date fixed ✍️

94 8 0
                                    

varanj : tum batao beta baat kya hai
abhinav : mujhe pata chala ki aaplog sumedh aur mallika ke love ko accept nahi kar rahe hai
varanj : beta, mujhe toh thik hai me undono ka shadi karne keliye tayyar hu lekin maa nahi
mallika chahti hai ki maa bhi undono ka pyar ko accept kare
unke aashirwad se hi uski shadi hojaye
abhinav : dadiji
he about to say something but Durga Devi cutted him
Durga Devi : nahi abhinav mujhe manane ki koshish mat karna
agar tum yaha mujhe manane aaye ho toh tum abhi jaa sakte ho
abhinav : thik hai dadiji me nahi bolunga ki aap dono ka shadi karo
lekin kya me jaan sakta hu aap kyu undono ke pyar ko accept nahi kar rahe hai
Durga Devi : kyu..!!!
abhinav woh sumedh middle class hai usse shadi karke mallika ko kya milegi
uss sumedh jaise logo ko jaanti hu me
pehle mallika jaise ameer ladkiyo ko apne zhal me fasate hai fir pura property apne naam pe likhwate hai
meri chinta paiso keliye nahi hai lekin aise logo ke haatho me nahi aani chahiye paise pura lut lete hai
abhinav : hmm........
thik hai thodi der keliye aapke baaton ko maanlete hai
lekin aapko itni pakki yakeen kaise
Durga Devi : kaise ka kya matlab
aree saare middle class log aise hi hote hai
abhinav : toh dadiji aapko apne poti par vishwas nahi hai
aajtak kya woh kabhi bhi galat faisla li thi
no response from Durga Devi
abhinav : nahi...
hai na
toh woh apne life partner ke bare me kaise galat faisla le sakti hai
Durga Devi : pyar me log andhe ho jate hai
pyar me logo ko dikhayi nahi deta ki saamne wale sache hai ya jhute
abhinav : toh shadi karegi toh uske aankhein khul jayenge na
Durga Devi seeing him being confused
varanj : abhinav beta...
abhinav : ha uncle
abhinav winked his eye to varanj
varanj understood that abhinav saying these all only for convince Durga Devi
abhinav : dadiji agar ab aap mallika ko kisi aur se shadi kardenge toh kya hoga
woh apne shadi me khush jarur hogi lekin usko kahi na kahi lagega ki agar woh sumedh se shadi karti toh woh aur khush hogi
usko jeevan bhar yehi lagega ki aap sumedh ke bare me humesha galat samjhi hai aur usko apne mann pasandi ladke se shadi nahi karne diya
lekin agar aap mallika ke shadi sumedh se karayegi
agar aapke baatein sach ho toh mallika khud samajh jayegi aap sahi thi aur woh galat thi
woh khud chale aakar aapse maafi maangegi fir aapko jo karna hai aap karo
aur baat rahi paiso ki aap pehle hi bata dijiye ki sumedh ke naam pe koi bhi property nahi aayegi
jaisa pehla hai waise hi shadi ke baad bhi hogi
paise bhi bach jayenge mallika bhi khush ho jayegi
Durga Devi started thinking
abhinav : achha ab mujhe late ho raha hai toh me chalta hu namste uncle namste dadiji
Durga Devi nodded
varanj : chalo beta tumhe gate tak chodke aata hu
then they both left
at outside
varanj : abhinav waha andar kya bole jaa rahe ho
abhinav : uncle i know sumedh waisa aadmi bilkul bhi nahi hai
lekin dadiji ko manane keliye yehi ek raasta hai
varanj : beta tum mallika keliye itna kar rahe ho ...
abhinav : uncle me sirf mallika keliye hi nahi sumedh aur mallika dono keliye kar raha hu
sumedh mallika se bohot pyar karta hai mallika bhi sumedh se utni hi pyar karti hai
i want to make them together
uske liye mujhe jo bhi karna pade me karunga
varanj : tumhare jaise vyakti ko aaj tak nahi dekha beta
dekhna iska fal tumhe jarur milega
tumhe apne jindagi me sab kuch achha hi hoga
