Chapter 13

88 16 0
                                    

Precap - Abhi's fever was gone.

Once Vaishneet went, Sid made Abhi sit on bed and he himself sat infront of him on chair. He held Abhi's hands in his own. Abhi frowned in confusion.

Abhi: Ye kya kar rahe ho, Arth?

Sid took a deep breath.

Sid: Abhay, ab sach sach batao college time kya hua tha? Kya koi tumhe bully kar raha hai?

Abhi: No Arth. Aisa kuch nahi hai.

Sid closed his eyes in frustration.

Sid: Abhay, then why the hell you were uncomfortable at classes? Also tum pakka washroom muh pe paani marne Gaye hoge. Why? Aur uske baad kya kuch nahi bol rahe the? Chalo koi bully kar bhi nahi raha hoga. Par dara yaa phir dhamka raha hai kya?

Abhi looked down for a minute, biting his lips. He looked up.

Abhi: Nahi Arth. Aisa kuch nahi hai. Tumhe koi galatfemi hui hai.

Sid lost his temper and shouted.

Sid: Jhut to mat bolo. Maine mere akhonse dekha hai the way you were uncomfortable. And phir kya bakwas kar raha tha vo maine khud suna hai. Ab to sach bolo, Abhishek.

Abhi flinched and tried saying.

Abhi: Sach me koi kuch nahi kar raha mujhe.

Sid: Really? Then khao meri kasam. Meri kasam khake bolo ki koi tumhe kuch nahi kar raha. Na bully, na darana, na dhamkana.

Abhi's eyes widened in shock.

Abhi: Ye kya bol rahe ho, Arth?

Sid: Agar tumhe koi kuch nahi kar raha to ghabra kyu rahe ho meri kasam khane me? Khao na.

Abhi (sighs): Fine! Ha koi mujhe yaad dila raha hai ki mere parents nahi hai. Vo mujhe akela chod gaye. Aur bol raha hai ki ab mere apne mujhe chodke chale jayenge. I'm trying ki vo sab bhulau par nahi ho raha, yaar!

He said with teary eyes. Sid sighed and hugged him tightly. Abhi too hugged him back.

Sid: To ye tu pehle bhi bata sakta tha. Kyu chupaya?

Abhi: Mujhe tumhe pareshan nahi karna tha.

Sid: Tu mujhe kabhi pareshan nahi kar sakta, Abhay. Accha chal let's have a walk.

They went and had a walk.

TRUST: Starting of a new bondWhere stories live. Discover now