monika ki godh bharayi

77 8 0
                                    

Basant - kya hua monika ji
monika seen at gouri
monika - maa me chahti hu ki mere godh bharayi pehle aap kare
gouri - lekin beta woh tumhare maa hai
monika - khyal rakha toh aap hai na maa
aap kijiye na maa please....
gouri seen at jaya
jaya - aap hi pehle kijiye
gouri nodded
then she put some fruits in her lap
gouri - ab aap kijiye
then jaya did ..
gouri - siya tum bhi aao
siya also did
after that every woman did that
{a/n - i don't know what ladies do to pregnant lady in godh bharayi at north side. all i'm saying is inspired by Google only}
after sometime godh bharayi rituals completed everyone blessed monika
everyone enjoyed the function
they played games they danced
sumellika also played and danced
now it's time for lunch
shivya is serving and kinshuk came to her
shivya - yaha kya kar rahe ho nahi khaoge kya
kinshuk - nahi me tumhare sath khaunga aur tumhare madad karunga chalo chalo lagate hai
shivya felt happy for that
and started serving
on the other side sumedh serving and mallika came to her
mallika - sumedh...
sumedh - aap yaha...
baithne ki jagah nahi mili kya
mallika - sumedh 👀
me tumhare help karne aayi thi
sumedh - mallika ji aapki bhuk bad jayegi
mallika - nahi bhadegi ab chalo lagate hai me khaungi toh tumhare sath hi
he smiled and started serving together
on the other side Ishita doing some work alone then kanan came to her
kanan - ishi chalo sath me karte hai
ishita - nahi iski kya zarurat me karlungi
kanan - ishi me kaha na sath me karlenge chalo mujhe do
ishita smiled
while doing work
ishita - aapko pata hai
pehle me darti thi ki kahi mere hone wale pati mujhe apne mayke se dur toh nahi karega lekin aap toh damad ki tarah nahi bete ke tarah hokar sab sambhal rahe hai
kanan - ishi ek baat bolunga
jab bahu sasural ki hissa bankar kaam kar sakti hai toh damad kyu nahi
me janta hu tumhare liye mere maa pappa kitna important hai thik waise hi mere liye bhi tumhare pariwar utna hi important hai ab samjhi madam
Ishita nodded with smile
on the other side
shivya - tumhare hone wali patni bohot lucky hai
kinshuk - kyu?
shivya - tumhare jaise kaam me hath milane wala jo mil raha hai
kinshuk - thank you madam thank you aapse compliment mila toh aaj badi achha hone wala hai
shivya - makkan mat laga thik hai
he smiled
kinshuk - ha thik hai chalo waha bhi lagana hai
on the other side
sumedh - mallika ji aapko bhuk lagi hogi na
mallika - nahi bilkul nahi
sumedh - pakka..
mallika - pakka pakka pakka
kitni baar puchogi
waise tumhare sath hokar mujhe bhuk nahi lagti
he is seeing her by holding a dish but not serving
guest - oh bhai
he came to world and seen him
guest - aisa pakdke rahega ya idhar plate me bhi rakhega
sumedh - a..b woh
he put that dish in his plate
sumedh - sorry uncle ji sorry
he gently hitted his head
on the other side monika still sitting on that chair gouri is with her
Basant - monika ji yeh lijiye aapke liye lunch le aaya hu
monika - nahi Basant ji ab khane ka bilkul bhi mann nahi hai
gouri - beta aise nahi kehte thoda toh kha lena
monika - nahi maa
gouri - achha toh me khilau toh khayegi
monika - maa...
Basant - aur kuch nahi sunna hume
me aur maa aapko khilayenge aur aap chup chaap khayegi
they started feeding her food
jaya was passing from there and seen them
jaya (in mind) - yeh Basant ke sath khush hai par kaise
after sometime lunch was completed
it's evening time
Anushka was playing with hansh
then sumedh came to her
sumedh - hello ms. sister of ceo madam
Anushka - sumi 🙄
he smirked and sat besides of her
sumedh - achha kya kar rahi ho
Anushka - kuch nahi hansh ke sath khel rahi hu
pata hai sumi kal na hansh ne mujhe anu maasi bola
sumedh - sach me?
