Chapter 10

1.4K 81 11
                                    

Loving you is the story of my life.

Murtasim apne kamray mein betha laptop goad mein liye reports dekh rha tha. Usko packing ki zaroorat nhh thi kyun k uski zaroorat ki har cheez pehle se hi Gaon wali haveli mein majood thi.
Reports prhte hue bhi uska dhihaan wahan nhi tha. Woh aur Meerab Nikkah k Baad pehli dafa Kahin Sath ja rhy the woh bhi akele. Aur iss dafa woh Sab Kuch bhoola kar bs Meerab k Sath Kuch waqt guzaarna Chahta tha.
Murtasim: Murtasim Khan so jao. Khuwaab neend mein hi achay lgtay Hain. Apne aap ko bhehlaaty woh muskraya aur laptop fold kr k side pe Rakh dia. Subha boht khush aind thi.
Next shot:
Meerab ne apne kapray aur Kuch zaroori Saman pack krdia tha.
Meerab: Khair hai Meerab. Jese Yahan rehti hoon wahan bhi waise hi rehna hai. Mein Murtasim k Ghar se janay k Baad room se niklungi aur uske wapis aanay se pehle hi so jaongi. She nodded in approval of her idea.
Gaon mein Meerab ka alag se room tha kyun k woh hospital visit pe aksar jati thi.
It was 6 in the morning and Meerab was still on a prayer mat offering her fajr prayer. Getting up she was folding the mat when her phone beeps.
Murtasim: I am waiting for you downstairs.
Aam se alfaaz the magar usse na janay kyun khaas lagay the. Ussay coming ka reply krti woh jldi jldi Chadar orh k neechay aa gyi thi. Baki Ghar Walay abhi tk apne kamray mein hi the shayad.
Maayi ko Khuda Hafiz kehti woh bahir porch mein aayi. Subha ki neelahat abhi tk majood thi asmaan mein. Usne idhar udhar dekha but wahan siwaye mulazimo k koi na tha. Meerab palti hi thi k Samnay se woh chaltay hue aaya.  White kameez shalwar k uper brown shawl urhe hamesha ki tarah ba rohb personality k sath.
Tbhi Murtasim ne bhi usse Samnay dekha aur Peele libas mein woh subha k haseen manzar ka hi hissa lg rhi thi. His sunshine girl. Murtasim ko Laga jese Meerab usse dekh k Halka sa muskurayi ho aur phir wapis normal hogyi. Woh sar jhatakta aagy aaya.
Bakhtu ne uske hukm pe uski white Fortuner tayyar rkhi thi. Before he could say Meerab khud ja k gaari mein beth gyi jab k woh bhi sar hilaata aagy driving seat pe beth gya. Glasses lagatay usne gaari start ki aur guards ki car bhi unko follow kr rhi thi and he drove off towards Gaon.

Haveli pohnchnay pe Murtasim ne gaari porch mein park ki aur phir Meerab bhi utar gyi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


