Part 22

129 5 0
                                    


All this while Kriti's wedding has been a topic of gossip by most ladies. But the family stopped searching a groom for her after trying for 2 months. Kriti would either scare the person off by predicting that she knows he will die after 3 months of his marriage with a girl who ain't princess by birth or give him a task which would leave the person surprised.

Like the last prince who had come to seek her hand in marriage.

'toh aap ke anusar aap humse vivah ke liye kuch bhi kar sakte hai?' Kriti asked

'Ji haan bilkul' The person answered

'Ok then aap vaha jaiye aur neeche kood jaiye' Kriti said pointing to the balcony

'Vaha se? par hum teesre maale par khade hai agar yaha se hum koode toh humari jaan bache ya nhi uska koi pata thodi na hai' He said scared for his life

'I want u to die U idiot who thinks u can marry me' Kriti said but he couldn't understand so he asked her what was she saying.

'Hum keh rahe hai ki aap hi ne toh kaha ki aap humare liye kuch bhi kar sakte hai aur aap yaha se neeche kood bhi nhi sakte? Agar aap kood jayenge toh hum aapse vivah ke liye haan kar denge.' Kriti said and then she continued '

Vaise humne suna hai ki iss yug mein Syamvar hota tha jaha ek ladki apni marzi se kisi bhi ladke se vivah kar sakti thi aur chahe toh koi chunauti de sakti hai humse vivah karne ke liye yeh chunauti par karni hogi . Parantu aap yeh nhi kar rahe toh hum aap se vivah nhi karenge.

That poor man also left ashamed that Kriti rejected him.

When family asked she replied "Agar voh yeh nhi kar sakta tohh humari raksha kaise karega? aur iss baat ki kya garantee hai ki musibat ke vakt voh fatu hume akela nhi chodege?"

After that they stopped searching a groom because they knew Kriti ain't gonna marry anyone till she wants.They gave a try that maybe she agrees but after seeing the results they gave up.

"Meri madd kar do aap dono" Nakul pleaded in front of Kriti and Arjun

"Voh toh hum karde par badle mein hume kya milega?" Arjun said

"mein dua karunga ki aapki shaadi aapki pasand ki ladki se ho" Nakul said innocently

"Thik hai mein tumhari sahyita karunga" Arjun said he wanted to marry the girl of his dream Kriti.

'Oh haan Rajkumar Arjun ko Subadhara pasand thi toh shayad issi liye maan gaye honege jab Nakul nei kaha ki dua karega. Par mein haan bolo? chalo bechare ki madd kar hi deti hu' Kriti thought and said "Yes she is ready to help them with plan"

"Thik hai toh rajkumari Karenumati ke vivah se pehle hume unka aparhan karna hoga" Nakul said

"Pata hai par karenge kaise?"

"Bhrata Arjun sabka dhyan bhatkaye rakhenge tab tak Kriti Rajkumari ko khufiya raaste se bhaga le ayengi aur mandir mein mera aur unka vivah ho jayega kaisi yojna hai?" Nakul said and then asked

"Achi hai par dhyan kaise bhat kaunga mein?" Arjun asked

"Voh aap dekh lijiye" Nakul said simply

"tum--" Arjun said starting to attack him but Kriti cut him

"Thik hai voh sab dekh lenge par hum dono andar jaenge kaise voh bhi ek saath?" Kriti asked

"Aap dono ek saath jayega aur boliyega ki aap pati-patni hai Bhrata Arjun bolenge ki voh sajavat ka kaam dkehte hai aur aap bolyega ki aap rajkumari ko tyaar karengi" Nakul said

"Thik hai Mtsya desh issi bahane hum ghoom lenge" Kriti said excited

"Thik hai par bolenge kya? mtlb kaha jaa rahe hai batana toh padega na" Arjun said

"Mein mata ko bolungi ki Mujhe matsy desh ghoomna hai aur aur Nakul ko kuch jadi-bootiya leni hai. Rajkumar Arjun mujhe matsya desh chod kar Nakul ki shayta karenge" Kriti said

"mm... Mata maan jaegi agar aap yeh kahenge toh phir thik hai shaam kotyaar rehte hai." Nakul said and the trio left from there to pack some essential things.

Time travel from kaliyug to dwarparyugWaar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu