part 10

623 48 15
                                    

Monami karan - Nahi *loudly*

Monami aisa kaisa ho sakta hai meri shadi to spl agent karan Shergill sa hui hai

Karan - meri shadi dr. Monami Mahajan

Karan monami - mai hoon dr. Monami Mahajan/ spl agent karan Shergill

Monami - matlab meri shadi ek chor saho gayi

Karan - kya kaha tumna

Monami - sunai nahi diya tumha

Karan - diya lekin tum mujhe chor kyu kha rahi hoon mai koi chor nahi hoon ek agent hoon

Monami - ha ya to tumna apna ghar walo ko bhi bola hai or wo bechare tumhari baat mai aa gaye lekin mai nahi ayungi kyunki maina tumha chori karta hua dekha hai ki kaisa tum bechare Masum baccha ka purse chin rahe tha usa dra dhamka kar

Karan - O hello ranisahiba mai uska purse nahi chin raha tha usa apna purse wapas la raha tha jo usna chori kar li thi

Monami - mai kaisa maan lo Ager Tum jhoot bol rahe hoga to aur tum chinta mat karo bhabhi ko sab kuch sach sach bata do wo bohut acchi hai tumha maaf kar degi ho sakta hai thora naraz ho jaye tum sa lekin fir maaf kar dengi

Karan - unha sach pata hai tumha nahi bola na maina mai chor nahi hoon

Monami - to proof do

Karan - mai tumha kyu proof doon

Monami - to thik hai mai jakar bhabhi ko sab sach bata deti hoon

Karan - ruko batata hoon bhabhi pareshan karna ki jarurat nahi hai waisa wo subha sa kaam karta karta thak gayi hogi
Ya lo mera I'd card or accha sa padh lo

Monami karan ka I'd card dekhti hai or shocked ho jati hai

Karan - Ager mai chor hota ho kab ka pakda jata kyunki spl agent ayr chor ka beach bohut fark hota hai or bhabhi ko bhi pata chal jata kyunki kabhi na kabhi to wo accademy aayi hi hongi or tumhara jankari ka liya bata doon mera bhaiya bhi ek spl agent tha
Ya bolta wakt karan ki ankho mai halka ansu tha
Spl agent param Shergill

Monami kuch bolna hi wali thi ki karan ka phone bajna laga
Karna na apna phone check kiya to batra sir ka phone tha

Aur karan room sa chala gaya

Aur monami thora der sochna ka baad apna dress change kar kar so gayi

--------------------------------------------------------------

Baki next part mai ☺️

Please Suggestion
Bye bye ☺️

Dil Ki DastanWhere stories live. Discover now