part 18

601 44 16
                                    

At karan side

Karan Fazi ko sab kuch bata raha tha aur bala apni kismat par ro raha tha aur soch raha tha ki ab kya kare

Aur karan aur Fazi baat karna ka baad jeep mai baith jate hai

Karan - chal baith

Aur bala chup chap jakar jeep mai baith jata hai kyunki usa pata hai ab wo kuch nahi kar sakta

Aur wo log cadet sa milna ka liya nikal jate hai

At cadets side

Sare cadets line mai khara tha

Koel ko apna bag ka wajan ka karan usa apna chanda par rakha rahena mai bohut dard kar raha tha aur monami ya chiz dekh leti hai

Monami - *koel ka bag par hath raktha hua* mai help kardu

Koel - *uska hath ko Dhaka marta hua* maina help mangi tumsa

Monami na mai sar hilata hua apna hath picha la leti hai

Suman ji Monami ka peeth par thap tha pata ta hua
Aur monami picha mudkar suman ji ko dekhna lagti hai

Suman ji apna hath usapa dhyan na dena ka ishara karta hua

Monami - *smile* dr monami mahajan

Suman ji - myself suman rajesh tiwari
House wife

Aur fir monami wapas mud kar aga dekhna lagti hai

Ustad ji - attention
Sab ek sath bolanga
Kartavya sahas wa balidan

Cadets - kartavya sahas wa balidan

Desh ka khatir desh ka naam

Cadets - desh ka khatir desh ka naam

Desh ki mitti sar ankho par

Cadets - desh ki mitti sar ankho par

Desh sa hai apni pachan

Cadets - desh sa hai apni pachan

Bolo , jai hind

Cadets - Jai Hind

Aur fir sab wapas sa gadi mai baith jate hai

Aur fir der der baad sab ek jagha utarta hai
Jaha phele sa hi karan intajar kar raha tha

Ustad ji - picnic pa aaye ho kya utro sare
Traning suru
Utro sare jaldi

Aur fir sab utarna lagta hai

Ustad ji - sab jaldi chalanga 1 2 1 1 21
Jaldi sa char line banayenge sab

Aur sare cadets line banana ka liya idher udher bhagna lagta hai

Ustad ji - picha ho jayega aap
Jaldi kariya
Aap sidha ho jayeya

Aur fir sare cadets line bana leta hai

Ustad ji - sirji sab aa gaye
Ya hai humare sar ji
spl agent Karan Shergill

Aur karan gadi ka picha sa cadets ka samna chalta hua aur usa dekh kar monami ki heart beat badh jati hai aur wo bohut jayeda dar jati hai

Aur monami sab kuch yaad karna lagti hai aur wo aur jayeda dar jati hai

Ustad ji - unha biryani bohut pasand hai
Ya aap logo ka head instructor hai
Abhi bhi moka hai bhagna hai bhag jau warna bohut jald tumhara naam ki biryani batagi puri academy mai

Monami - *in mind* ab pata nahi kya karega ya mera sath mujhe bhi puri duniya mai yahi mila tha ladna ko pata nahi kiya hoga ab mera is dekh liya to jaan hi lelega meri

Aur koel ka picha chipka ki koshish karne lagti hai

Ustad ji - isi ka sath aap ka talk time khatam aur inka shuru

Fazi bhi aakar Karan ka picha khara ho jata hai

Karan - date or time note kar lijiye
Aap sab ka bura wakt shuru hota hai ab

Ya sun kar monami aur dar jati hai or wo koel ka bag ko aur jor sa pakad leti hai chupna ka liya aur fir koel monami ko dhakka da deti hai or monami jameen pa gir jati hai

Aur sab log us taraf dekhna lagta hai jaha sa awaz aai thi

Karan - kya circus chal raha hai waha

Aur karan monami ka pass ja kahara ho jat hai usa monami ka face isliye nahi dikh raha tha kyunki wo jammen ki taraf dekh rahi aur uska bal sa Dhaka hua tha aur wo dusri taraf dekh rahi thi

Karan - *apna hath monami ko uthna ka liya dete hua* aayea
Up

Monami bhi karan ka hath par apna hath rakh deti hai but uthti nahi hai

Karan - up

Monami -( in mind) ab kya karu Ager uthi to ya mujhe dekh lega aur nahi uthi to mujhe choraga nahi aur akhir kab tak bachungi

Karan ko gussa aa jata hai aur wo monami ko apni taraf jor sa kich leta hai

Aur ab karan na monami ko dekh liya

Aur karan usa ghoor na lagta hai aur monami ka hath jo uska hath mai tha usa bohut jor sa dabana lagta hai

Monami ko dard jo raha tha but dar ka mare wo karan ko kuch nahi bolti aur chup chap khari rathi hai
Aur jis tarah se karan usa ghoor raha tha usa aur Jayda dar lagna lagta hai

Kuch der mai karan uska hath chor deta hai

Monami - I'm sorry sir

Karan - sab thik

Monami - pata nahi

Karan - bohut jald pata chal jayega
Ayeyea
Aur wo aga chala jata hai or monami uska picha picha chal rahi hoti hai

--------------------------------------------------------------
Baki next part mai ☺️
Suggestions please ☺️

Dil Ki DastanWhere stories live. Discover now