first day at their sasurals 🌚🌝

82 6 2
                                    

kinshuk : actually shivya want to do job
woh chahti hai ki pehle woh koi job kare
fir 1,2 saal rukke bataye
so, i'm supporting her
sumedh felt happy kinshuk is supporting shivya
then siya called them
siya : beta, khana ready jaldi aao sabhi
neerav : chalo
then all are went to dining hall
everyone sat on dining table ( i mean chair 😅)
sumellika sat besides of eachother
siya started serving them
sumedh : bas bas
siya : aree kya bas...
naye damad ho itna toh khana hi padega
sumedh : nahi mummy, me itna nahi kha sakta please
siya : isiliye jiji tumhe daante hai
then she stopped
then all are started eating
siya : khana kaisa bana beta
sumedh : bohot achhi se bani hai
aap bohot hi achha khana banayi thi
siya smiled
varaakshi : ha ha kyu nahi achha lagega
pehli baar jo itne mehenge khana kha rahe hoge
sumedh seen at her
sumedh : khana me mehenga ya sasta nahi hoti buaji
khaana khaana hoti hai
aur jo khana pyar se banate hai woh maa ka saman hote
annapurna hote hai
varanj : bilkul sahi kaha beta
mallika (in mind) : Basant bhaiya bewajah sumedh ke bare me pareshan hote hai
jawab dene me sumedh ke barabar koi nahi kar sakta
mallika : ha papa
sumedh toh humesha sahi kehta hai
yaha ke mummy ya waha ki maa
humare pet hi nahi mann bhi bhara lete hai apne hatho ke khane se
siya : bas bas itni buttering ki jarurat nahi
mallika : isiliye me aapke taarif nahi karti
vishwas hi nahi karti meri baat ka 😒
siya smiled
after sometime they finished lunch
siya in kitchen mallika went to siya and back hugged
mallika (very sweetly) : mummy!!!!......
siya : kya baat hai
mallika : mujhe khana banana sikhadona
siya turned to mallika and seeing her weirdly
siya : tum......
woh bhi khana banana
pehle toh kitchen me aayi hi nahi
mallika : tab papa mujhe mana karte the
lekin ab seekhna chahti hu
then sumedh came to kitchen
siya : kya hua beta
kuch chahiye kya
sumedh : ha woh thoda paani
then siya gave water to sumedh
mallika : bolo mummy
mujhe khana banana sikhadoge na
then immediately sumedh got cough
siya : aaramse beta aaram se peeyo
mallika got worried
mallika : kya hogaya
sumedh : aap khana banana seekhegi?
mallika : ha kyu?!
sumedh : toh mujhe mat dena mujhe abhi zinda rehne ki bohot hi aasha hai
mallika got angry
siya laughed
mallika : achha.....
she went to him and bent his hands
mallika : kya bola kya bola firse bolo
siya : aree mallika chod usse
sumedh : aah... mallika ji chodiye hath dukh raha hai
then she leaved
then he started laughing
mallika : dekho dekho mummy
aap kehte ho na sumedh itna achha hai itna bhola hai yeh hai uske bholepan
he laughing more
mallika : tu jaa yaha se dimag kharab kar raha hai
sumedh : ha ha jaa raha hu
then he left
siya giving expressions like "yeh dono kabhi nahi sudhrenge 🤦"
after sometime in hall sumellika neelak and Anushka is there
Anushka chatting with sumedh
she telling him many many things
he also interestingly listening to her
mallika : oye...
kabse dekh rahi hu
kya itni baatein bol rahe ho usse
Anushka : mere jiju..
meri marzi aapko kya
he laughed
mallika glaring her
zalak : mikku..
kyu ghur rahi ho usse
tum bhi toh tumhare jiju se itni baatein bolti thi jab woh ghar aate the bhul gayi kya
neerav : aree ha
tab na sumedh, yeh mallika college ki saari stories mujhe batati thi
bhagwan kitne stories batati thi
mallika : ha tab toh me college girl thi
toh baatein hote the college ke
yeh toh 10th bhi nahi hai iska kya hote hai school ke
sumedh : hote hai mallika ji
bohot saare hote hai
shayad aapko nahi hai lekin isko hai
hai anu...
Anushka : ha......
mallika : bhagwan yeh dono 🙆
all are laughed
then siya and varanj came there
varanj : kya baat hai beta
kya baatein ho rahi hai
neerav : kuch nahi mamaji hum bas aise hi....
kinshuk came there
mallika : kisse baat kar rahe the bhaiya 👀
