CHAPTER - 22 🥀🍂🦋

147 18 3
                                    

LIVED THOSE FOUR DAYS AGAIN!

Continuation<<<<

In canteen.....

Gazal: Hmm... Aa gayin aap madam! Ho gayi mumma se baatein!
Divyanshi: Hmm...
Daksh: Kya baat hai Divu? Bahut shaant lag rahi hai... Kuch hua kya? Ghar pe sab theek hai?
Divyanshi: Daksh ... Mujhe Mumbai jaana hoga kal...

Both Daksh and Gazal reacted in union.

Whattt! Kal hi...
Divyanshi: Yes! Mumma ne isiliye hi phone kiya tha ..
Gazal: Haan toh that's nice.. waise bhi aaj college ka last day hai phir exams ke liye vacations so what's the problem...
Daksh: Exactly... You should be happy naa... Itne dinon baad parents se milegi .. time spent karegi toh ...
Divyanshi: Guys! Hum Mumbai se Nagpur jaa rahe hain! Didi ki shaadi hai...
Gazal: Wow... That's so cool... Toh problem kya hai dumbo
.. you should be happy.. but tujhe toh saanp soongh gaya hai! Kaisi Paagal hai....

Divyanshi and Daksh didn't replied her as their stare at her was enough to show that how much wierd they both felt listening to her statement. And silence took the moment.

Gazal: What happened guys! Aise kyun dekh rahe ho?

Divyanshi and Daksh shared an expressionless look to eachother.

Divyanshi: Gazal... Hum Nagpur jaa rahe hain!
Gazal: Haan sunaa maine... Nagpur... Toh kya yaar.... Achhi toh baat hai dii ki shaadi hai jaa rahe ho enjoy karke miljul ke aana sabse... So what!
Daksh: Gazal! Divyanshi.. nAgPuR jaa rahi hai.... Can't you hear it!
Gazal: Haan Nagpur toh....

Suddenly she realised what they were trying her to understand and then she shockingly looked at them whereas Daksh nodded in yes and Divyanshi stayed quite.

Gazal: WHAT? Nagpur! Wahaan toh Sohaan bhi....
Divyanshi: Ab samjhii ...
Gazal: God! What the hell.... Are you serious.... Divyanshi kya tu jaa paayegi? Agar kahin galti se tum mil gaye toh? Tu usse milegi? Tu sambhaal paayegi?
Divyanshi: Pata nahi.... Kuch pata nahi.... Mujhe Sohaan se milna hai... Bahut zyada mann hai.... taras gayin hain aankhein unhe ek nazar dekhne ko , unki aawaz sunn'ne ko. Par at the same time nahi bhi milnaa hai coz mili toh...... Ah!
Daksh: Mann hai toh mil aana... Mile toh achhi baat hai... Baat karna , achhe se milkar aana...
Gazal: Exactly! Itne saal ho gaye mile nahi , baat nahi ki kuch nahi... Tujhe toh balki Khushi honi chahiye ki tu mil paayegi agar woh wahan hua toh.
Divyanshi: Aur iss baat ke darr ka kya agar main sambhaal nahi paayi toh?
Daksh: Toh mat sambhaalna... Ro lena... Uske saamne roke mann halka karegi ek baar yeh akele pichhle saat saalon se ro ro ke ghutne se toh behetar hoga na!
Divyanshi: Haan par....
Nahi .... Mujhme himmat nahi hai ab Nagpur jaane ki... Haan milne ki ichha hai par koi nahi maar lungi par unke saamne jaake... Nahi nahi ... Mumma ko manaa kar deti hun main!
Daksh: Aisa mat karna bilkul bhi! Tu jaa rahi hai aur bilkul jaa rahi hai aur woh bhi kal ke kal...Arey stupid sirf Sohaan se milne ki darr mein yeh mat bhool ki didi ki shaadi hai... Miss kardegi? Tere grandparents , chachu chachi... Sab hain sabse nahi milegi?
Divyanshi: Haan ik... sabko bahut miss kar rahi hun... par.. Daksh...

Gazal: Shut up he's all right... Tu mil usse ek baar ronaa aayega yeh cheez se darr kar jaana cancel mat kar... Kuch pata nahi ab tum kab miloge... Toh jab kismat khud chaahti hai ek baar tum Milo toh tu manaa kar rahi hai.... Ek baar jaa Divu.. mil aa apne Sohaan se iske baad Shaayad mauke dhundhne par bhi naa milen... Baadme kahin regret naa ho tujhe!

Divyanshi: Par mujhme bilkul himmat....
Daksh: Aisa pyaar hai tera? Daraa hua! Himmat naa hone ki baat kahaan se aayi.... Arey aajtak aisa kuch nahi hai jisme tujhe darr laga.... Koi cheez nahi bhi hoti thi , phirbhi tu try toh karti thi ... Aur ab try hi nahi karna ki pehle se hi pichhe hatt rahi hai....
Tu meri woh brave Divu ho hi nahi sakti! Arey woh insaan hai , tera pyaar hai... Koi monster yaa Terrorist nahi hai.... Maar thodi daalega!
Divyanshi: Par....

𝑰𝑵 &quot;𝐿𝑂𝑉𝐸&quot; 𝑾𝑰𝑫 𝑴𝒀 &quot;𝐶𝑂𝑈𝑆𝐼𝑁&quot;Where stories live. Discover now