Abhimanyu's clearance

1.1K 124 23
                                    

Finally one week passed away and Abhimanyu's wait was over.

He was in his cabin wrapping up for the day to head goenka house to pick aarohi.

He was very excited.

Suddenly his phone rang,

It displays Aarohi, he smiled and picked up.

Abhimanyu - on the way baby bass darwaze par khadi raho aa hi raha hu.

Aarohi - abhimanyu main aaj nahi aa sakti.

Abhimanyu - kya... par kyu tumne promise kiya tha na tum aaj aaogi.

Aarohi - haa par main kya karu Mimi ka BP achanak badh gaya hai mujhe rehna hoga unke saath.

Abhimanyu's heart sank as he heard Aarohi's explanation. He had been looking forward to having her back home with him, but he couldn't argue with her decision to stay and take care of mimi. He knew how much Aarohi cared for her family, and he admired her for it.

Trying to hide his disappointment, he said,

Abhi - It's okay, baby, Family comes first. Just take care of Mimi and I will come and visit you tomorrow.

Aarohi laughed loudly which confused him.

Aarohi - sorry sorry main mazak kar rahi thi.

He sighed in relief.

Abhi - aarohi aisa koi mazak karta hai mera heart almost fail ho gaya tha.

Aarohi - sorry.

Abhi - bohot risky ho raha hai main aa raha hu ready raho.

Aarohi - accha aao par drive slowly.

Abhi - okay bye.

-------------------------------------------------

Abhimanyu reached goenka house.

He took Suhasini's blessings.

Suhasini - Khush raho.

Manish - sidha hospital se aaye ho?

He nodded.

Swarna - aao baitho.

He looked everywhere but didn't find aarohi.

Kairav - jijaji aa rahi hai aaru baithiye toh sahi.

He looked down while everyone laughed.

He was drinking water when he saw aarohi coming down in a beautiful yellow saree. He smiled to which she reciprocated.

Swarna - chalo dinner ready hai kha ke phir jaana.

They nodded.

Everyone sat for dinner. Dinner was served.

Everyone were having dinner when Abhimanyu suddenly reached under the dining table and held Aarohi's hand. Aarohi was taken by surprise and coughed loudly, causing everyone at the table to turn and look at her. She quickly gave an excuse about something going down the wrong pipe, trying to cover up the real reason for her sudden coughing fit.

She felt flustered and embarrassed by his public display of affection which was the rearest thing to watch, whispered to Abhimanyu to let go of her hand. However, he just smirked mischievously in response, refusing to comply with her request. Aarohi couldn't help but blush at his boldness, feeling a mixture of both annoyance and admiration for her husband's playful nature.

Nobody was understanding anything but akshara understood everything. She clenched the fork in her hand.

Suhasini - sab kitne khush hai aur sab accha hai ab bass humari akshu ka bhi ghar bass jaaye toh chain ki saans le sakte hai.

Kairav - uske liye akshu shaadi ke liye haa toh kare mimi.

Swarna - abhimanyu ab tum hi samjhao humari baat toh sunti nahi hai shayad tumhari sunn le.

He was flabbergasted.

After dinner,

They were ready to leave,

Abhi - aarohi sab check kar lo ek baar kuch reh toh nahi gaya tumhari koi important chiz.

Manish - koi chiz reh bhi gayi toh kaha durr hai beta Ghar.

Vansh - arey aap samjhe nahi tau ji, agar koi chiz reh gayi hogi toh aaru ko wapas aana padega yaha aur uska risk nahi uthana chahta.

Everyone laughed.

Aarohi - main check kar leti hoon.

She went to her room blushingly.

-----------------------------------------------

Abhimanyu came to the kitchen behind akshara.

Akshara - tumhe baat karni hai tumne message Kiya.

Abhi - haa, shaadi kar lo akshara.

Akshara - yeh tumhara nahi mera faisla hoga.

Abhi - sab khush rahe isiliye keh raha hu.

Akshara - abhi tum jaante ho main aaj bhi tumse pya...

Abhi - bass...ek aur shabd nahi akshara aur waise bhi yeh raasta toh tumne khud chuna tha na apne pyar ka sacrifice toh jis raaste ko hum chunte hai uss par chalna bhi padta hai.

Akshara - tumhe kya lagta hai maine koshish nahi ki bohot koshish ki par nahi ho raha hai, lekin abhi bhi bhi kuch nahi bigada, hum sab kuch thik kar sakte hai.

Abhi - kaise?

Akshara - main jaanti hu yeh shaadi tumhare liye sirf ek compromise hai hum aaru ko sab sach....

Abhi - bilkul nahi, nahi akshara ab nahi, humare saath aane ka harr raasta bandh hai ab kuch nahi ho sakta aur khabardar Aarohi ko sach bataya toh woh main khud bataunga sahi waqt aane par, main aur aarohi khush hai please tum bhi shadi kar lo bass yehi kehne aaya tha, aur yeh meri aakhri warning hai, humare beech ab kuch nahi hai better yehi hoga tumhari family jo chahti hai woh tum kar lo.

Akshara - pyaar karne lage ho kya aarohi se?

Abhi - haa, pyar karta hu main apni biwi se. Aur usse kabhi hurt nahi karunga aur na kisi aur ko hurt karne dunga.

He went from there.

Abhirohi : Match Made In Heaven Où les histoires vivent. Découvrez maintenant