~•30•~

1.5K 185 45
                                    

No Proofread

KS gave her a side hug HM snuggles more into her. KS kisses on her head.

HM -- Vaise hum abhi bhi aapse gussa hai.

She said acting grumpy and turned to other side.

KS -- Are lekin abhi toh Maan gayi thi na aap.

HM -- Haan lekin ab hum Ruth gaye hai. Manaiye hume.

KS -- Ab maharani sahiba ka hukum hai manna toh padega.

HM -- Theek hai toh sochiye hum chale.

KS -- Kaha...

HM -- Are gussa hai aapse thode nakhre toh dikhne padenge na.

KS -- Ye bhi hai. Vaise hum aapko Ghar drop karde.

HM -- Itni request kar rahi hai toh chaliye.

She said throwing fake tantrums.

HM -- Lekin ek min.

KS -- Ab kaa hogya.

HM -- Aap wapas kaise aayengi.

KS -- Uski chinta mat kijiye hum aapke ghar ke pass hi kaam hai toh woh nipta ke hum cheetah ko bula lenge.

HM -- Ab kiski shamat aagayi Jo khud SHO Karishma Singh ko jana pad raha hai.

KS chuckled.

KS -- hai bas kuch chote mote gunde hai jo samjh rahe hai ki humare area mai utpaat macha sakte hai unhe bata de ki yaha sirf bhaukal chalta hai woh bhi Karishma Singh ka.

HM -- Ye bhi theek hai.... Chaliye.

They both sat in car HM dropped her in lal chowk and drove to her house.

KS -- Haa Bhai ka taklif hai kahe in logon ko pareshan kar rahe ho.

She said to a Goon who's illegally taking money from a shopkeeper.

G -- Are Madam jao na aap kaha in sab mai pad rahi ho.

KS -- Acha aise hi chale Jaye kya.

G -- Acha toh ye lo 1000 aap rakho or jao.

KS first looked at money then at him she gave a tight slap to man he can't hear anything after that.

KS -- Ab Kato yahan se nahi toh 2 or lagayenge.

The man nodded cluelessly and ran from there saving himself.

Shopkeeper -- Dhanyawad madam aapne hume bacha liye warna ye log toh hume loot lete hai.

KS -- Chacha aap tension mat lijiye ab hum haina ye topa log kuch bhi kare hume batana.

Shopkeeper -- Hamesha khush raho beta.

He gave her his blessings she smiled and left from there.

KS -- Ab hasii ko kaise manaye hum

She called CC and told him to pick her up they were sitting inside as CC was driving he noticed KS was thinking something.

CC -- Ka baat hai madam Aaj bohut soch mai lag rahi hai aap.

KS -- Ama cheeteh kya bataye ab Hasii naraz hogayi hai bolke gayi hai manao hume ab samjh mai nahi aaraha kaise manaye.

CC -- Muzrimo ko peetna or bhaukal dikhane ke alawa kuch or aata bhi hai.

He murmured but KS heard and glared at him.

KS -- Dost ki tarah madad Karo junior ki tarah burai nahi.

CC -- Meri maan toh achi si dinner date plan karlo tumlog

AARZOO ft. Kareena Onde histórias criam vida. Descubra agora