part 22

450 40 12
                                    

I'm really really sorry for late update exam thi isliye update nahi da payi fir story mai jo bhi likh rahi thi band karta hi delete ho ja raha tha aur fir kal holi thi isliye ab sa try karungi ki update 2- 3 ka andar da diya karoon once again I'm so sorry
--------------------------------------------------------------
Sab log track paar kar leta hai or fir aga chalna lagta hai 
Aga chalta hai

Karan side

Random trainer - sir kisi monami mahajan ka kuch saman aaya hai

Karan - ok mai dekhta hoon aur jana lagta hai

Karan - (in mind isko kisna saman bhej diya iska to koi hai bhi nahi to ya saman ho sakta hai kuch chut gaya hoga to bhabhi na kuch bheja chalo chal kar dekhta hoon)

Aur ya sab sochta sochta wo pahuch jata hai jaha monami ka saman aaya tha

Aur bathtub dekh kar wo bilkul shocked tha

Aur karan bathtub ko ghoor kar dekh raha tha aur Fazi kabhi bathtub aur kbhi karan ko dekh raha tha kar has raha tha

Karan - (in mind ya kisna bheja bhabhi to kabhi nahi bhej sakta to kisna bheja)

Aur fir Fazi na bathtub ki photo khich kar sanju ko bhi diya

Aur karan abhi bhi bathtub ko ghoor raha tha

Recruit side

Sanju - kitna wickets hogo ustad ji
Huma to nhi lagta ya log accademy time par pahuch payungi

Ustad ji - is der pashli ko milakar 6 wickets hogo
Chalo fatafat

Tabhi picha sa monami aa rahi thi aur sanju ka phone pa message aaya aur sanju smile karna lagi

Sanju - ha bhai ja mai thanda pani dalwaya ki garam photo dikhata hua 
Tu yaha picnic pa aao hai jo ya bathtub lakar aayi hai ya accademy hai picnic spot nahi sirji bilkul sahi khata hai tum logo ko koi disciplined nahi hai adat hogo na bathtub mai nahana ki to yaha kaha ka lano aayo

Monami - kisi bhi tarha ka pani dalwana ki jarurat nahi hai aur rahi baat bathtub ki to wo mai nahi layi aap chaha to puch lijiye apna sir ji sa ki mai is laker aayi hoon ya kisi na bheja hai mera liya aur mai manti hoon ya galat hai aur mai bathtub wapas bhej dungi don't worry aur yaha mai picnic ka liya nahi training ka liya aayi hoon ek commando banana ka liya aayi hoon jo mai bankar rahungi aur discipline mai hi rahungi ya jisma bheja hai usa nahi pata ki yaha ya sab nahi chalaga mai baat kar lungi ussa ya galati dubar nahi hogi aur sorry ki bathtub ka wajha sa aap logo ko problem hui dubara nahi hoga

Sanju - ya tui phele galti hai isliye maaf kar raho hai dubara hona bhi ja chaiya aur jisna ya bhejo hai uska pass wapas bhej do ab chal jaldi warna late ho jayogo

Aur fir aga chalna lagti hai aur monami uska picha picha

Aur fir chalta chalta monami Sid ko phone lagati hai jisna ya bathtub bhej itna bara kand kiya

--------------------------------------------------------------
Baki next part mai ☺️☺️

Dil Ki DastanWhere stories live. Discover now