain mujhe hoti toh aisa bolti hai aap
Aapko ek nyaay aur mujhko ek nyaay huhh 😒😤
{A/N : priyana dilogue is my own experience with my mom 🤧}
Mallika : badi notanki bann rahi hai roj roj 🤦
Sumedh is thinking something deeply
Priyana : papa........
he turned to her with a zerk
Priyana : kahani sunaoge ya nahi 😤
Sumedh : achha suna Raha hu
He lied besides of her by caressing her forehead
Then he started telling her a story
Mallika is sat on a sofa which is near to her bed
She is just admiring them
After sometime basant came there with food
Basant : yeh lo mallika
Plates bhi le aaya yeh khana hum chaaro ko plates daaldo
Then she taken boxes of food and plates
Sumedh : yeh itna kyu le aaya
Itna kaise khaayenge bhaiya
Basant : yeh tumhe itna hi lag raha hai
Chup chaap khaao warna tumhare beti ke saamne hi tumhe daat dunga
Priyana : chaachu...
mai aap mere papa ko nahi daat sakte  😤
Sumedh signed him that "look look at her 😏"
Basant : achha toh mai apne bhai ko daat bhi nahi sakta
Priyana : nahi hai...
Basant : oh hello yeh na tumhare papa se pehle mere bhai hai
Mujhe pura hak hai isko daatne ka samjhi..
Priyana : mai daatne nahi dungi😼
Then sumedh laughed so hard
Mallika : chup! Pure se bigaad Diya isko
Sumedh : pehle Anushka ab priyana
Matlab inn dono ko meine hi bigaada 🙄
Mallika : without any doubt 😼
Basant : aree bas karo dono
Mallika tum khana toh lagao
Then she gave food plates to sumedh and basant
Then she sat on bed and started feeding priyana
priyana : mumma... Yeh Chachi ne banayi na
mallika : haa
Priyana : isiliye itna achha bana hai 😁
Mallika : ha ha maharani ko toh sabhi ke haath ke khana achha lagta hai siwaye mere 😒
Priyana : kyuki aap achhe se banati nahi ho 🤭
{A/N : that's my exact dilogue to my mom 🤭 just to tease her 🤧}
Mallika : chup!
Muh band karke chup chaap khaao 😤
Priyana : muh band karke kaise khaate hai mumma 🤷
Mallika : hey bhagwan! 🤦🏻‍♀️
Basant and sumedh getting laugh very much
She glared at them
mallika : chup raho aur dekho kaise jhelti hu mai isko
Aur tum bolte ho ki "itni choti si masum si bachhi hai mallika ji" huhh!🙄
Sumedh : aakhir beti kiski hai
Mallika : tumhari hi hai 😒
Sumedh : aapki bhi hai mallika ji
Aapka hi attitude aaya hai isko 😏
Basant : aree khaao na tumlog
Priyana zyada baatein mat karo warna firse sir dard shuru hojayegi
Later they all completed their dinner
Mallika made priyana slept
basant : chalo mai sone Jaa raha hu tum dono bhi sojaao
Sumedh : bahar kaha soyenge?
mallika : ha bhaiya aap bhi yehi sojaiye
Basant : nahi mallika room ke outside benches hai na waha pe sounga
Thik hai chalta hu good night
They also did good night to him and he left from there
Then sumedh sat on sofa and again fallen in his thoughts
Mallika sat besides of him
Mallika : sumedh...
Kabse dekh rahi hu baar baar apne khayalo mein kho rahe ho
Kya hua? Priyana ke bare mein soch rahe ho?
