Chapter 6

1.3K 77 9
                                    

And the moon asks me every night. Was it so important to fall for him?

~Unknown.

This man is dead now. He whispers and without thinking for a second he left while Hashim follows him asking him to stop.
On porch area he call Bakhtu.
Murtasim: Bakhtu pta kren iss waqt Rohail Ansari Kahan hai.
Bakhtu: Khairiyat hai Khan.
Murtasim: Jo meine kaha Kya woh aap ne sun Liya.
Bakhtu: Jee Maalik.
Aaj itne arse Baad Murtasim ko Bakhtu ne itne gussay mein dekha tha. Magar kch bhi puchna bekaar tha.
Hashim comes to him almost running.
Hashim: Murtasim tm kch nhi krogy Rohail k Sath.
Murtasim: Agar tmhen ab bhi yeh Galat fehmi hai Tou tm ja skty ho.
Hashim: Please sabr o bardasht se kaam lo.
Murtasim: Jb baat Meerab ki ho Tou yeh dono cheezein mere andar maujood nhi hai.
Before Hashim could say further Bakhtu came back.
Bakhtu: Maalik woh apne flat pe majood Hain iss waqt.
Murtasim: Chalo.
Murtasim gets into his Fortuner that Bakhtu was driving and Hashim follows them in his car.
Meanwhile in Ansari House:
Rohail: Baba aap ne achanak nikkah kyun announced krdia.
Burhaan: Tm ne koi kasar chori hai. Mere hazar dafa mana krne k Baad bhi tm uss larki se rabtay mein ho. Andaza hai tmhen agar Kisi ko iss baat ki bhanak bhi Pari Tou Kya Hoga?
Rohail: Mera beta beemar hai baba. Mein phir bhi Yahan betha hoon. Isse zyada aap Kya expect krty Hain mjhse.
Burhaan: Murtasim Khan. Agar usse kch pta chala Tou woh barbaad krde ga humein.
Rohail: Magar woh abhi tk Sardar bana nhi hai. Uske haath mein kch nhi hai.
Burhan: Yahi Tou masla hai. Uss jese insaan ko Kisi position ya authority ki zaroorat nhi hoti. Iss waqt woh mulk ka top businessman hai. Trending person. Usne agar hamare khilaaf kch bol dia Tou hamari share values zero ho jayengi. And thanks to you hum wese bhi default pe Hain. Ab sirf Meerab ki property hi bacha skti hai humein so ab koi masla nhi Chahta mein.
Rohail: Aap ko bs apne business aur property ki parwah hai so stay with it. Mein apne apartment mein ja rha hoon.
He left the house.
Present:
Rohail was seated in the hall while surfing through Netflix when the door bell rang.
Rohail: Iss waqt Kaun aaya hai. Shayad Mama ne Khana bheja Hoga.
He went out to open the door. There he saw Murtasim standing with guards and Bakhtu behind him. Murtasim was wearing a white shirt with cream casual pants. He must have changed after the event.
Rohail: Murtasim aap Yahan.......
Before he could say further he got punched from him.
Murtasim just snapped at him. He wants to kill him here and now. How dare he think of cheating with Meerab. This man was supposed to be killed by him only when he thought to use Meerab to upgrade his financial status.
Hashim came forward to stop him but he was not in control. Hashim then asks Bakhtu to stop him who was on the verge of killing Rohail. Rohail was bleeding now and totally helpless.
Bakhtu: Khan please ruk jayen. Meerab Bibi ki khatir ruk jayen Maalik.
Murtasim's hand got stuck in the air when he heard him. MEERAB. Bakhtu ne boht Galat waqt pe uska Naam Liya tha. Woh Jantay the k Murtasim Khan ko bs Wohi ek Naam rok skta tha. 

Murtasim ne apna haath neechay kr dia aur ek jhatkay se Rohail ko chor dia Jo ab ba mushkil sans le rha tha

