part 4

574 43 10
                                    

Monami side

Monami hospital pahunch jati hai

Monami - Dr metha ka cabin kaha hai

Receptionist - left jakar right

Monami - thank you

Monami Dr metha ka cabin jati hai

Or fir unka sath it jati hai

Thora der baad operation successfully complete ho jata hai

Monami - bahar aa kar patients ki family ko bata deti hai

Or wo monami ka samana hath jor kar khada ho jata hai

Monami - aap ya kar kar raha hai iski koi jarurat nahi hai
Ya to mera kaam tha

Patients family ka ek member

Admi - nahi madam aap na hum par bohut bada aisan kiya hai ager aap nahi hoti to sayad aaj bhai jinda nahi hota

Monami - nahi
Maina jo bhi kiya wo mera farz tha

Admi - thank you ma'am

Monami - welcome .... smile karta hua

Aur fir waha sa chali jati hai

Aur rasta mai ek aurat usa rok lati hai aur bolti hai monami

Monami - ji aap

Aurat - leftenen general Dr gunjan bhusan
Tumha pata hai jab mai army mai young doctor ban kar aayi thi na
Main bohut ghabraye marzi
Fir meri pheli hi posting par mujhe Dr juhi Mahajan mili
Kya chiz thi wo sab log salam karta tha unha
Meri to life hi change kar di thi unhona
Khair aaj koi kaam sa yaha aayi or tumha dekha to socha tum sa milti chalu
And look at you tum bilkul apni mummy jaisi ban gayi ho
Strong and beautiful

Aur fir ek box monami ko deti hai

Ya mujhe tumhari mummy na diya tha kal tak ya mera tha ab sa ya tumhara hai

Aur fir monami wo box lakar kolti hai usma ek bohut pyara sa broch tha

Aur monami ki ankhon mai ansu aa jata hai
Aur fir wo Dr gunjan ka sath hath milati hai

Gungan - aur tumha pata hai is broch maina kuch to magic hai
Aur mai pray karungi jis tarah is humesha meri himmat bhadhai haina har faisla lena mai
Usi thara tumhari bhi himmat bhadhya tumhara bhi sath da
Lehri sa dar ka nauka paar nahi hoti koshish karna walo ki kabhi har nahi hoti
To bas ya kavita apna maan mai humesha dhorata rahena
Aur fir chali jati hai

Karzi side

Karan aur Fazi dono jail mai tha

Karan - sir hum chor nahi hai

Police - har chor yahi bolta hai
Aaj tak kisi chor ko dekha jo khud bol raha ho ki maina chori ki hai
Nahi na to tu kaha sa bolaga
Chup chap betha rah samjha

Karan - maina bolna mai chor nahi hoon to bas nahi hoon

Fazi jo waha has raha tha

Karan - sand kuch bolaga bhi ya aisa hi bas pagalo ki tarah hasta rahega

Fazi - nahi
Hum bolta hai na
Sir hum chor nahi hai
Or fir hasna lagta hai
Karan tumha kya lagta hai hum bolanga aur wo maan langa Ager manana hi hota to phele hi maan lata

Karan - tu bas hasta rah sand aur kuch mat kar
Kuch to karna padega warna yahi rahna padaga

Police - ya chup
Utni der sa hala
kar rakha hai
Sant raho dono
Bohut boliya

Karan - sir ek call karna hai

Police - thik hai Karoli Lekin sirf ek

Karan - okay

Aur fir Sanjana ko call karta hai

On call

Sanju - hello kon bol raho hai

Karan - hello sanju

Sanju - sirji aap
Aap apna phone sa kahana phone kar raho hai
Or ya kiska number hogi

Karan - sanju phele meri baat sun
Sabsa phele Deolali police station aa ja jaldi

Sanju - hogi sirji
Aap police station mai ka kar raho hai

Karan - sanju phele tu aa baad mai mai sab kuch batata hoon
Jaldi aa

Sanju - thik hai sirji
Hum aa to hai

Karan - thik hai

Sanju - jai hind sirji

Karan - jai hind

Or phone cut kar deta hai

--------------------------------------------------------------

Baki next part mai ☺️

Suggestion chahiye

Dil Ki DastanWhere stories live. Discover now