Haveli pohnchnay pe Murtasim ne gaari porch mein park ki aur phir Meerab bhi utar gyi. Mulazmon ko Saman Nikalne k ishara krti woh andar brh gyi thi. Gaon mein Ruqaiya Bibi apni bete Karim baksh aur Bahu Naila k Sath rehte the. Yeh family inke khandaani mulazim the aur Gaon ki Haveli ki dekh bhaal krty the.
Meerab Aur Murtasim ab drawing room mein bethy the jab Naila chai le k aayi thi.
Naila: Bibi Ji nashta bhi lgwa dun.
Meerab: Nahi mein abhi nhi khaongi. Pehle mjhe fresh hona hai. Mera Saman kamray mein rkh diya hai?
Naila: Jee meine aap ka Saman Khan k kamray mein rkhwa diya hai.
Meerab Tou Meerab Murtasim bhi chonk gya tha uske jawab pe.
Meerab: But meine Kaha tha k mera room ready krdena. Phir kyun nhi Kiya.
Naila: Woh Bibi Ji aap k room k ceiling kharab hai barish ki wajah se Tou abhi renovation hogi issi liye kamra locked hai. Amma ne bola k miyan biwi ek hi kamray mein rahengy Tou meine wahi set krdia. Usne masoomiyat se jawab diya tha.
Aur Meerab ka Dil chaha sar deewar pe maar de. Ghar tk Tou theek tha Murtasim k sath kamra share krna....... Iske aagy woh soch nhi na saki.
Murtasim: It's okay Meerab tm mere room mein so jao mein guest room mein reh lunga.
Naila: Khan Baki rooms mein bhi yehi masla hai. Aap ka room Tou foran theek krwa dia tha k aap har haftay aate Hain Baki kaam Anwar Khan ne kaha tha k shehr se contractor ko Bula k krwayen gy.
Murtasim ki baat suntay hi Naila beech mein bol Pari.
(Mariyam ne poori script ratwayi thi usse).
Meerab: Khair mein ja rhi hoon change krne mjhe hospital Jana hai. Tm log yeh masla ab khud dekh lo.
Meerab walks out of the hall while Murtasim dismissed Naila from there too.
After getting ready Meerab went to hospital with driver as Murtasim has already left for Panchayat.
Everything in the hospital was going good except for the fact that Maliks keep warning people against the modern medical procedures. Gaon mein mostly log hakeem se hi ilaaj krwatay the Jo k aksar fake hota tha and yehi wajah thi Meerab khud awareness camps arrange krwati thi so that log takleef se Bach saken magar Malikon k aadmi aaye din koi Naya masla khara kr dete the khaas kar Malik mukhtar ka chota beta Malik Zubair. Meerab ne usse kbhi khud nhi dekha tha magar she heard about his evil behaviors especially with females villagers.
Although her day in the hospital was very hectic it went well aur ab woh apne room mein bethi apna bag set kr rhi thi janay k liye tbhi ek wardboy haath mein bouquet le k andar aaya tha.
Bibi yeh aap k liye bhejwaye Hain Kisi ne.
Meerab ne hairat se bouquet ko dekha. Murtasim se aisi koi umeed nhi thi Tou phir yeh kis ne bhejwaye Hain.
Usne bouquet haath mein liya Tou dekha wahan ek card rakha tha. It reads,
Kaisi Hain aap doctorni Sahiba.
                                                    MZ
She was about to throw the flowers away as she didn't know who sent them when the door opened.
Meerab: Murtasim tm Yahan!!
Murtasim: Haan I thought to pick you up. Ghar Sath chalty Hain. He was hesitant.
Meerab: Acha wait a second mein Dr. Sadaf ko inform krdun k mein ja rhi hoon. Saying she left the room totally forgetting the flowers lying on her table.
Murtasim comes inside the room and sit opposite to her chair when he noticed a bouquet on table as it was kept under her white coat so he didn't notice it earlier.
He was picking it up when the note fell on the ground. He leaves the flowers on table and picked up the note. Reading it his blood boiled. How dare he to send Meerab flowers and these creepy notes. Malik Zubair you're going to pay for this. Murtasim throw the flowers on Dustbin with note that was crumpled on his grip.
He came back on his place before Meerab could come back as he doesn't want her to introduce to his dark side.
Dropping Meerab home he went out excusing about some important things and went to Malik's Dera.
( Dera is more like office/ Haveli where landlords usually work but mostly it's used as meeting room)
He entered the Haveli in his signature tiger walk with his guards following him. Malik mukhtar was seated their with his secretary.
Malik mukhtar: Murtasim Khan yeh Kya tariqa hai Kahin aanay ka. He said pointing towards Murtasim s guards.
Murtasim: Apne bete ko bulao Malik.
Mukhtar: Tmhaare Yahan Salam krne ka riwaj nhi hai.
Murtasim: Tm jaise logon pe Murtasim Khan salamti nhi bhejta.
Malik mukhtar ask his secretary to call Zubair.
Malik Zubair walks down the stairs to join them.
Murtasim: Ibrahim!!!!
An old man appears from the door.
Murtasim: Kya yehi Banda hai Jo dhamki deta hai.
Ibrahim: Jee Khan.
Murtasim took out his gun and points towards Malik Zubair. Everybody was shocked.
Murtasim: Mard ban Malik Zubair. Aurat ko Dara kr apni namardi sabit na kr Sab k samnay. Yeh akhiri dafa tha k tmne Kisi ki izzat ko chehra hai agli dafa mauqa mat dena wrna itna Tou Tere baap ne sikhaya Hoga k Murtasim Khan ko baat dhoraanay ki aadat nhi Hai.

