14|Past

1.1K 93 21
                                    


Abh: main fir aa jao?
Ak: bola na nahi fir kyu bakwaas mar raha hai?
Abh: bakwaas ko marte hi to hai thodi naa apni jeb mein daal ke rakhte hai...
Ak:(keeps hand on her head and whispers) har cheez ka jawab hai iss namune ke paas(to Abhir) Kairav mamu ya Krish mamu ko bol ki tujhe yaha chood jaye hmm?
Abh: thik hai main aa raha hu
Ak: khana khake aana
Abh: ok

She cuts the call and saw Abhimanyu looking at her

Ak: kya hai?
Ab: vaise jo marzi kaho tum ab bhi utni hi cute lagti ho
Ak: matlab tumne kya expect kiya tha ki main budhi ho jaongi?
Ab: yaar mere ko to laga tha ki tum badal gayi ho gi jaise hota nahi jaise pehle tumne apne baal katwa liye the?
Ak: tum chahte kya....?

Nurse came there

Nur: mam sir aapko room number 306 me bulaya hai

Ab: thik hai hum chale jaate hai pr aap yeh bataye ki meri beti kaise hai?

Nur: umm sir as of now she is out of danger hum bas unke uthne ka wait kar rahe hai uske baad hi to hum ku6 keh paeyenge

They understood what nurse wanted to say
The nurse left

Abhimanyu and Akshara went to room where Neil was admitted.... Abhimanyu saw Neil and ran towards him hugging him his eyes were moistened when they were done then Neil said Akshara

Ne: bhabhi aap nahi milna chahogi mujhse milna?

Akshara took her steps backwards and then ran up

Ab: Akshu? Pagal to nahi ho gayi yeh koi.... Main usse dekh ke aata hu

Mj: main na Harsh ji ko bata kr aate hu

They nod and she left

Neil looked over Ruhi

Ne: Ru beta aapko koi baat nahi karni?

Ar: baat seriously? Kaand karke aaye hai yeh abhi abhi

Ne: matlab?

Arohi narrated the entire story to Neil and he send her out

Ar: jo marzi karo

Neil : Ru beta idhar aao?

Ru: papa aap bhi mujhe datoge?

Ne: aapne Aadu ko dhaka diya

Ru: nahi papa maine sachi mein kuch nahi kiya aur Abhir ko to pata bhi nahi tha kyunki vo to Aadu se lad kr bahar chala gaya tha

Ne: fir aap hi bata do kya hua?

Ru:......(reveals the secret)

—————————————
Rooftop
Lifeline Hospital

The rooftop has its own fun cold breeze which could be felt on the face Akshara was standing there crossing her hands her hairs freely falling on her face

Abhimanyu came to the rooftop

Ab: Akshu? Yaha kya kar rahi ho aur aise kyu doodti aayi jaise yeh hospital nahi park ho

Ak: Akshara!

Ab: huh?

Ak: It is Akshara for you! Abhimanyu

Ab: Abhi! Then it is Abhi for u tum mujhe Abhi bolo main tumhe Akshara bolunga par hum yeh baat kar hi kyu rahe hai haan hui thi mujhse galti nahi uthaya maine tumhara phone par jab lene ke liye aaya tha tab tk kon chood ke chala gaya?

Ak: oh 4 mahine baad realise karke itna mahaan ban rahe ho

Ab: yaar ho gayi na galti!

Ak: mujhse bhi to gayi thi na galti ki maine tumse pyaar kiya jo pyaar karna janta hai par usse nibhana nahi tum har cheez ki responsibility khushi khushi le lete ho par nibhane ke time kaha chale jaate hai vo promises? Tum the great doctor Abhimanyu Birla one of the top cardiologist of India ne apna kaam chood diya uss cheez ke liye bhi mujhe blame kiya gaya par main bata sakte hu tumne iss liye choda kyunki tum apne bhai ko nahi bacha paaye

Ab: kuch bhi? Tumne aaj tk kabhi puri baat suni bhi hai? Sharam aane lag gyi thi khud se kyunki tha to main doctor par fir bhi ek shattered lady jo ki abhi abhi kuch kho ke hati thi jisse yeh bolna ki isne sab kho diya hai bolna bhi galat naa hota par uss time pr tumhe support karne ke bajaye tumhe sahara dene ke bajaye dur chala gaya bahut dur aur baan gaya vaisa jaise mujhe kabhi bhi nahi banna tha! Apne papa jaisa bahut bura insaan!

Ak: vo bure nahi hai Abhimanyu or inn 6 saalo ne mujhe yahi samjhaya

Ab:(startled) matlab?

Ak: jis din tumne mujhe choda tha to unhone pure sheher ko mujhe dhondne laga diya tha par kismat se mujhe kisi aur ne dhond liya jo ki mujhe dhundne nikli bhi nahi thi...

Ab: matlab?

Ak: (tells the flashback to Abhimanyu)

Flashback
In those dense forests Akshara was lying unconscious.... Many people were going but nobody noticed except for one— Janvhi who was coming back to Udaipur by that way . She saw Akshara and took her to the hospital nearby... and helped in the check up
Flashback ends

Ab: aur complications? Vo bhi to thi

Ak: thi sabne mana kr diya tha pregnancy continue krne ke liye par maine keh diya tha ki agar vo meri nahi sunege to main

Ab: tum?

Ak: main suicide kar lungi

Ab: kya great idea tha na? Aur agar pregnancy continue karke sachi main tumhare jaan chali jaati to?

Ak: maine bade papa ko bacho ki custody tumhe dene ke liye keh diya tha .... I know tumhe ajeeb lag raha hoga par aisa hi hai tha maine socha tha par aisa kuch hua nahi

Ab: par tum sir ke baare mein ku6 keh rahi thi unhone tumhare help kaise ki?

Ak: (with a shine in her eyes)unhone ne bahut support kiya pichle 6 saal me har saal 3-4 baar aate hai bacho se milne jab mere pregnancy thi tab unhone mujhe mere papa ki yaad nahi aane di...

Ab: fir tum vaapis kyu nahi aati? Ya fir us time kyu nahi aayi Akshu?

Ak: tumhe kyaa lagta hai socha nahi maine? Hr bar socha par tum hi batao kaise aati main? Agar aati to bacho ka kya dikta ? Ki unke mumma papa arguments karte hai unki dadi unki mumma se nafrat karte hai aur unki hi maasi hi unko taane maarte hai aur tum yeh socho ki abhi Ruhi ko yeh nahi pata tha ki Aadu tumhare beti hai agr usse pata chalega to kya hoga? Nahi main aise nahi reh sakte

Ab: I have an Alternative Akshu!

Guys tell me if I should continue the story long or should end it in 2-3 parts and no reply means I am gonna end it
Thanks

AbhiRa's twins ✔️Место, где живут истории. Откройте их для себя