kinshuk : tujhe kaise pata
mallika : bas pata hai
kinshuk (in mind) : ek din book karwayegi yeh mujhe 🤦
then Durga Devi and varaakshi also came there
Durga Devi : mallika, waha tumhe sab thik hai na
sab suvidhaye hai na waha
mallika : dadi......
kitni baar bolu i'm totally fine there
and also very happy
aap meri chinta mat kijiye
Durga Devi : agar kisi bade ghar ko jaati toh chinta na karti
lekin tum toh khud chunke humse kam suvidhaye ke ghar ko gayi
mallika : dadi!!
i don't want to discuss about it anymore
me waha khush hu bohot khush hu
ha maana ki mujhe luxurious life ka aadat hai usse badalna mushkil hai waqt lagega
yeh mushkil hai lekin namumkin nahi
i will be able to adjust don't worry about me
just change this topic
neerav (to change the topic) : a....b
waise tum dono office kab wapas shuru karenge
mallika : woh........
me toh kal se jaane ka soch rahi hu
neerav : kalse.........
mikku kal hi tumdono ki shadi hui hai tum dono bohot tired honge
zalak : ha mikku first both of your health is important right
kinshuk : ha mikku kuch din ruk jao na
waise me hu na waha sambhalne keliye
mallika : nahi bhaiya bohot saara kaam hai
kal toh humse deal karne keliye ek badi company wale aa rahe hai international
woh sirf kal hi india me honge
kal hi last chance hai
waha hum sabko hona padega isiliye kalse hi jaana hoga
then she suddenly seen the time
mallika : godd
6:30 bhaj gayi abhi tak andhera bhi hogaya hoga
hume chalna chahiye
then sumedh also seen time
sumedh : aree ha abhi toh bohot traffic bhi hui hogi
siya : mallika beta itna bhi kya jaldi hai 10min rukna
mallika : nahi mummy already bohot late hogayi
varanj : achha thik hai beta waha pohunchne ke baad phone karna
mallika : ji...
sumedh chale
sumedh : ha chaliye
then they took Durga Devi, varaakshi and mallika parents blessings
then they all went out
sumedh : mallika ji, thand bohot hai
aap car aajaiye na me bike pe aajaunga
mallika : kyu car me bhi toh AC hogi usse bhi thand lag sakta hai
varaakshi : mikku!!!!!!
tum bike pe!!!!
kya ho tum bike pe kaise jaa sakti ho
mallika : kya ho jayega bua ji
waise jyada thand bhi nahi lagegi
Durga Devi : mallika baat suno car pe jaao
mallika : nahi dadi i'm ok with bike
i'm comfortable with it
kinshuk : mummy, dadi agar mallika bike pe jaana chahti hai toh jaane dijiye
varaakshi : kya guaranty hai ki sumedh achhe se chalayega bike
siya : sumedh koi bachha nahi hai varaakshi
woh achhe se hi chalayega
jab mallika ko pasand nahi hai toh kyu usse force karna
varanj : ha beta tumhare mummy sahi bol rahi hai tum dono bike pe hi jaao lekin aaram se jao
sumedh : ji papa
then mallika and siya hugged
siya : phone karte rehna
she kissed on her forehead
then mallika hugged zalak and anushka
zalak : aaram se jao
Anushka : bye didi
mallika : bye didi bye anu
then she taken hansh and kissed at his cheek
mallika : hansh
hansh smiled
hansh : bye.....
she smiled
mallika gave hansh to zalak
then sumedh sat on bike
mallika sat behind of him and kept her hand on his shoulder and holding her saree with another hand
he started the bike
mallika : bye...
everyone waved their hands
then sumedh started from there
they are going on mallika leaned her head on sumedh back
after after 1 hour they reached home
sumedh : mallika ji mallika ji
then mallika got up
sumedh : ghar aagayi
then she got down from bike
he also got down and parked the bike
then they went inside
gouri : aagaye beta
ab jaldi se fresh up hojao
aur thoda aaram karo kuch der me khana banana shuru kardungi fir jald hi hojayegi ha jao
sumellika nodded
sumedh went to back washroom which is backside of house
mallika went to attached washroom which is in sumedh room
after sometime sumedh went to his room then he seen mallika putting a small bindi
she is looking like this

aapke bin hum honge adhure Unde poveștirile trăiesc. Descoperă acum