A walk through the forest

Start from the beginning
                                    

Anubhav - aapko kon nahi jaanta shehzaadi...(he stood up and bowed respectfully)

Haseena got alert and took out her knife quickly which was hidden inside her boots..

Haseena - sidhe sawal hai sidha jawab dijiye aap...kon hai aap aur kaise jaante hai hume...(thinking that this could also be someone's trap)

Anubhav - are aap yu krodhit na ho..vo kya hai hum ek guru hai to insaano ki parakh hai hume..

Haseena - kya matlab hai aapka? (Seriously, with knife in her hand )

Anubhav - yehi ki...aapki bhasha..aapki shabdawali..aapke chalne ka dhang...vo raub aur rutbaa...jis tarah se aap kisi bhi vyakti ko sambodhit karti hai...aapke sambodhan me jo laliyat (elegance)hoti hai use madhyanazar rakhte hue koi bhi guni prekshak (good observer) aapki pehchan bata sakta hai...

She was drowned in some thoughts listening to him...

Haseena - aap Hume bhatkane ki koshish na kare..(with anger visible on her face)

Haseena grabbed his right arm and and twisted it back putting the knife against his neck.

Haseena - kaun ho tum! Apni asli pehchaan batao! Abhi ke abhi warna humse bura koi na hoga (she warned)

Anubhav - aapke isi bahaduri aur nidarta se koi aam insaan bhi anumaan laga lega aapki asli pehchan ke baare me. (Anubhav replied calmly)

Haseena - sach sach batao kis maksad se aaye ho tum yaha!

Anubhav - shehzaadi humare baat ka yakeen maniye hum ek aam guru hai iske alawa kuch nahi..aur ek guru ko insaano ki parakh hoti hai...aapke teer chalane ke dhang ko dekh kar hi hum samjh gaye the aap kaun hai..

Haseena was not ready to believe his words but it was making sense.

Anubhav - aap khud hi bataiye aapko kitne rajyo me aisi sadhi Hui teerandaaz dekhne ko milegi aur shehzaadi aap to apne teerandaazi ke liye bahut vikhyaat(famous) hai...

Haseena slowly loosened her grip on his neck.

Anubhav took the opportunity and slowly wriggled out of her hold.

Anubhav - baaki shikshako ke mukable hum Umar me chote hai par humare andar anubhav ki Kami nahi hai shehzaadi...(and he bowed down in her respect)

Haseena - maafi chahte hai...

Anubhav - aapki koi galati nahi thi...

Haseena -  hum-umra (same age) hi sahi par aap guru hai aapki izzat karna humara daitva(duty) hai...guru bhagwan samaan hote hai...

Anubhav smiled listening her...

Flashback

The next day after the arrow had hit him..Haseena again came into the cave for his dressing and to ask the improvement in the injury..Anubhav was  better than the previous day but his injury was yet to be fully recovered...

He was sitting on a rock in the cave..when haseena entered..she did not expect him to recover so quickly...

Haseena - lagta hai aapke ghaav me kaafi sudhar hai...(smilingly)

Anubhav glanced at her..

Haseena - kyunki kal tak to aap baat bhi nahi kar paa rahe the aur aaj aap tehel rahe hai (chuckled)

Anubhav - ji kaafi sudhar ho gaya hai ghaav me...

Haseena - ji..parantu hum koi bhi laparwahi nahi kar sakte kyunki galati se bhi is ghav par koi pratikriya (reaction) ho gayi to ghaav badh jaaega..(seriously)

Anubhav just hummed in response..

Haseena went to the guard who was there and took the bowl of antiseptic paste which vaidya ji had kept to apply on the injury...

Haseena - laaiye hum laga dete hai...

Anubhav - nahi..ab iski koi zarurat nahi hai.. Hum swayam laga lenge..

Haseena - are zarurat kaise nahi hai...hum keh rahe haina laga denge hum...

Anubhav - aapne kal lagaya tha kyunki hum swayam lagane ki stithi me nahi the..par aaj hum swayam kar lenge...

Haseena - are ghaav humne aapko diya hai to yeh humara farz hai ki hum aapka ghav thik bhi kare...

Anubhav - parantu..

Haseena - kintu parantu kuch nahi humne jo keh diya vo tay hai...(stubbornly)

As he was sitting she knelt down before him to  apply the paste on his injury...

Haseena took some paste on the tips of her finger and applied it on his chest where the arrow was shot..she blowed in between sending a tingling sensation down his spine..she raised her head and saw that he has closed his eyes tightly due to the pain...unknowingly her eyes went moist..she broke the silence sensing the awkwardness..

Anubhav - agar hum aapka parichay Jaan lete toh...? (He asked hesitantly)

Haseena - toh kya aapka ghaav jaldi bhar jaayega? (She asked in a serious tone.)

Anubhav - aisa nahi hai...(he answered fumbling)

Haseena - badi jaldi ghabra jaate hai aap...hum Urmila...Urmila Mahadev Mhatre..

Anubhav smiled..

Haseena - aapko pehle kabhi dekha nahi hai is rajya me..

Anubhav - hum kuch hi din pehle yaha aaye hai..

Haseena - tabhi..warna hum lagbhag yaha ke sabhi logo ko jaante hai..

Anubhav - aap to aise bol rahi hai jaise aap yaha ki rani hai (smirked) aur sab ko jaanti hai (chuckled)

Haseena - are Kahan aap Humare jaise tuchh prani ki Rani se tulana kar rahe hai...(side-eyeing him doubtfully) aap bataiye na aap kya karte hai?

Anubhav - hum teerandazi sikhate hai..(smilingly)

Haseena - teerandazi (cheerfully) yeh to humari sabse pasandida kala hai..

Anubhav - vo to hume pata hai (glancing at the injury)

Haseena - are nahi nahi aap jaisa soch rahe hai waisa nahi hai...hum acchi teerandazi kar lete hai par abhi aahat pehchan ne ki kala me nipurn nahi hue hai..vahi abhyaas karne jungle me gaye the to aapko chot lag gayi...

Anubhav smiled at her innocence..

Flashback ends.

Haseena had believed him but somewhere in her heart she had some wrong intuitions so she stayed alert everytime from now.

Anubhav - aapne humse apni asli pehchaan kyu chipayi?

Haseena - shaam hone ko aayi hai raaste me batate hai...yaha kuch der aur ruke to junglee janwaro ka accha khasa bhoj ho jaaega aaj (chuckled)

Anubhav - chaliye...(Getting up)

Haseena - shehzaadi hai hum zimmedariya hai humpar aise hi sab ko hum apni asliyat batate nahi ghum sakte...(they started talking.... )

To be continued...

So here's the next part...If you like the story upvote the chapter and follow me... I'll be the happiest if you point out my mistakes or provide me with some suggestions for the story..Hoping for a good response ❤

~epiphanyou

11.12.23

UNKAHA - The Pages Of History Where stories live. Discover now