Chapter - 5 : All Is Good In The Hood (Part - A)

Beginne am Anfang
                                    


Use apni life mein aur life se kya chahiye woh decide karne ka haq sirf uska hain. Woh jo chahega, hum use woh denge. Bhale hi usmein hamari marzi shamil ho ya na ho." Abhimanyu explained.


Abhimanyu looked at Neil's expression and realized that it wouldn't be easy to convince Neil, but he tried again. 

"Neil! Tu ne khud dekha na main kitna insecure hogaya tha pichli baar jab aisi baat chidi toh. Dar mere ander bhi hain aur insecure main bhi hojaunga aagey chalkar.

I am sure about it. Natural hain aisa feel karna. Sirf isliye hum Abhir se uska right nahi cheen sakte na?" Abhimanyu asked.


"Don't ask me Bhai! Aapko mera jawaab pasand nahi ayega. Kyunki mujhe lagta hain ki humein Abhir keliye ladna chahiye. Hell with it! It's not even a choice for me

Itne saalon baad us aurat ko humein Abhir ke aas paas bhi bhatakne nahi dena chahiye. Woh nahin badli Bhai. Bilkul nahi badli.

She is BAD NEWS. Jo usne Roohi ke saath kiya, waisa koi ajnabee bhi nahi karta." 


Neil was fuming. Abhimanyu didn't know what to say and he didn't have to because Neil wasn't done yet. 


"Aap itni ajeeb tarah ki baatein bol rahe ho. I doubt ki aapko khud ko woh baatein samajh bhi aa rahi hogi ya nahin. Because baat jab Aksharaji ki aati hain toh aap kuch alag sa hi react karte ho. This isn't the first time." 


Abhimanyu was taken aback by the vehemence in Neil's voice. 

"On one end you say, Humein use decide karne dena chahiye and then you say ki we need to make sure, uski decision ke baad kuch nahi badalna chahiye. 

It doesn't work that way Bhai. Jo decision lene ki freedom rakhta hain, use uske consequences se deal karne ka jasba bhi rakhna chahiye. 

Last time when he chose you, he had to leave his mother behind and he did. He faced the situation. Agar is baar woh unke saath rehna choose karega, woh humein peeche chodke jayega hi na? No sugar coating will soften that blow." 

Neil was brutally honest. 


Abhimanyu spoke not very firmly, "Woh humein chodega tab bhi hum use nahi chod payenge Neil. Tu samajh kyun nahi raha hain?" 


Neil glared Abhimanyu, "Agar woh ek baar ko sapne mein Aksharaji ke saath rehna choose karega, over, staying with us, then I will be HURT. ...........Aur main apna hurt dikhaunga.

Mujhe MAHAAN nahi banna hain. Agar mujhe lagta hain ki mera haq hain toh mujhe woh haq jatana hain. I am sure ki Abhir bhi wahi expect karega humse." Neil declared boldly.


"We can't decide that on his behalf Neil." Abhimanyu reiterated the same thing he has been saying.


"Kyun nahi Bhai? Kya aapko bharosa nahi hain apne bete per ki uske liye aap sabse zyada matter karte ho? 

Aksharaji se toh definitely zyada. Aap prepared hi kyun hona chahte hain for something that is not going to happen? Aapko kis baat ka dar hain?" Neil posed a very valid question.

The Birlas' - BHAVANAWo Geschichten leben. Entdecke jetzt