invitation 📜

59 7 1
                                    

they both reached temple
mallika : mujhe toh laga sir ji late aayenge
sumedh : me kabhi late nahi karta aap hi late karti hai
chaliye andar
they both went into temple
they prayed god and gave the invitation cards to priest
mallika : pandit ji, hum dono ka shadi ho rahi hai
yeh dono cards hum dono ke taraf se bhagwan keliye hai thoda achhe rakhiye aur pooja kijiye
pandit : zarur woh dijiye
she gave cards
the invitation is like this
sumedh side :-

they both reached templemallika : mujhe toh laga sir ji late aayenge sumedh : me kabhi late nahi karta aap hi late karti hai chaliye andar they both went into templethey prayed god and gave the invitation cards to priestmallika : pandit ji, hum do...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


mallika side :-

{a/n : so yes, it's made by me only

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


{a/n : so yes, it's made by me only..
that radhakrishna,sitaram,flute & peacock feather and that shubh vivah
templates are added by me only
the background only taken from Pinterest
and matter is inspired by some wedding invitation and the text written by me
it's my first trial please give your reviews on this 🤧}
mallika : sumedh yaad hai na pehle kisko dena hai
sumedh : ha pata hai yeh kaise bhul sakta hu
abhinav ko dena hai chaliye uska office chalte hai
after sometime they reached abhinav office and gave him wedding invitation
abhinav : so finally tum dono ki shadi ho hi rahi hai
i'm so happy for you both
sumedh : sirf yehi nahi aapko humare shadi me jarur aana hoga
mallika : ha uss din toh koi bahana nahi chalega
abhinav : aree definitely i will come
once again congratulations you both
sumellika : thank you!
they left from there
when they get outside
mallika : sumedh, abhi bas 15din bachhe hai aur itna saara kaam bacha hai
sab kuch hojayega na time pe
sumedh : mallika ji aap tension lijiye
sab hoga agar hum worry hokar karenge toh kaam aur badh jayega
agar hum khushi kardenge toh sab hojayega
aap chinta mat kijiye ha
mallika nodded
days are going on Basant and monika went to monika native
monika : maa...
jaya : aree monika Basant
ganesh ji monika aur basant aaye hai
basantika went inside
jaya taken sandeep
jaya : haye mera bachha!
itne dino ke baad aaya hai
she kissed at his cheek
ganesh : itne dino ke baad aayi ho beta kaise ho
monika : me thik hu papa aap dono kaise hai
jaya : hum bhi bohot achhe hai beta
Basant tum kaise ho
Basant : bohot achha hu maaji
ganesh : baitho baitho
they all sat
Basant : papa, yeh lijiye
sumedh ke shadi ke card
they taken the card
ganesh : hmm..... bohot achha hai
monika hume pehle hi batadiya sumedh ke shadi ke bare me
Basant : actually maa baba nahi aa paaye kuch reasons ke wajah se isiliye hume aane pada
ganesh : aree koi baat nahi beta
tumlog aaye hai yehi bohot badi baat hai
monika : maa papa aap dono shadi ko zaroor aayiye ga
ganesh : ha beta zarur aayenge kyu jaya
jaya : ha zarur aayenge
Basant : achha papa ab hume chalna chahiye
abhi bohot logo ko baatna hai
jaya : aree beta abhi toh aaye hai
monika : sorry maa time bohot kam hai
agli baar 2,3 din tak rahungi
ganesh : jaya shadi ke ghar me kitna kaam hota hai
jaane do unnlogo ko
jaya : achha thik hai agar agli baar nahi rahi na chodungi nahi tumhe
monika smiled and nodded
after a couple of days sumedh parents went to kanan house
they gave the wedding invitation to kanan parents
savitri : waise shadi kuch jaldi toh nahi kar rahe hai
gouri : ha behen ji par kya kare pandit ji ne bola ki yehi ek maatr muhurat hai iss saal me agle saal toh bohot kam muhuratein hai
kab kya hojaye kya pata isiliye itna jaldi karna pad raha hai
ramesh : baat toh sahi hai
kumar ji aaplog bilkul chinta mat kijiye
kanan ko me boldeta hu woh waha sab sambhalega Basant akela nahi hoga
kumar : aapka bolne ki zarurat hi nahi hai ramesh ji
kanan toh humare teesra beta hogaya hai
savitri : Ishita kuch kam hai kya
woh toh bahu se zyada beti bann gayi
ramesh : ha yeh toh hai