Anushka - ha ruko
hansh idhar dekho kal bola na woh firse bolo
bolo anu... maaasi...
anu maasi bolo ...
hansh is smiling
Anushka - hasna nahi bolna hai bolo bolo anu maasi bolo
then mallika came there
mallika - woh nahi bolega
woh toh mikku maasi bolega
hai na hansh
bolo mikku maasi
Anushka - nahi anu maasi bolega
mallika - nahi
she sat another side of sumedh
mallika - mikku maasi bolega
Anushka - anu maasi
mallika - mikku maasi
sumedh - achha bas karo karo
mujhe do usse
he taken hansh
sumedh - haan... ab toh badi samasya aagayi hansh
achha tumna ek kaam karo mikku maasi ho toh mikku maasi ke paas jao anu maasi ho toh anu maasi ke paas jao choice is yours
hansh seen for a while
then leaned on sumedh
sumedh laughed
mallika and Anushka got irritated
sumedh - dekho koi bhi insan do aurat ke beech fas gaya na toh uska mind khali ho jayega yeh toh 2saal ke bachha hai 😅
then zalak came there
zalak - uff hansh yaha hai me toh gabhra gayi thi
waise kya hua tum dono aisa muh kyu bana rakhe ho aur sumedh has kyu rahe ho
then sumedh explained her everything
zalak laughed
mallika & anushka - didi 🙄
zalak - aree...
she taken hansh into her arms
zalak - mere itni nanha sa masum sa bachhe ko fas diya
mallika - itna bhi masum nahi aapke beta sab janta hai yeh
Anushka - ha tabhi toh sumedh par jhuk gaya hai yeh
zalak - shayad isse bhi sumedh pasand aagaya ho tum dono already sumedh sumedh karte rehte ho mere bete ko bhi moka do
sumedh - ek minute ek minute aap toh aisa baat kar rahi hai jaise me koi khilona hu
mallika & Anushka (teasing him) - ha tum khilona ho sumi.....
sumedh - 🙄
they 3 sisters laughed
then kinshuk and shivya came there by running
shivya came and hide behind zalak
shivya - di bachao bachao
zalak - aree kya hua
kinshuk - didi aap hato
shivya - nahi di
mallika - chuppppp....
hua kya hai yeh koi batayega
sumedh - mallika ji itni chilla kyu rahi ho aaram se pucho na
mallika - hehe mujhe lecture dene ke siwayi tum unhe bhi puch sakte ho
sumedh - agar aap bolne degi toh
zalak - aree ab tum dono shuru mat hojao anu hansh ko pakdo
Anushka taken hansh
zalak - ab bolo bhai kya dikkat hai tumhara isse
kinshuk - didi yeh mujhe sata rahi hai
sumedh - shivi aur tumhe woh bhi satana
kinshuk - ha sumedh sach hai
shivya went to sumedh
shivya - nahi bhaiya yehi mujhe sataya hai
kinshuk went to sumedh another side
kinshuk - achha meine tumhe sataya
tum na ....
he about to go to her
then sumedh glared him
then kinshuk took back step
mallika - kya aisa kya ghur rahe ho usse
sumedh - me kaha ghur raha hu me toh bas dekh raha hu
mallika - achha....
she went kinshuk side
kinshuk is at her behind shivya is sumedh behind
mallika - achha toh itni bade bade aankho se aisa (imitated his glance) kon kar raha tha
sumedh - ha thik hai ghur raha tha
ghuru nahi toh aur kya karu woh mere behen par aa raha hai
usko kya zarurat hai shivi par aane ka
mallika - mere bhai kisi par aisa nahi aayega shayad shivya ne hi satayi hogi
kinshuk - ha
sumedh - kya ha ?
