Introductions

334 21 7
                                    

" Kumar Radhey! Aap prema ko kaise jante hai?" Arjun asked curiously, quirking his head to the side.

Prema begins to explain but she is cut off by an overexcited karna," PREMA! Tumne Mujhe bataya ki nahin tum Garb se ho?" Arjun gasps like a little boy after noticing her bump. Both Karna and Arjun start blabbering about how she shouldn't have come and how she should take care of herself and the little one.
Prema closes her eyes in resignation and takes in a deep breath.

" TUM DONO ISI KSHAN BOLNA BAND KARO, TUMHE DIKHTA NAHI, PREMA KI SANS PHOOl RAHI HAI!" screams an extremely angry Radha, prema had becomes too overwhelmed with both of them talking and smothering her with care at the same time.

It takes Prema a couple of minutes to calm down, before she says," Are donon ko bolna hai to एक-एक Karke bolo!
Bacchi ki jaan loge kya?"

"Kshma karna bhabhi ma/prema maa!"
Both chorused.

" aur jahan tak baat Rahi Hai Ki Main Aur Radhey tab mile the Jab yah Apne Guru Ki Talash kar rahe the inhone Kuchh wakt Guru dron ke aashram mein bhi bitaya hai aur tabhi Hamari Jaan pahchan Hui, Kintu yah aur sikhana Chahte the per Gurudev inhen aur sikhana Nahin Chahte the, isiliye divyastron ka gyan prapt karne ke liye ham hi Ne ise Guru Parshuram ke pass bheja tha." prema explained their meeting, she wanted to say more but radha cut her.

"Sari baten Dwar per hi kar loge kya?
Prema Tumhara Jyada der dhup Mein Khada Rahana uchit Nahin hoga!"
Prema nodded and they headed inside where they were bombarded by the other Pandava brothers.

Nakul and Sahdev instantly fell on
Prema's feet and refused to leave her.
Prema laughed at their childishness and said," 4 varsh beet Gaye Hamen mile hue Kintu tum donon abhi tak Nahin Badle,
Yashasvi bhava!" she blessed them before pulling them into a hug.

She tried to touch Yudhisthir's feet but Bheem picked her up and teased," Yah donon to bilkul Nahin Badle Kintu tu bahut Badal gai!"

Surprisingly yudhishthir supported him by saying," Haan! Haan! Hamari Chhoti Si Prema abhi Mata banne wali hai, aur usne yah Sukhad Samachar Ham tak pahunchane ki Cheshta Bhi Nahin Ki!"

Prema held both her ears and apologetically said," kshmasvamein bharatasri! Aage se aisa nahi hoga.
Acha chalo abhi Radha se aap sab ka parichay karvana hai par uske pahle
Bhrata Bheem aap mujhe kripa kar niche utar dijye!" Bheem places her down gently and she pulls Radha towards them.

"Arjun aur Bhrata karn, Bahar prangan mein yeh jo sihani aap per dahadi thi, voh Dwarika ki Dusri Maharani Shri Radha Rani Hai! Aur Rishte mein aap sab ki bhabhi. Aur Radha chalo ine Sab Se Tumhara Parichay karvati hun,
Pandavon Mein sabse jeshth hai bhrata yuddhishtir, aur Inki khasiyat hai ki yah Kabhi Jhooth Nahin bolete Aur inhin Ke Karan ine ke Baki bhaiyon Ki Chori Hamesha Pakdi Jaati Hai!"
She said making Radha burst into giggles as she greeted him respectfully.

" FIR Aate Hain bhrata Bheem, inhen khane Aur khilane Ka bahut shauk hai, vaise to bahut Pyare Hain Kintu Krodh Hamesha inke naak per baitha rahata hai aur vah Krodh Aksar bechare Nakul per nikalta hai!" she completed causing Bheem to pout and nakul to nod vigorously, Radha greeted him respect.

" FIR Aate Hain Mata Madri ke Judwaa,
Nakul aur Sahdev, Nakul vaise talvarbaaz hai Kintu apni Talwar Se Jyada use Apne Chhote Darpan Se Pyar Hai, aur Hamara Bhola Bhala Sahdev ise Hamesha purvabhas satate rahte hain!"
Both of them bent and touched Radha's feet.

" aur ant Mein Aate Hain Hamari Mata Kunti ke ladle bete, Arjun yah Jaise main ise Bulati hun Parth. Iska paraakram to Tum Dekhi chuki ho, vaise Yoddha hone ke साथ-साथ Sangeet Ka Gyan rakhte Hain!" Arjun too takes blessings from Radha.

" Achcha To fir Ek Bar Prema aur Arjun ke bich jugalbandi to honi hi chahie!
Radha exclaims
she smiles in delight as she recognises
Arjun is to be the reincarnation Of Rishi Nar.

" avashya bhabisree! Aapki ichcha Aaj Sandhya kal ko hi purn ho sakti hai Kyunki Mujhe Abhi Abhi Mata se Pata Chala Hai ki aaj Ham Sab ke lautane Ki Khushi Mein Nritya, Sangeet aur Bhoj ka aayojan Kiya gaya hai!" informs bheem happily.



Sahdharmini-Dwarkeshwari HiranmayiWhere stories live. Discover now