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Murtasim ne apna haath neechay kr dia aur ek jhatkay se Rohail ko chor dia Jo ab ba mushkil sans le rha tha. His eye was bruised and nose was bleeding. Sirf 5 minutes mein uska yeh hashr krdia tha Murtasim ne k woh khara Tou door bethney k Kabil bhi nhi rha tha.
Bakhtu looked down on him. Kam az Kam 4 haftay Tou hospital mein rahega ab yeh. Hashim sighs in relief when Murtasim walks towards the exit but Murtasim turns around and walks back to Rohail.
Murtasim: Yeh mat sochna k tmhaari saza khatam hogyi hai. You guys are ruined now.
Chalen Bakhtu. Murtasim orders.
Murtasim didn't go back to Haveli but he went to his office. He has asked his personal assistant to prepare the report about Ansaris before coming and now he's ready with the file.
Murtasim: Haider make sure iss mulk ka koi bhi investor ab Ansari's enterprises mein invest na kre. Do anything for that matter but make sure they don't survive now.
Haider: Okay Boss. Burhaan Ansari has already been in charge of several cases but to keep our company reputation Anwar Khan has asked the commissioner for bail. If you say I can take that off. He'll be already in the grave after that.
Murtasim: Go ahead.
Haider left while Murtasim was still in his office. He can't get the courage to let the family knows about it. They all were so happy for the wedding.
Bakhtu enters his cabin.
Bakhtu: Maalik subha hone wali hai. Aap ki gair majoodgi Haveli walon k liye fikr ki wajah banay gi. Ghar chalen.
Murtasim: Bakhtu mein Meerab ko Kya btaonga. Woh hurt hogi aur mein yeh bardasht nhi kr skta.
Bakhtu: Maalik humein Tou Allah ka Shukar krna chahiye k Bibi Kisi bare nuksaan se Bach gyi aur mjhe umeed hai k Bibi itni Bahadur Hain k yeh sab jannay k Baad woh khud Shukar krengi.
Murtasim: Meerab utni Bahadur nhi hai jitna woh khud ko dikhaati hai. Uska Dil kaanch ki tarah Saaf hai magar jb yehi kaanch toot'ta hai naa Tou kirchiyan samaiti nhi jati. Dil ka zakhm boht gehra hota hai.
Bakhtu: Maalik phir Dua kren k Bibi ki uss insaan se koi jazbaati wabastagi na ho.
Murtasim looks up to see him. Agar waqai aisa hua tou Kya krega woh.
At Haveli:
Meerab was in her room when Maayi brought her breakfast. Maa Begum instructed her to stay in her room until nikkah.
Meerab: Maayi Murtasim aa gya Ghar wapis. Kal Raat ko woh boht jldi mein gya tha Kahin. Guards bhi Sath the. Sab khairiyat hai naa.
Maayi: Woh Khan k koi dost aaye the Raat ko Feena bta rhi thi Tou shayad unke Saath gye hongy. Tm fikr na kro.
Meerab: Mjhe fikr nhi hai bs aise hi Puch rhi thi.
Maayi: Acha Chalo yeh nashta krlo phir mehndi wali aa jayegi mehndi laganay.
Meerab nods.
Murtasim comes back to Haveli to see Maa Begum walking in the porch area. He gets out of the car.
Maa Begum: Murtasim Andar Chalo mjhe kch zaroori baat krni hai.
Maa Begum takes him to her room.
Maa Begum: Tm ne Rohail ko maara hai?
Murtasim: Oh Tou Khabar pohnch gyi aap tk.
Maa Begum: Burhaan ka phone aaya tha. Shukar kro meine uthaya tha agar Anwar sun leta Tou pta nhi Kya hota! Tmhen andaza hai tmne Kya Kiya hai. Akhir aisa Kya hogya Jo tm Yun Pagal ho gye ho? Rohail Iss ghar ka damad hai. Shaam ko nikkah hai uska Meerab k Sath.
Murtasim: Ab yeh Shaadi nhi hogi. Mere hote hue Tou hargiz nhi.
Maa Begum: Hosh mein ho tm. Kya bakwas kr rhy ho?
Murtasim: Mein hosh mein hoon. Aur aap logon ne Kya dekh k Rohail ka rishta Meerab se pakka Kiya tha?
Maa Begum: Rohail ek parha likha samjhdar larka hai. Well brought up family se hai. Kya kami hai usme?
Murtasim: Aur add on krlen. Shaadi shuda hai aur Ek bachay ka baap hai. Jo Meerab se Shaadi Sirf Anwar chacha ki property k liye kr rha hai.
Maa Begum: Kya!!! Tm jantay bhi ho Kya bol rhe ho? Nhi tmhen koi Galat fehmi hui hai.
Murtasim takes out the documents and pictures from the file he was holding.
Murtasim: Aap apni Khush fehmi door krlen.
Maa Begum was in utmost shock when she saw the nikkahnama and pictures.
Maa Begum: Ya mere Allah. Yeh Sab Kya hogya. Murtasim ab hum Kya kren gy. Khandaan k log tarah tarah ki baatein krengy. Hum ne Tou pooray khandaan ko dawat di hai aaj Raat k liye. Meri masoom bachi. Kya kch sunna parega usse.