thik hai maana ki heh shetan hai
shivya beaten sumedh hand
sumedh - umm.... mera matlab hai thodi shararat hai par kisi ko satati nahi hai
mallika - toh kya mera bhai har kisi ko satana hi kaam rakha hai
me aur mere bhai aise nahi hai
sumedh - ek minute aap nahi hai 😮
yeh aapko nahi decide karna jo aapko zhel rahe hai na jaise ki mujhe
mujhe puchiye na
mallika giving death glances
kinshuk - dekho ab tumhare wajah se yeh dono lad rahe hai
shivya - achha mere wajah se
agar tu mere hath me aata na toh chodti nahi tujhe
kinshuk - toh chipi kyu ho bahar aao
shivya - tum kyu chipe ho tum bhi bahar aao
then hansh started laughing
then zalak and Anushka also burst into laugh
Anushka - didi aaplogo ka ladayi dekhkar hansh ko bhi hasi aayi
aisa toh me bhi nahi jhagadti 😂
zalak - bachhe bhi isse kuch achhe reasons keliye ladte hai 😂
mallika - didi
zalak - aur nahi toh kya mikku
koi believe hi nahi karte ki tum 4 bade ho gaye hai
chal anu monika ke paas jate hai
Anushka - ha
then they went there
kinshuk - tu wahi ruk me aata hu
shivya - me nahi rukne wali
she ran kinshuk also ran behind her
sumedh - shivi aaram se
then sumellika seen at eachother and burst into laugh
then mallika leaned her head on sumedh shoulder sumedh also put his head on her head
mallika - sumedh...
kitna achha hota na agar me tumhare family aur tum meri family hojate toh
aur hum dono keliye ek aur jaan aajaye toh
bhabhi ko dekhkar aur hansh ko dekhkar mujhe bhi shadi karne keliye mann kar raha hai aur maa banne keliye bhi
kuch bolo na
she got up
mallika - sumedh kya hua itna serious kyu ho
sumedh seen at her
sumedh (in mind) - yeh jo sapna aap dekh rahi hai yeh itni aasan nahi hai mallika ji hume bohot kuch sehna padega
mallika - sumedh....
kuch bol kyu nahi rahe ho hum kab bataye
sumedh - a...b
he smiled and kept his hands on her shoulders
sumedh - mallika ji me samajh raha aap kya chahti ho
lekin abhi batane ka samay nahi hai
aap toh janti hai na dadi kaisi hai
ham waqt dekhkar batayenge
hum batayenge zarur batayenge lekin waqt aane par
hmm..?
mallika - hmm..😄
on the other side
shivya and kinshuk stopped
shivya - nahi nahi bas bas ab aur nahi doud paungi
they both seen at eachother and laughed
kinshuk - sach kahu shivya
agar me tumhare sath hota toh mujhe kisi cheez ka tension nahi hoti
you are a stress booster
shivya smiled
after sometime it's time for leave
varanj - achha kumar ab hum chalte hai
kafi der hogayi
kumar - ha aaram jaana
siya - chalte hai jiji
gouri - ha ☺️
sumellika did good bye with their sign language
ganesh - ab hume bhi chalna chahiye
kumar - ek minute ganesh ji
utna dur hai jana hai toh aaj keliye yehi rahiye
jaya - uska koi zarurat nahi hai
hum chale jayenge chaliye
gouri - monika....
signed her to stop her parents
at first monika hesitated to say something
monika - papa...
they stopped
monika - aaj keliye ruk jaiye
gouri - ab monika bhi bol rahi hai na ruk jaiye
ganesh - thik hai....
on the other side at mallika house
Durga Devi sitting in hall then varaakshi came there
varaakshi - maa yeh log ab tak nahi aaye
Durga Devi - nahi
varaakshi - had hoti hai kisi cheez keliye bhi woh log hai hi kya jo yeh sab itna importance dete hai
pehle bhaiya hi hote the lekin ab ab toh pura pariwar....
maa mujhe lag raha hai ki woh kumar ke bachhe humare bachho apne zhal mr fasaye hai
Durga Devi - matlab
varaakshi - maa mallika aur kinshuk dono unmarried aur woh sumedh aur uske dusri behen shivya woh dono bhi unmarried hai
mallika toh humesha sumedh sumedh karti hai kinshuk uss ghar jaane keliye bahana banata hai
Durga Devi - varaakshi mujhe kinshuk ke bare me toh utna doubt nahi lagti lekin mallika ke bare me zarur hai
mallika ke behaviour me bohot zyada change aayi hai
varaakshi - toh hume jald hi mallika ke bare me ek behtar faisla lena hoga maa fir kinshuk ke bare me warna dono hath se nikal jayenge aur fas jayenge
Durga Devi - lungi varaakshi zarur ek behtar faisla lungi bas moka aane do
after sometime mallika and others arrived
at night while siya coocking food
varaakshi came to her
varaakshi - kya kar rahe ho bhabhi
siya - dikh rahi hai na varaakshi khana bana rahi hu
varaakshi - khana banane me badi shiddat laga rahi hai aap
siya - khana hai na lagana toh padega hi
varaakshi - agar aap utni hi shiddat mallika par lagati toh aaj woh itni bigadti nahi hai
siya seen at varaakshi
siya - ab usne kya kiya
varaakshi - kya kiya !!!