abhinav smiled
abhinav : ab me chalta hu uncle
agar dadiji nahi maani toh bataiyega me kuch aur plan karke aata hu
varanj smiled and nodded
flashback ended
kumar : aise log bohot kam milte hai varanj
humare sumedh aur mallika keliye woh abhinav itna kuch kiya
varanj : ha kumar sach me bohot kam log hote hai aisa
bhagwan usko humesha khushi rakhe
mallika : sumedh, hume abhinav ko thanks bolna chahiye uske wajah se hi hum mile hai
sumedh : bolenge mallika ji pura dilse bolenge
humare shadi ke har rasam me woh honge
hum kal hi unse milne keliye unke office jayenge
mallika nodded
on the other side varaakshi went to Durga Devi
varaakshi : aap yeh sab kya kar rahe ho
kyu kar rahe ho
aap uss sumedh se humare mallika ke shadi kaise kara sakti hai
then Durga Devi explained everything to varaakshi
varaakshi : aap abhinav ke baato me kaise aagaye maa
Durga Devi : tumhe kya lagta hai me bas aise hi kisi ka bhi baat maan leti hu
abhinav ke baaton me sach hai varaakshi
agar mallika ke shadi sumedh se hogi toh usko achhe se samajh me aayega ki woh kitni galat thi aur me kitni sahi thi
waise woh jyada der tak uss ghar me reh nahi paayegi fir baad me woh khud humare paas aayegi
me janti hu
jab woh itni luxury life me badi hui toh uss middle class life me kaise jee payegi
tum dekhte rehna ek na ek din mere baatein sach niklenge
varaakshi : aap badi ho maa
aap jo bhi karti hai sab dekhke hi karti hai mujhe aap par vishwas hai
then siya came there
siya : maaji, varaakshi pandit ji aaye hai
Durga Devi : hum aayenge tum jao
then siya left from there
Durga Devi : chalo
then they both went to hall
priest is seeing muhurat for engagement and marriage
sumedh (whispering to gouri) : maa itni jaldi pandit ji ko bulaliya
gouri : beta, yeh pandit ji bohot achhe hai sahi muhurat nikalte hai aur yeh bohot busy rehte hai isiliye aaj hi bulana pada
Durga Devi : boliye pandit ji kab hai muhurat
pandit : dekhiye
sagayi keliye agle hafte achhi muhurat hai
siya : aur shaadi keliye
pandit : shadi keliye jyada muhuratein nahi hai iss saal
ek hi muhurat hai kartik maas shuddh ekadashi yaani November 12 raat 9baje achhi muhurat hai
gouri : November 12 matlab sirf 1mehne hai aur sagayi bas 1hafte
itni jald jald me shadi ke kaam kaise kar sakte hai
pandit : lekin iske alawa koi aur muhurat nahi hai
varanj : karlenge na gouri bhabhi ji
itne saare log hai hath me hath milakar kardenge
siya : kya kardenge itni saari kaam 1mehne me kaise kar sakte hai
pehle sagayi keliye rings kharidni hai fir sagayi fir shadi ke itni kaam
shadi ka shopping karni hai ganesh puja karni hai cards print karwani hai fir usko baatni hai fir roka,haldi,mehendi, sangeet yeh sab kaise kar payenge
neerav : mamiji kyu itna tension ho rahe hai
kya hum sab khilone hai
aree hum sab milkar karlenge na
me hu Basant hai kinshuk hai
hum sab khushi khushi saare kaam mitadenge
hai na Basant
Basant : ha yeh sumedh aur mallika ki shadi hai koi aalsi nahi aayegi
aur saare kaam hojayenge
kinshuk : pandit ji aap wahi muhurat fix kar dijiye
kyu nani
Durga Devi : ha wahi rakh lijiye
pandit : thik hai
sumedh is thinking something deeply
mallika noticed that
mallika : sumedh kya hua
any problem
sumedh took a while
then he smiled and said
sumedh : nahi koi problem nahi
mallika : pakka?
sumedh : ha ha pakka
pandit : ab me chalta hu namste
then priest left from there

aapke bin hum honge adhure Where stories live. Discover now