kumar and gouri smiled
like this sumedh family and mallika family distributed wedding invitation cards
days are going on now only 1week is left for marriage
sumedh family ladies and mallika family ladies went for wedding shopping
kumar and varanj at home (sumedh home)
varanj : kumar, tumhe kabse ek baat puchna chahta hu
kumar : pucho na
varanj : tumhare bhaiya,bhabhi
tumhare chota bhai aur uske patni
aur tumhare maa yeh sab kaha hai ab
aur yeh log toh Ishita ke shadi me dikhe hi nahi kyu?
kumar took a breath
kumar : 6saal pehle humare beech jhagda hua hai
jhagda matlab hum teeno ke beech nahi
mere dono bhaaiyo aur mere beech
bhaaiyo ke patniya aur gouri ke beech
har pariwar me jhagde aate rehte hai varanj aur woh sulajh bhi jate hai
hua toh galat fehmi hi lekin baat aayi humare aatma samman par
toh unlogo se rishta todna pada
varanj : lekin tum toh unlogo keliye kitna pyar dete the toh tumhare bare me galat fehmi kaise ho sakti hai
kumar : hua hai varanj
samay ke saamne kismat ke saamne hum hai hi kya
waise shayad unlogo keliye hum paraya hogaye
lekin mere liye nahi
isiliye card me maa aur baba ka naam likhwaya aur card bhi bheja
jaise Basant ke shadi aur Ishita ke shadi ke time pe bheja tha
lekin mujhe nahi lagta ki woh log aayenge
varanj : aur tumhare maa unka kya hua
kumar : bhaiya ne bola ki
agar maa unlogo ke paas rahegi toh mujhe bhulna padega aur agar humare paas hogi toh unlogo ko bhulna padega
maa keliye yeh toh na mumkin hai
kisi ek ko chunna unke liye bohot mushkil hai
isiliye meine usse bola ki 2beto ko khone se behtar 1beta ko khona hi achha hai
woh apne dil ko patthar banakr mere baat maani
varanj : 1galat fehmi ek bhai ko apne bhaiyo se dur kardiya
sach me bhaaiyo ke beech ek bhi galat fehmi nahi honi chahiye
agar ho bhi jaaye toh apas me sulajhni chahiye ekdusro ko samajhni chahiye warna uss bhaaiyo ka rishta hi tut jaati hai..
lekin iss vishay me tum bohot lucky ho kumar. Basant aur sumedh toh aisa bilkul bhi nahi hai jo 1galat fehmi ke wajah se apne bhai ka aatma samman par hi aajaye
then Basant and sumedh entered there
they both are coming being talking happily
then they seen kumar and varanj
sumedh : kya hua baba
kumar : nahi beta kuch nahi
varanj : ha ha beta hum bas aise hi baat kar rahe the
sumedh : achha
then again sumedh became busy in talking with Basant
they both seeming very very happy
kumar is seeing them
kumar : uss vishay me toh
me sach me bohot zyada lucky hu varanj
jabse sumedh paida hua hai tabse Basant apna jaan laga leta hai sumedh keliye
inn dono ke beech bohot saare jhagde hote hai lekin humare tarah kabhi alag nahi hue
mujhe toh lagta hai ki Basant sumedh ke dusre baba aur sumedh Basant ke pehla beta
sumedh ko jab bhi low feel hota hai woh Basant ke paas chale jaata hai kyuki uss samay par sirf Basant hi usse sambhal sakta hai
aur basant ke gusse ko monika ke baad koi sambhal sakte hai toh woh sumedh hi
mujhe pura yakeen hai ki inndono ka yeh rishta kabhi nahi tutegi
varanj : aur monika usse tutne bhi nahi degi
aur mallika bhi
kumar me sach bol raha hu me mallika yehi bolke tumhare ghar bhejunga ki kabhi bhi ....
kabhi bhi Basant aur sumedh ko alag hone ka apne rishita todne ka situation mat dilao agar aisa situation aata bhi
toh zyadatar usse suljhane ki koshish karo
kumar : tumhe kehne ki zarurat nahi hai varanj
jab bhi inn dono ke beech koi jhagda aati hai toh pehle mallika hi sulajh leti hai
waise jab tak monika aur mallika rahenge mujhe nahi lagta ki yeh dono apne rishta todne tak jayenge
unn dono inn dono bhaaiyo ko sambhal lete hai
varanj : ha yeh sach hai
both are smiling laughed
{a/n : this emotion is between smile and laugh and i don't know what to say that in English that's why i named it as smiling laugh 🤐😂}
next day is ganesh puja

.............................TBC..............................

that's it for today's part
first time for the first time i have published 2parts in one day 😁
so i hope you all like it
stay tune for more parts
Radhe Radhe 💚

aapke bin hum honge adhure Where stories live. Discover now