☺️☺️ very very Happy Republic day to all 🇮🇳🇮🇳
--------------------------------------------------------------
Bus ka sath drone aur uska picha jeep
Monami - kamina ganju
Sid - yeah! Monu bro I love you bro❤️
Monami - aur bus ka aga laker jeep rok deta hai
Aur fir monami bas sa utarti hai
Monami - Sid
You are mad or whatSid - Oo ! wait
Monami - Ah!
Aur fir aid monami ka pair ko sanatize karta hai
Aur fir dono apna step karta hai
Sid - kamini mai aa gaya
Monami - tu kab aaya Sid tu to London mai tha
Sid - ha kal raat hi aaya aur fir kaisa nahi aata tu apna bachapan ka sapna pura karna ja rahi thi
Aur bina bye bola ja rahi thiMonami - Oo
To bye bolna ka liya bus stand aana tha naSid - Aww! Really
Apna chasma utarta hua
I don't go bus stand broMonami - very bad bahana Sid
Sid - bahana nahi hai bro
Tu janti haina subha sa phele mai sota nahi aur dopahar sa phele mai uthata nahiMonami - to nahi aana tha na
Sid - aree aisa kaisa nahi aana tha
Tujhe kuch dena haiMonami - kya
Sid - ek minute
Aur gappu ko nikalta hua
Sid - ya
Monami - Ah ! Gappu aur gappu ko dekh kar bohut khush ho jati hai
Par ya to maina tujhe birthday gift par diya tha naSid - exactly
Aaj sa ye teraMonami - kyu
Sid - wo ek dam tera jaisa hai
Monami - kaisa
Sid - surviver hai bro
Koi bhi situation condition ho ya survive kar jata hai monami ka sar pa halka sa marta hua bilkul teri tarhaMonami - smile
Aur itna mai bus ki horn ki awaaz aati haiMonami - ya sun mai ja rahi hoon aur hadbadana lagti hai
Ah ! ByeSid - aee ! Sune na sune na sune na
Jana haiMonami - ha
Aur fir apna step Karte hai
Sid - sune sune sune
Monami - ha
Sid - Ager koi handsome uniform wala mila to darna mat mera naam la lena
Monami - okay
Chalo bhaiyaSid - sune
Monami - ha
Sid - Ager koi jayeda tang kare to shai gai kar ka apna tykando dikha dena
Monami - okay
Sid - aur sun naak mai ungli dal kar mat baith jana
Monami - Eww !
Sid - sune apna khayal rakhna dusro ki help karna mat lag jana
Monami - okay okay
Sid - aur sun
Pura bas khara hokar ha okay okay
Sid - sorry or bye ka ishar kar kar bhag jata hai
Monami bhi Ishara kar deti hai or hasna lagti hai
Bas ka sab log chalo bhaiya chalo aga bhadhai
Aur fir bas wapas chalna lagti hai
--------------------------------------------------------------
Baki next part mai ☺️
Suggestions please ☺️
YOU ARE READING
Dil Ki Dastan
FanfictionKya Moran ki arrange marriage la payegi inko Dil sa ek dusre ka kareeb ya rahenga ek dusra sa bankar ajnabee