Sumedh : a....b nahi mallika ji aap chodiye na sojaiye
mallika : ha ha mujhe kyu bataoge 😒
Aapka khayal aapka marzi
Mai kon hu aapko puchne wali 😏
Sumedh : achha maharani ji thik hai bata raha hu
Ab melo waali baatein mat kijiye
Mallika : toh batao kya itna soch rahe ho
Sumedh : woh.... Abhishek aur Siddharth hai na priyana ko blood diye hai
Woh..... Mere chachaji ke bete hai
She got hell shocked
Mallika : kya.......😲😳
Kaise..... Aur tumne kabhi bataya nahi unlogo ke bare mein aur humare shadi baaki logo ke shaadiyo mein kyu nahi aaye hai
Sumedh : aapke questions ke barsaat hogaya toh bataun?
She slightly slapped on his shoulder
mallika : batao...
Sumedh : mere dadi ko 3 bete hai
Bade chachaji, baba aur chote chachaji
Bade chachaji ko ek bete hai sourabh bhaiya
Chote chachaji ko teen bete hai
Abhishek, Siddharth aur kartikey
Humare family na bohot achhi hoti thi mallika ji
humaare beech ke bonding bhi bohot achhi hoti thi
maa aur dono chaachi jethniyo ki tarah nahi behne ki tarah hote the
Baba aur dono chacha toh bol hi nahi sakte
Ek dusre keliye bohot pyar hota tha
Aur hum cousins ke beech mein bhi
Hum sabko dekhkar dadi bhi bohot khush hoti thi
Baba ke bachpan mein jab dadaji guzar gaye the tab dadi unteeno ko lekar yaha Mumbai aayi hai kaam keliye
Baba aur dono chacha yehi bade hue
Fir bade chachaji ko koi aur city mein job aur baba ko yehi Mumbai mein job Mila
Asal mein bade chachaji pariwar mein kisiko bahar jaane nahi dete lekin unka waha jaana important hai
Isiliye chachi ji aur bhaiya ko lekar waha chale gaye hai
Fir chote chachaji ne buisness start kiya toh unke buisness partner ussi city mein hai jis city mein bade chachaji hai
fir woh bhi chale gaye hai
Dadi ko bhi unke sath leke Gaye hai
Tabhi baba ko ek mouka mila ghar banane ka
asal mein humare koi own house nahi hoti thi
Unhone woh ghar sirf humare liye hi nahi sabke keliye banaye hai
Fir jaise aap jaante hai baba ko transfer hua ussi city mein hua jis city mein dono chaachaye hai
Fir kya humlog firse ek ghar mein rehna shuru kiya
{A/N : don't think that I'm lagging...
I have putted this for all of your clarification}
Sumedh : sab achha chal raha tha mallika ji
Lekin ek din...
Woh din ke baad humaare beech ka rishta tut gaya
Mallika : aisa kya hogaya
Sumedh : tab mai 21 saal ka tha
Transition to flashback
All boys are playing cricket
At outside of the house
Ishita and shivya seeing them at inside of the gate
sourabh is bowling
Sumedh is bating
Basant and Siddharth at sumedh side
Abhishek and kartikey at sourabh side
Sourabh throwed ball and sumedh perfectly hitted ball
It went so far
all are clapsed and cheered him
Ishita : dekha bhaiya meine kaha tha na sumedh bhaiya hi jeetenge
sourabh smiled
sourabh : achha ab khelna hogaya chalo andar
All are went inside (not in house)
All are sat in garden (which is in middle of house and gate)
then their mothers came
ramaa : hogayi khelna
Jab dekho khel khel khel.. yeh lo pakodiyan banaye hai
gouri : achha bolo kon jeete hai
Sourabh : aur kon aapke pyare laadla sumedh hi
Vidyavati : aree waah! Toh tum aur pakode khaana
Sumedh : agar saare pakode khaale fir bhi thik hai na chachi ji
Gouri : tab na mai tumhare ungli kaat lungi
Aaya bada sab akele khaane
Chup chaap sabke sath baantke khaao
Sumedh : aapko toh mere mazak bhi samajh mein nahi aata 😑
Basant : isiliye itne lame jokes mat maara Karo
Sumedh glared him
All are laughed
ramaa : achha tum log khaalo tumhare dadi bula rahi hai
Chalo gouri chalo vidya
Then they 3 left from there
Abhishek Siddharth and kartikey busied in playing
sourabh : so basant... Job trials shuru hogaye..?
