9|memories!

1.3K 103 33
                                    



Note
Abhimanyu look had changed

Ab: bas itne hi himmat hai aapme main sorry mang sakta hu kyunki I realise ki maine jo kiya vo sahi nahi hai par kya aap keh paeyenge? I knew it par main apne bacho ke paas jaa raha hu vo iss time par in sab bakwaas baato se jyada important hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.







Ab: bas itne hi himmat hai aapme main sorry mang sakta hu kyunki I realise ki maine jo kiya vo sahi nahi hai par kya aap keh paeyenge? I knew it par main apne bacho ke paas jaa raha hu vo iss time par in sab bakwaas baato se jyada important hai... main jaa raha hu unke paas


Vat: abhi tak aapko unke zinda hone ya na hone se koi farak nahi padta tha aur ek din aa kar vo aapke bache ho gaye vo? main aapke baare mein jyada nahi jaanta hu par janna bhi nahi chahta hu bache to yahi pr hai aur aap bhi par aapko kuch nahi milne vala vo jo bache jinko aap apna keh rahe ho na? vo aapse nafrat karte hai... aisa nahi hai ki humne unhe kuch aisa bola par kya hai na hum ek aise society mein rehte hai jaha baap ka naam khali ho na to saari duniya ungli uthane aa jati hai aur inhe kuch ungliyoon ne unhe badal diya .... bacho ki innocence ko gusse mein badal diyaan par kyaa hai na ki hum kisi ko kuch bol nahi sakte... agar aapko visvaas nahi hai aur aapne unse sun kar hi manna hai to aap jaa sakte hai


Abhimanyu rushes to their room.


In their room,

Abh: Aadu I wish hamare papa hamare paas hote......

Ad: to kya?

Abh: to sab sahi rehta humare bhi ek happy family hoti...

Ad: Abhir kabhi to apne bubble world se bahar aa tujhe vo itne ache kyu lagte hai u don't even know him...

Abh: even u don't know who is he then how can u hate him Aadu?

Ad:(closing her eyes) Cause I know him Abhir! He is soo bad! tu abhi mila tha na Aarohi aunty se?

Abhir nodes his head

Ad: vo bahut gandi hai Abhir tujhe pata vo bachpan se mumma ko hate karti thi mumma ko har cheez ke liye blame karti thi

Abh: to fir isse hamare papa kaise gande ho gaye?

Ad: kyunki jab unke husband matlab Neil uncle ki death hui thi naa tab hamare real papa ne mumma ko apne ghar se nikal diya tha..

Abh: Aadu kya kuch bhi bol rahi hai aur yeh tujhe kisne bataya

Ad: mumma ki dairy.. maine usse padh liya tha

Abh: aur tujhe saari baat samajh mein aa gayi

Ad: aayi hoti to baat hi kya thi uss diary ke do pages samajh mein aaye ek to vo ki Aaru ne mujhe ghar ko chood kr jaane ke liye kaha aur dusra ki Abhi ne mujhe ghr se nikal diya actually pages bahut sare the to unki summary nikali

Abh: Aadu par this is wrong aise kaise tu mumma ki personal diary pad sakte hai tujhe yaad nahi ek baar Aryan (their classmate) ne apne papa ki chat apni mumma ko dikha di thi to uske papa ne usse kitna mara tha..

Ad: par mumma to mujhe daat bhi nahi sakte.. aur sab chood na kal to Naksh nanu Keerti Nani Gayu nani sab aa rahe hai!

Abh: Krish mamu Prerna mami saath mein Samaira

AbhiRa's twins ✔️Where stories live. Discover now