Murtasim: Meerab kyun kch sunegi. Uski koi galti nhi hai. She should be happy k aise logon se peecha choot gya uska.
Mari!!!!!
Murtasim shouted.
Mari: Jee Khan
Murtasim: Chacha Sahab ko Bula k layen.
Mari: Jee Khan.
Mari was searching Anwar Khan when she found Meerab coming down from stairs with her hands colored in mehndi.
Mari: Meerab Bibi aap ne Bare Khan ko dekha hai. Murtasim Khan unko Bula rhy hain.
Meerab: Baba apne room mein hongy Sab khairiyat hai.
Mari: Pta nhi Bibi par Chote Khan boht gussay mein lg rhy the. Maa Begum k kamray mein Hain iss waqt.
Meerab: Acha aap chalen mein baba ko le k aati hoon.
Mari: Jee theek hai.
Anwar Khan comes out in the corridor while Meerab was talking to Mari.
Anwar: Kya hua Meerab.
Meerab: Baba Maa Begum aap ko Bula rhi hain andar kamray mein.
Anwar: Acha Chalo.
Both walks towards the room. Anwar Khan enters the room while Meerab was still standing at the door.
Maa Begum: Anwar hum se galti hogyi hai Rohail aur uski family ko pehchannay mein. Rohail Shaadi shuda hai. Aur woh Meerab se Shaadi Sirf uski daulat k liye krna Chahta tha.
Maa Begum shows him the pictures and stuff.
Anwar Khan sat down on couch in betrayal. He can't believe the person he used to consider a friend could harm him like this. And now because of his poor judgement Meerab's wedding will be call of on the day itself.
That's when Anila Phopho and haya comes to the room from the front door while Meerab was standing at the door that opens in the hall.
Anila Phopho: Yeh mein Kya sun rhi hoon. Meerab ki Shaadi toot gyi. Haaye bechari larki. Shaadi ki din hi rishta toot gya.
Murtasim shook his head on her absurd comments.
Anila Phopho: Anwar Bhai mein Tou hamesha kehti thi larki ko itna nhi prhana chahiye wrna Ghar nhi bastay magar aap ko Tou bhejna tha medical college Larkon k Sath prhne k liye ab dekh Len kesa larka pasand Kiya usne k Shaadi k din hi chor gya.
Maa Begum: Anila Rohail ko Anwar aur meine pasand Kiya tha Meerab k liye.
Anila Phopho: Bhabhi Begum khandaan Walay Tou yeh nhi sochtay naa. Ab kis kis ko safai dengi aap.
Murtasim: Meerab k kirdaar pe koi ungli nhi uthayega. Aap Meerab ko chor k agar apni aulaad pe nazar rkhen Tou behtar Hoga. Ainda meine Meerab k baare kch bhi bura suna Tou mein bardasht nhi krunga yeh yaad rkhen aap.
Maa Begum: Murtasim yeh kese baat kr rhy ho tm. Woh barhi Hain tmse.
Murtasim: Behtar hai baray bhi apni hadd o hudood ka khayal rkhen. Saying he left the room from the other door and in this whole mess nobody looks at Meerab who was shattered at her place. She gets up slowly and runs towards her room. Anwar Khan defeated face and Anila Phopho comments were the last thing she could imagine but that's the reality now and she's the sole reason for this all.
Closing the door behind her she sits down on floor leaning against the door. She tried her best to not disappoint her father but she ends up doing so.
Meerab: Baba ko itne taanay sunnay prh rhy hain Sirf Meri wajah se. Kash yeh Sab Yun na hota.
She was crying placing her head on her knees when she heard the knock. She gets up to open the door and Mari comes inside the room with her wedding outfit.
Meerab: Aap yeh kyun laayi Hain. Aap ko pta nhi chala Kya? She asked wiping her tears.
Mari: Woh Bibi aap ko tayyar krna hai Nikkah hai naa Raat ko.
Meerab: Kya mtlab!!!!
Mari: Woh Maa Begum ne hukm diya tha aap ko tayyar krwa dun aaj Raat aap ka aur chote Khan ka Nikkah hai. Makeup wali bhi aati hi hogi. She gets inside the room to place the dress on the bed.
Aur Meerab ko Zameen ghoomti hui mehsoos hui thi. Tou Kya azmaish abhi tk khatam nhi hui........

A/N:
Hello fellas. Sorry to keep you all waiting but trust me I tried my best to manage writing and everything else together. So here's the story update. As expected Meerab and Murtasim ka Nikkah pakka krdia Maa Begum ne but now what do you think about how they're going to react to it.
Plus I love how you guys get attached with my stories. Lots of love back to you.
🫶

Zilhaal e Miskeen Where stories live. Discover now