Part 20

137 7 0
                                    

"Dushala kya tum Rudra ko pasand karti ho aur usse vivah karogi?" Gandhari asked her daughter

"kya maa- mtlb aap toh mera vivah Sindhu raj se karna chahti thi na?" Dushala asked acting to be confused but she very well knew Kriti and Anu have change her mothers mind

"Mein tumhara vivah karvana chahti thi Sindhu raj se nhi. Anu aur Kriti ne mujhe sujhaaf diya toh mene uske baare mein socha aur tumhari shaadi Rudra se karne ka faelsla kiya bus mein tumhaara jawab sunna chahti thi" Gandhari explained

"Haan mein usse pasand karti hu" Dushala said shyly

"Yeh toh achi baat hai bas Rudra jaye Anu aur Kriti baat kar rahe hai usse." Gandhari told her "Par tumne mujhe kyu nhi bataya? hum toh tumhare swayamvar ke baare mein soch rahe the."

Dushala already knew Rudra's answer but she was worried about the fact that if mamashree by any chance decided to say against and her parents agreed then what will happen?

She walked in Kriti's rooms to talk to her and Anu.

"Dushala baitho tum thik ho na?" Anu asked

"haan bhabhi mein thik hu par" Dushala said

"par kya koi pareshani hai?" Kriti asked

"haan mtlb mujhe chinta hai ki agar mamashree nei kuch bola toh kya hoga?" Dushala asked

"Dushala dekho chinta mat karo tum hare liye thik nhi hai abhi toh bilkul nhi" Kriti said indicating that she is pregnant and pregnant ladies/women/girls shouldn't take stress/

"Aur rhi baat mamashree ki toh voh kuch nhi bolenge aur agar bolenge toh mein unhe deshnikala dilawa dungi" Anu said smirking

"Kya kiya hai aapne?" Dushala asked

Before coming to talk to Mata Gandhari with proposal of ur and rudra's wedding I went to Shakuni's room to ensure that git doesn't makes any problem.

"Pranipat Ang-rani" Shakuni said very sweetly and Anu could easily see the fake sweetness in his words.

"Pranipat Gandhar-raj" I replied

"Aap ne aaj humare kaksh tak aane ka kasht kaise kiya? Kisi ko bulava bheja hota hum aajate" He said

"Kasht kaisa Mamashree aapse baat karni thi. Aap Dushala ka vivah Sindhu-raj se karvana chahte hai aur bade papa ko iske-liye mana rahe hai haina?" Anu asked

"Haan ab meri eklauti bhanji hai isi-liye ek acha rishta dhundh rha tha"

"Haan ek hi bhanji hai aapki isilye uski shaadi ussi se hone dena jise voh karna chahti hai ghar ke mamle mein kyu apna pair aadha rahe hai?"

"Ghar ke mamle mein mera bolna ka" Shakuni started but Anu cut him off

"koi hakk nhi hai" She completed for him

"voh kaise" He asked

"dekhiye mama shree aap aur mein dono jante hai Dushala Sindhu raj ke sath kush nhi rahegi aur usse uska jevan sathi chune ka hakk hai isiliye aap faisle mein haan mein haan milange." Anu said in a threating tone

"Aur agar mein aisa nhi karna chahunga. Aai ladki mat bhulo ki tum bahar vali ho ghar ke mamle mein kiss hakk se bolugi tum?" Shakuni said rudely

"Mamashree aapki umar ho rhi hai aur iss vajah se apki memory mtlb yaddash kamzor ho gyi hai" Anu said

"Kya mtlb?"

"mtlb yeh ki mein koi bhi ladki nhi hu Dushala ki bhabhi aur kuruvansh ki badi bahu hu shayad itna hi kaafi hai mujhe yeh batane ke liye ki mein ghar ke mamlon mein bolne vaali kon hoti hu." Anu said in tone of queen.

Time travel from kaliyug to dwarparyugWhere stories live. Discover now