Basant : ha bhaiya mai toh Mumbai jaane ki soch raha hu
Shivya : really bhaiya?
Aapko chodkar maa reh paayegi?
Basant : aree tum sab hai na so no problem
Sumedh : tum bhi na shivi inki yaad kisko aata hai
Basant : kya kya bola beta ha
He holden his hand tightly
Sourabh : aree chodo uske haath
He leaved his hand
Sumedh : sach hi toh kaha tha na bhaiya 😁
Basant : dekha dekha bhaiya
Aree Thoda toh izzat karo apne bare bhai ka apne chote bhai behno se seekho
Abhishek, Siddharth kitne saal ke hai
9,10 saal ke fir bhi itne achhe se mere baat sunte hai
Aur kartikey...... Jo 5 saal ka hai itne achhe se mere sath rehta hai mere baat sunta hai
Aree ishi aur shivi bhi mere baat sunte hai kabhi kabhi
Lekin tum huhh 😒
Sourabh : aree basant...
Sumedh aisa bhi nahi hai woh toh tumse itna pyar karta hai
Bas tumhe pareshan karne keliye hi aisa karta hai
Basant : aap toh rehne dijiye bhaiya aapka support toh humesha sumedh ko hi hai
Ishita : ha bhaiya meine bhi bohot baar dekha aap humesha sumedh bhaiya ko hi support karte hai
sumedh : kyuki bade bhaiya na sach ke sath dete hai jhut ka nahi 😏
Ishita giving him death glances
Shivya : aap toh chup hi rahiye
Sourabh bhaiya ko aap hi fav hai hum nahi 😒
Sourabh : aree aise kaise mere favourite toh humesha shivya hi rahegi
He said this while pinching her cheek
Sourabh : achha tum dono yeh batao
Ab 12th hogayi next kya plan hai
Sumedh : udne ki plan hogi
Then Ishita and shivya started beating him
Sumedh : aapne mujhe kya bola bhaiya
Mai aapko pareshan karta hu aur yeh dono kya kar rahe hai mujhe ha
Basant getting laugh
Basant : aree galti tumhari hai tumne hi undono ko chidaya toh woh dono kyu rukenge
Sumedh : waah aapka toh ek mera toh ek 😒
Abhishek : achha sumedh bhaiya
Parso aap mere aur Siddharth ke sath video games khele the na
Kal shaam bhi khelenge please
Siddharth : ha bhaiya mana mat karo please....
Sumedh : achha thik hai kal college se aate hi tum dono ke paas aajaunga fir hum teeno milkar khelenge
Abhishek and Siddharth felt very very happy
Kartikey : aur mere sath?
Shivya : tumhare sath toh hum dono khelenge
Ishita : ha leki video games nahi kuch aur interesting games jisse bohot maza aayega 😃
Kartikey : yayyy.........
Then sumedh noticed Ravindar entering in house angrily
Ravindar (shouting) : kumar bhaiya....
that shout heard outside
They seen at eachother
basant : baba ko bula rahe hai woh bhi itna gussa se
Sourabh : kuch toh hua hoga chalo andar chalte hai
They all went inside
Remaining people also came to hall
Kumar : kya hua ravindar
Ravindar : waah! Aap puch rahe hai ki kya hua?!!!
Surendar : ravindar.....
Kya bole jaa rahe ho tum ha
Hua kya hai?

................................TBC.......................................

That's it for today's part
Guys, I want to know your opinion about this current track
Do you think that it's becoming lagging?
Infact, my confidence is reducing about this story
So please let me know your opinion
Hope you all like this part
Stay tune for more parts
Radhe Radhe 💙

aapke bin hum honge adhure Where stories live. Discover now