Pushing him on the floor he walks out of the Haveli

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


Pushing him on the floor he walks out of the Haveli.
He deliberately didn't mention Meerab's name because he doesn't want anybody to even think of her. But Malik Zubair ko maaf Toh woh ab bhi nhi krega. Usse pta chal gya tha k hospital k doctors ko Malik aksar tang krta tha aur aaj galti se ward boy ne woh flowers Meerab ko de diye the but even if they're not meant for Meerab Malik still deserves a solid lesson.
He was on his way back to Haveli when he noticed a black car following him. The guards didn't pay much attention but Murtasim found it weird as in their village people rarely have such cars. He was so focused on the car that he missed the truck coming ahead and before he could do something his car  get hitted from the front and everything went black.
Meerab was waiting for Murtasim on dinner but he was nowhere.
Meerab: Pta nhi Kahan reh gya hai uper se phone bhi nhi lag rha hai.
It was almost midnight now and she's getting worried about him. She called Bakhtu but he's not picking up too. She was walking in restlessness when Naila noticed her.
Naila: Bibi Ji aap soyi nhi abhi tk.
Meerab: Murtasim abhi tk Ghar nhi aaye Hain. Tm please Karim baksh ko call kro aur pucho.
Naila: Ji Bibi Ji.
She calls Karim baksh.
Naila: Karim, Khan kb tk aayengy Ghar Bibi Ji intezar kr rhi hain.
Kya mtlab. Kya hua hai!!!
Taking phone from her hand Meerab puts in on speaker and Karim s voice echoed in the room.
Karim: Naila Khan ki gaari ka accident hogya hai truck se. Boht khoon baha hai unka aur halat boht kharab hai. Abhi hum hospital mein hi Hain par sun tu Bibi Ji ko na btana woh pareshaan hongi.
Aur Meerab ko Laga jese uski rooh uske jism ka Saath chor rhi hai. Be basi k aalam mein woh sofay pe girne k Andaz se bethi.
Karim k awaaz abhi tk kaano mein goonjh rhi thi. Khan ka accident hogya hai. Boht khoon beh rha hai. Halat kharab hai.
Meerab: Nhi yeh Jhoot hai. Koi misunderstanding hui hai. Murtasim abhi thori der pehle tk bilkul theek tha. Ya mere Allah. Murtasim!!!
Then she gets up from her place and wearing dupatta as Chadar she walks out.
Naila: Bibi Ji Kahan ja rhi hain.
Meerab: Hospital
Naila: Bibi Ji wahan Jana theek nhi hai police aur Panchayat k log aaye hue Hain. Bakhtu ne mana Kiya hai. Aap please andar chalen.
Meerab: Mera SHOHAR hai wahan Naila. Aur tm chahti ho mein aram se Ghar pe beth jaon. Mjhe nhi parwa k wahan Kaun hai.
And she walks towards her car. Driver quickly takes his seat while Naila too join her.
Jab baat Khan ki aati hai Tou Khaani phir Kuch nhi dekhti Hain. Naila slowly mumbled.

A/N:
This is for all my lovely fellas. You guys are so kind and amazing I can't tell you. I am sending all the love to each and every one of you for your constant support. Please pray that my account issues resolved and I can keep updating you.
Once again thank you so much from the depth of my heart 💜.
🫶

Zilhaal e Miskeen Where stories live. Discover now