Sitara Lashes Out/bhabi To The Resque

390 22 4
                                    

Divyansh was sitting in a corner scared of his little sister, Sitara who was now lashing out at him for the stupid stunt that he pulled in front of the entire Court." Aap mere jyesth hain aur mujhe aisa bolna To Nahin chahie Kintu yah kya murkhta kar di aapane!"
Before Sitara could continue Divyansh tried to speak in a meak voice.

" Kintu Maine Socha Agar tumhara aur Mira ka Vivah Ek Sath kar diya Jaaye
Toh------" Before he gets the chance to complete Sitara furiously says,"  Agar Hamara Vivah abhi hua toh,
Mere Vivah aur Mira ke Vivah Mein Jameen Aasman ka Antar hoga.
Krishna Ne aapke samksh Vivah prastav isiliye Rakha Kyunki Main Aur Krishna Ek dusre se Prem Karte Hain na Ki Kisi rajsik samjhote Ke Liye Kintu abhi jo Mira ka Vivah hoga vah Satya Mein Keval Ek Rajya samjhote ke liye hi hoga. To apni Chhoti bahan se Prem karne ka avsar chhin Kar
Kaisa lag raha hai aapko!?"

" parantu Bahana--"

" parantu-varrantu kuch nahi, aapko andaza bhi nahin aapane Kya Kiya Hai!
Ham Charon Bhai bahanon Mein Se माता-पिता Ki mrutyu ka sabse Bura Mira ko laga. Vah Uske janmdin se 2 din pahle Swarg Sidhar Gaye aur use Baat Ke Karan vah Aaj Tak Apna janmdivas Nahin Manati. Aur Usi Samay se use Apne Krodh per Sanyam Nahin Raha,
Hamare ma-baba uske liye Sab Kuchh the, aur use Aaj Bhi ISI baat ka bhai lagta hai ki koi usse Kuchh chhin Na Le aur aapane usse Prem karne ka Adhikar hi chhin liya!"
Divyansh became silent and continued to listen to her.

" uski manosthiti aapko andaza bhi nahin hai, 17 saal ho gaye Hamare Mata-pita ki mrutyu ko Lekin vah gussa, voh chot Abhi Tak Nahi Bhari.
Arghh! Aap Logon ke sath Rahte Rahte main bus Pagal Ho jaaungi!"
And she left his chambers.

___________________________________________

Sitara started instructing the maids to pack things, then she started making sure that all the gifts that were meant to be taken to Panchal for Draupadi were prepared.

She was working mindlessly,
Exhausting herself to the point where she was unable to understand anything because the only thing that was moving in her head was Meera and Divyansh.
Suddenly she felt somebody holding her shoulder to stop her, she looked to her side and Saw her bhabhi standing there with a glass in her hand.

Suddenly she felt somebody holding her shoulder to stop her, she looked to her side and Saw her bhabhi standing there with a glass in her hand

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

" Sans Le Lo Sitara! Pratah kal se kam karne mein lagi ho. Aaram se Yahan baitho aur shikanji Piyo, aur Baki ka kam Mujh per Chhod Do."

" per bhabhi vah Panchal Le jaane wale Uphar Abhi Tak taiyar Nahin hue."

" main Yahi hun na, main dekh lungi!
Aur abhi सच-सच Bata ki Tujhe Kya andar hi andar khaya ja raha hai?"
She said as she caressed her head gently and ordered a maid," Rajkumari ji ke liye unke manpasandida Fal lao."

" vah bhabhi Baat yah Hai Ki---
Bhratashri ne Puri Rajyasabha Ke samksh Jo Ghoshna Kar Di Hai Uske bad
Mira ko Samjhana aur sambhalna bahut Mushkil ho raha hai.
Mujhe samajh hi nahin Raha Ki Main Aisa Kya Karun jisse vah Shant ho jaaye!" she said and hit her forehead with her palm.

" Mira Ki Halat yahan Mujhse Behtar Koi Nahin samajh Sakta,
mere bhi bhrata Shri ne ek din Achanak Puri Rajyasabha ke samksh
Mujhse Bina vartalap kiye Apna nirnay Suna diya tha,
Ki Mera Vivah Kaling Naresh ke sath hoga Kintu Niyati ko yah manjur nahin tha aur mera Vivah aapke bhratashri Ke Sath Ho Gaya, Mira Ko Main Samjha Dungi, Humse behtar Koi Nahin Jaanta ki Mira ke prarabdh mein kya hai,
Itni Pyari bacchi hai Uske prarabdh Mein To sarvshreshth Nar hi hoga." She said trying to convince Sitara.

" bhabhi Shri yah To Nahin sandeh Hai Ki Uske prarabdh mein Jagat Ka sarvshreshth Nar hi hoga Kintu Mujhe bhay Hai, ki Kahin Uske Man ke ghav Krodh Agni Mein parivartit hokar use bechare ko bhasm Na Kar De."
She sighed.

" Itni Chinta mat kar, Narayan Sab Achcha Hi Karenge. Aur abhi jakar Aaram kar cal pratah kal hi hume Panchal ke liye nikalna hai."

"ji shubh ratri!"

"Shubh Ratri Tara!"

Samay Yatri: A Tale Of 3 Time TravellersWhere stories live. Discover now