part 5

557 40 12
                                    

Sorry for late update
Meri tabiyat kharab hai
Aaj thoda thik laga to likh diya
-------------------------------------------------------------
Karan side

Sanju thori der mai police station pahuch jati hai

Aur fir ander jati hai
Aur samna mai hi Karan aur Faizi usko dikh jate hai

Sanju - ka hogo sir ji aap dono jail mai kaha ka lano hai

Fazi jo abhi bhi pagalo ki tarah has raha tha

Fazi - Ara sanju hum batata hai aur inta bol kar fir jor jor sa hansna lagta hai

Aur karan Fazi ko ghoor ka dekh raha tha
Jisa kaccha kha jayega

Sanju - ka hogo sir ji Fazi sir ji aisa pagalo ki tarah kaha ka lano has raho hai

Karan - sanju mai tujhe baad mai sab bataunga phele huma bahar nikalwa

Sanju - wahi ka lano to puch raha hai sir ji tabhi to bahar nikalwa payenga

Tabhi karan Fazi aur sanju ka pass ek police wala aata hai

Police - kya ho raha hai yaha
Aur sanju ki taraf dekhta hui aur kon hai aap aur yaha kya kar rahi
Complaint waha likhi ja rahi hai
Or jana lagta hai

Sanju - na na hum complaint likhwana na aao hai

Police - to kyu aayi hai

Karan - huma chodwana

Police - oo to ya bhi tumhari gang mai sa ek hai
Aur kitna log hai tumhari gang mai
Chor ka alawa aur kya kya karta ho
Panday unha bhi dalo jail mai

Sanju - ya kya bol raha hai sir ji
Hum tuhaya chor dektha hai

Police - dekhna sa pata nahi chalta kon chor hai or kon sarif warna ab tak koi chor bahar nahi ghoom raha hota

Karan - hum chor nahi hai hum ek officer hai
Sanju ki taraf dekta hua
Sanju unha apna I'd card dikha

Sanju - ji sirji
Abhi dikhati hai

Aur fir apna I'd card dikha deti hai
Aur police wala dekh ta

Police - sorry sir sorry
Mujhe laga aap log chor hai
Aap ko batana chahiye tha sir ki aap log chor nahi ek officer hai

Karan - Sorry sir
Galti ho gayi agli baar Dhyan rakhanga

Police - I'm sorry sir
galati humari thi huma
Dhyan rakhna chahiye tha
Agli baar mai is baat ka dhyan rakhunga

Karan - dhakiya sir baat hai
duty aisi karni chahiye ki logo ko is wardi ki izzat ho
Aur aap ko on duty kisi sa maafi mangna ki jarurat na pada

Police - right
Jai hind sir

Aur fir chala jata hai

--------------------------------------------------------------

Baki next part mai ☺️☺️

Dil Ki DastanWhere stories live. Discover now