Then Ugrasen declared the day in the court to be completed and everybody returned to their homes.

___________________________________________

Prema after returning to her Chambers was exhausted, Har Baat and shoulders were aching from sitting straight all day long and even her head was paining because of all the work she had to do,
In such moments she couldn't help but think about Krishna and what he would have done if he had been here.

But she brushed those thoughts away as she started to write a letter to her Gurudev,

Gurupita ko Mera Pranam swikar Ho,

Main theek hun Gurudev!
Aur aapko Dil Ka Daura Dene Ka Mera Irada bilkul Bhi Nahin Hai.
Janti hun jo Kuchh Bhi Hua bahut shighra Hua Kintu main aapko yah batana chahti Hun Ki main bahut prasann hun, Mere Liye Krishna se behtar Var,
Aur koi ho hi Nahin Sakta tha.

Jab se yuvrani bani hu kam ka Bhar bahut badh gaya hai isiliye aapko pahle Patra Nahin likh Pai,
uske liye ek kshma chahti hun,
Lekin mujhe aapko yah batate Hue atyant prasannta Ho Rahi Hai Ki Main Ek Saptah ke andar aapke aashram Mein Rahungi, cal pratah kal hi yahan se nikal rahi hun.

Aapki shishyon Se avashya kahiyega Ki Main Bhi Unse milane Ke Liye utani Hi vyakul hun, Aakhir Rishte mein vah meri devar Lagte Hain.
Abhi Chalti hun cal ki bahut taiyariyan karni hai,
Aapki Priya shishya,
Prema.

___________________________________________

Dronacharya rolled up the letter
that he was reading and smiled happily noticing the smile on his father's face ashwathama asked," Kya Baat Hai? Pitashri Kiska Patra Tha Jo aap itna Muskura Rahe Hain?"

" Prema ka Patra hai!"

Hearing the name Ashwathama becomes excited as he asks," Bacchi ka Patra hai? Kaisi hai vah? kya likha hai usne?"

" batata hoon, Sans to le lo putra.
Aur Kripi, Prema ke Rahane ka Sthan sajja kar do Prema Hamare Sath Ek Saptah Mein Rahane ke liye a rahi hai Kuchh Dinon ke liye."

Devi Kripi gasps in delight and rashes to start preparing the area in which Prema would say and Ashwathama does a little happy dance before is forced to listen to his father again," Jaldi se Mere Baki shishyon ko bargad ke ped Ke Niche bula lo." Ashwathama nods as he runs to gather everyone.

_________________________________________

Everybody was patiently waiting for their Guruji under the banyan tree,
A few movements later Guruji appears,  they all greet him and he addresses them," putron main tum sab ke liye ek Shubh Samachar Lekar Aaya hun."

Everybody becomes excited as guru Drone continues," Tum sabse pahle meri ek shishya Thi Aur Vahi shishya abhi do rajyon ki yuvrani aur ek Rajya ki Rajkumari hai aur Vahi Hamare Sath Ek Saptah bad Rahane Aane Wali Hai."

This catches the interest of Duryodhan as he asks," Gurudev!  Kahin aap Ujjain ki Yuvarani aur vidarbh ki Chhoti Rajkumari Hiranmayi Ki Baat To Nahin Kar Rahe Na."

" Sahi pahchana Duryodhan, yuvrani hongi vah Baki Jagat Ke Liye Lekin Tum Sab unhen do padon Se Pukar sakte ho pahla Gurubhagini aur dusra bhabhishri Prema." This shocks everybody,
Dushasan asked in a confused manner," Ujjain ki Yuvarani Hamari bhabhishri Kaise Hui?"

To this Dronacharya Smiles and replies by saying," Vah Tumhare Kakashri Pandu ki pahle Patni Kunti ke bhai Vasudev ki Bahu hai aur Tumhare Rishte Mein lagne wale mamare bhai Krishna ki Ardhangini hai."

Now, Duryodhan is completely weirded as he asks," Kintu yuvrani Prema to Sahdev ki ayu ki hongi, Keval 14 Varsh."

" ismein Itna achambhit Hone Wali koi baat nahin hai Duryodhan, Ujjain ki Parampara hai ki Unki yuvrani teen varsh Se Lekar 12 varsh ki aayu Tak Gurukul Mein rahti hai aur uske bad 12 varsh ke aayu se 15 varsh ki aayu ke bich Mein Unka Vivah Hota Hai aur unke 16 janmdin per vah Ujjain Ka Raj sinhasan Grahan Karte Hain,"

" Aur Agar yah sab na bhi dekha Jaaye Fir Bhi Tumhari bahan dushala ki Sagai to Abhi Se Kar Di gai hai na Sindhu Raj jaidrath ke sath Aur vah Bhi abhi Prema Ki ayu ki hi Hongi," says Ashwathama

" Gurudev Agar Raj Kumari Do rajyon Ki yuvrani Hai To Hamen Unse bahut Kuchh sikhane ko milega." Said Yudhishthir in his normal calm voice.

" bilkul sahi Kaha Tumne yudhishthir,
Tum baki sab Bhi Sun Lo,
Vah aayu Mein Bhale hi tum sabse Chhoti Ho Kintu uska Gyan Tum Sab Mein sabse jyada hai, Ek Sath do Rajya Sambhal rahi hai abhi. Tumhen Pata Hai Maine uses Ek mah pahle Patra likha tha Jiska jawab Aaj Sandhya kal Mila.
To samajh lo usse vate karna bahut Mushkil Hai Aur Tum Sab atyant saubhagyshali Ho ki uske sath rahakar usse sikhane ka mauka milega.
Ab tum sab ja sakte ho."

Today for the first time after ages,
Both sets of cousins were sitting together and talking about what they wanted to learn from the Crown princess, Duryodhan and Yudhishthir both the possible Crown princes of Hastinapur were talking about how they wanted to learn how to handle a Kingdom from her,

Nakul and Vikarn were excited to learn more tricks of horse riding from her because she was known to be one of the best Horse Riders of Aryavart.

Bheem and Dushasan wanted to know more about her life and how she got where she was right now.

Both Arjun and Sahdev were completely quiet, but for totally different reasons Sahdev got a vision about her role in their futures and Arjun because he was feeling a deep sense of devotion, could not understand where it was coming from.




Sahdharmini-Dwarkeshwari HiranmayiWhere stories live. Discover now