Part 8

214 13 2
                                    

In the Hall

After Anu and Noor left to their room making the announcement in the hall all were stunned hearing their statements and afetr thinking for a moment realised that what they said was true.

"Dushassan tumse galti hui hai isleye tum aur hum sab Putri Anamika aur Ashnoor se jaakar maafi mangege. " Mahamahim declared

"Aap sahi hai tatshree hum un dono ko yaha se jaane nahi de sakte. Un dono ko yaha aaye din hi kitne hue hai aur vaise bhi yaha ke aaspas ke mahol ke baare mein kuch nahi maloom hai. Klayvaan ka aatank phaila hua hai. Hume abhi unse baat karni hogi." Gandhari said

In room of Anu and Noor

"Noor tune na bilkul sahi kiya uss Dushssan ko thapad mar kar kaise vo kisike bhi baare mein bol sakta hai." Anu said to Noor.

"Aree nahi yaar teri vajah se kiya mene jo kiya. Agar kal raat ko yeh mamla shant kar dete na toh phir kabhi na kabhi yeh sab phirse hota. Aur jaha Self-respect hi nahi hai vaha reh kar kya phyda." Noor said to her

Both of them packed their stuff in no time and had also changed their clothes so they can travel comfortably.

They were about to leave when they saw pandavas, mata kunti and ghandhari, the kaurvas, evil creation of god Shakuni, Pitahmah , Angraj Karn , Dushala, Subadhra and Maharaj coming to there room.

"Prani pat aap sab ke yaha aane ki vajah kya mein jaan sakti hu?" Noor asked

"Putri aaj jo sabha mein hua aur kal jashn mein jo bhi kuch hua hume uske liye maafi mangi thi tumse." Mahamahim said

Had it been anyone else Anu would have comeback with a sassy comeback but since he was elder to her and she respected him she replied "Aapko shama mange ki koi avshkta nahi hai. Jo ho gaya so ho gaya badla toh nahi ja sakta."

"Toh kya aap dono ne hume shama kar diya?" Maharaj asked

"Humne kaha hai ki maafi mang kar koi phyada nahi hai yeh nahi ki jo kuch hua hum dono usse bhul chuke hai aur na hi kabhi bhulenge." Noor said

"Ab aap log kripya karke raste se hut jaiye hume yaha se jaana hai" Anu said

"Putri parantu tum kaha jaogi? Kise jaanti hu tum yaha? Yahi ruk jao." Gandhari and Kunti said to them.

"Shama kijiyega maharani parntu acha hoga agar aap hume putri na kahe. Aapke putr ne jo kuch bhi kiya vo hum nahi bhul sakte hai. Inka vyvhar asveekarya tha. Inhone na sirf hum dono ke bolne, kapde pehne ke tareeke par sawal kiya hai parnatu humare charitr par bhi ungli uthai hai. Inke na hi baat karne ka tareeka galat tha parntu jin shabdoon ka paryog inhone kiya vo bhi galat tha." Noor said in a cold tone recalling a incident that took place in Kaliyug and that how this incident triggered her past.

"Mein jaanti hu putri parantu maaf karne vaala humesha bada hota hai. Apna dil bada karke shama kardo usse." Gandhari asked both of them

"Nahi! Maharani shama kijiyega parntu mera dil itna bada nahi hai ki mein aise vyakti ko shama kar doo." Anu declared.

"Mera dil bhi itna bada nahi hai maharani ki aise vyakti ko shama kar do. Iss sthan par mera aur meri Mitra ka apmaan ua hai.Isleye hum yeh sthan chod kar ja rahe hai. " Noor also siad agreeing with ANu.

"Devi sab aapse shama maang rehe ghamand dikha kar kya prapt hoga? Shama kar dijiye mere Anuj ko." Duryodhan said apparently Shakuni had filled his ear again and now he had forgotten all about his friendship with them both.

"Rajkumar aapki ek behen hai na? Kalko agar aapki behan ko koi Charitrheen kahega toh kya karnge aap?" Anu asked

"Mein usse jaan se mar dalunga." Duryodhan said

Time travel from kaliyug to dwarparyugWhere stories live. Discover now