aap andhi ho gayi hai kya bhabhi
woh toh jab bhi dekho sumedh sumedh karti rehti hai
ladki par na humesha nazar rakhna padta hai
woh toh humesha ussi ghar me rehti hai
nazar rakhiye apni beti par aur usse rokte rahiye
aur waise bhi me kise bol rahi hu aap khud un middle class logo ka bhajan karti rehti hai
aur kyu na ho aap bhi toh middle class pariwar se aayi hai itne bade bade rishte aaye hai bhaiya keliye lekin aapse karna pada
kher jo bhi ho abhi der nahi hui aap mallika ko maa hokar samjhaiye aur usse rokiye nahi toh mujhe bua hokar usse rokna padega
varaakshi about to go
siya - ruko varaakshi
varaakshi stopped
siya turn offed gas stove and went to varaakshi
siya - pehli baat meri beti kisika bhi nhi sunti chahe uski maa ho ya bua ho
woh apni dil ki baat sunti hai
aur uski dil humesha sahi kehti hai
isiliye tumhe usse rokne ki zarurat nhi hai
aur dusri baat middle class log neeche nahi hote unhe bhi self respect hoti hai
agar kuch neeche giri hai toh tumhari soch
varaakshi (in angry) - bhabhi
siya (shouting) - ha hu me teri bhabhi
isiliye tumhe bata rahi hu
aaj tak tumne mujhe jitna bhi taane sunayi meine suna aur saha
lekin jab baat meri bachho ki aati toh me chup nahi rahungi
ek maa apne bachho keliye kuch bhi karti hai yeh baat ek maa hokar tum bhi janti ho
aur ha khabardar meri beti ko rokne ki koshish ki toh
then Anushka came there
Anushka - mummy
kya hua
siya - aree kuch nahi hua beta
tujhe kuch chahiye
Anushka went to siya and hugged her
siya - anu kya hua
Anushka - kuch nahi mummy
siya - varaakshi tum jao me khana banake lati hu
varaakshi gave a glance to siya and went from there
siya - anu....
they broke the hug
siya - anu tu ro rahi hai
kya hua beta
Anushka - jab aap aur bua chilla rahe the na toh meine suna
galti bua ki hogi warna aap aisa chillayegi nahi
bua humesha aisa hi karti hai
siya - anu....
then mallika came there
mallika - anu
mallika wiped her tears
mallika - tu ro kyu rahi hai
mummy aapne kuch kaha
siya - meri aur varaakshi ke beech ek choti si argument hui hai humare baatein yeh sunli aur rone lag gayi
Anushka - didi bua toh mummy ko daat rahi thi
mallika carresed her
mallika - aap kyu yeh sab sehti ho mummy
she put her hand on her cheek
siya - tumhare liye anu keliye
she put her hand on Anushka head
siya - tumhare pappa keliye
tum 3 keliye me tum dono ko apne family se dur karna nahi chahti
aur tumhare pappa tumhare pappa toh mujhse bohot pyar karte hai
tumhare dadi aur bua ke taane se mujhe bachane ki mere liye stand lene ki koshish karte hai lekin.....
lekin kar nahi paate
siya immediately got tears
mallika - mummy
mallika hugged siya
Anushka also hugged them
after sometime they broke the hug
siya wiped her tears
siya - mikku meri baat dhyaan se suno
aur tu bhi
chahe jo hojaye tum dono dusro keliye khudko mat badlo
chahe woh dadi hi kyu na ho
bua hi kyu na ho
pappa hi kyu na ho
me hi kyu na hu
kisi keliye bhi khudko mat badlo
yehi tum dono ka astitv hai aatma samman hai
yeh baat aksar tumhare pappa kehte hai
yehi baat mere dil me bhi hai lekin kabhi bahar nahi aayi aaj aa rahi hai
tum dono kisi ke saamne bhi khudki self respect ko neeche mat rakho
samjhe
mallika and anushka nodded with smile
on the other side
jaya is thinking something deeply
ganesh - jaya kya soch rahi ho
jaya - hume laga Basant ke sath shadi karke monika khush nahi rahegi lekin yha dekhe toh sab opposite hai
woh toh Basant aur uske pariwar ke sath itni khush hai
kisi ko yakeen bhi nhi hogi ki monika inn logo ko 2,3 saalo se hi janti hai
yeh log toh monika ko bahu ke tarah nahi iss ghar ki beti tarah dekh rahe hai
jitni pyar gouri ji monika par barsa rahi hai me bhi monika ko woh nahi de paayi
shayad isiliye monika ke aankho me humare liye sirf aur sirf nafrat hai
ganesh - shayad tum sahi keh rahi ho
hum as parents haar gaye
shayad monika hume kabhi bhi maaf nahi karegi
ekbaar monika se baat karke toh dekho
jaya - hmm....me abhi chalti hu
she went Basant and monika room
Basant - aree aap aaiye maa ji
ab me chalta hu
monika - aap kaha jaa rahe hai
Basant - baba bulaye the monika ji
maa ji hai na
aap yehi rahiye maa ji me abhi aaya
jaya sat besides of monika
jaya - monika....
itne saal hogaye
itne saalo ke baad hum tumhe dekhne aaye hai humse toh baat bhi nahi ki tune
no response from monika
jaya - humare yaad nahi aayi tujhe
monika - nahi aayi...
kyuki mere sasural wale aap dono ke jaise toxic nahi hai
maa aapne toh mujhe kabhi beti maani hi nahi bojh maani hai
prestige maani hai
aap keliye meri shadi aapke prestige badhane keliye hi hai
lekin mera kya maa
me apna bachpan kho chuki
peace of mind kho chuki
sirf aur sirf aapke wajah se
aap please yaha se chale jaiye
aapke yaha mere paas rehne se
mujhe aur mere bachhe ko hum dono ko thik nahi hai
jaya felt bad and went outside of room
gouri is there
gouri - aap chinta na kariye me monika ko janti hu
jitna nafrat woh dikha rahi hai utni hi pyar aapse karti hai
jaya nodded and left from there
next day they went to their home town
days are going on
one day at office
mallika sat in ceo seat
kinshuk,sumedh and kanan
sat infront of her
they 4 doing some work
after done alot of work
kinshuk sumedh and kanan
started whispering
mallika started staring them
they seen her
mallika - nahi nahi karo karo yaha toh kuch kaam hai hi nahi na karo karo
sumedh - kaam hogayi madam
mallika - dikhao
she seen some files
mallika - kaam hogayi iska matlab yeh toh nahi na ki tum log fusur fusur kare
kinshuk - hum bohot zaruri baat kar rahe hai mikku
kanan - woh aap nahi samjhenge
mallika - achha aisa konsi baat hai jo me bhi samajh na paau
sumedh - woh..... aap samjhenge nahi
mallika - batoge ya nahi 👀
kanan (whispering to sumedh) - bhai
aapka future mujhe dikh raha hai
mallika - kanan ji ...
mere kaan na bohot achhe se kaam karte hai aapke choti aavaj bhi mujhe sunayi deti hai 👀
bolo kya baatein kar rahe the
kanan - ishita ke bare me
kinshuk - shivya ke bare me
sumedh - aapke bare me
these 3 said at once
mallika - achha ....
ab me samjhi humare bare me gossips kar rahe the
sharam nahi aati ladkiyon ke bare me gossips karte hue
sumedh - aap ladkiyan bhi toh gossips karte hai
mallika giving them death glances
then suddenly sumedh phone ranges
sumedh - phone..
phone baj raha hai mera
sumedh lifted
sumedh - ha maa bolo
kya 😨
mallika - kya hua

..............................TBC.............................

that's it for today's part
hope you all like this part
stay tune for more parts
Radhe Radhe 💛

aapke bin hum honge adhure Where stories live. Discover now