Chapter 8

2K 122 9
                                    

Let's start..

Birla House...

Akshara entered in Abhimanyu's room with his breakfast. He was staring at her picture, holding Aarna's teddy with cute pout on mouth. She knocked on the door nd he looked at door. He jumped in happiness seeing Akshara standing on the door.

Abhimanyu : Akshuu... Akshara surprised. He never called her by her nick name, bt today he called her Akshu. A cold shiver spread in her body. He called her name again by taking her attention. Akshuu.. ao na.. her trence broke nd she slowly entered in room. She put plate on table nd took Aarna's teddy from his hand nd put it beside him. She checked him. In this all process he was just staring at her with big smile on face. She noticed him staring at her so she broke the silence.

Akshara : Ese dekhna bandh kariye... q karte h aap ese natak.. abhi tak thik nai hue h to dhyan rakhiye apna.. hamesha nai houngi yaha.. his eyes moisted hearing last sentence. She was about to speak further bt he hugged her nd started sobbing.. Ammm...kyaa..kyaa huaa.. she said awkwardly.

Abhimanyu : I'm sorry Akshu.. I'm really really sorry... plzz 1 mauka de do.. ese 6okde mat jao.. mar jaunga me.. she shocked nd he Started crying..

Akshara : Aapp..aapp plzz shant ho jaiye.. she broke the hug nd wiped his tears. Pehle khana khaiye fir davai bhi leni h..

Abhimanyu : Tumne banaya h?

Akshara : Naii.. or ab khaberdar agar esa kaha ki nai khana... Hospital me admit kar dungi.. chup chap finish karo or davai leke so jao.. she scolded him.

Abhimanyu : Haan haan daato mat. Tumne nai banaya to kya hua apne haath se khilado.. she looked at him with widened eyes.

Akshara : Aap khud khaiye.. kosis kijiyee.. me roz nai kar sakti ye sab..

Abhimanyu : Kesi doctor ho yrr tum.. dekh rahi ho IV lagi h haath me dard ho raha h fir bhi ese kaam patient se karvati ho.. she shooked her head.

Akshara : Itne tantrum to Aaru bhi nai dalti... she muttered..

Abhimanyu : Ku6 kaha tumne?

Akshara : Jii.. muh kholiye.. he opened his mouth nd she feed him. She feed him nd he finished his breakfast. She give him his medicine nd then laid him properly. Ab aap aaram kijiye me jaati hu.. she took plate nd about to go when he held her hand nd stopped her. Ku6 chahiye? She asked him freeing her hand from his grip.

Abhimanyu : Naii.. thodi der betho na plzz.. tumhe jaane ki jaldi q hoti h.. itne saal baad ai ho. He held her hand again.

Akshara : Me ghar me hi hu aap aaram kijiye.. he tightened his grip making her shiver.

Abhimanyu : Aaru kesi h?

Akshara : Vo bilkul thik h ab aap aaram karo.. plzz..

Abhimanyu : Kya tum usse mila sakti ho? Plzzz ek baar mere bacche se milado.. ankhe tadap rahi h uska chehra dekh k liye.. itne saal gava diye mene.. ab or nai gava na chahta... plzz meri bacchi ko leke ao.. he pleaded her with teary eyes.

Akshara : Mil lena.. nai rok rahi me.. aapka hak h lekin abhi k liye aaram kariye plzz.. is vaqt aapka health jyada important h.. maa bohot pareshan rehti h.. isliye behtar hoga aap apna proper khyal rakhe.. aaj jo kiya vo dusri baar repeat nai hona chahiye varna Hospital me admit kara dungi.. she said in lil loudly nd he nodded like small child. She adjusted the blanket nd went out from room.

Here, in hall..

Purvi : Maa ab aap aaram karo... me hu ghar pe..

Manjari : Thik h beta.. she off to her room. Just then Akshara come from upstairs.

Abhira : Tu Jaane Naa...Where stories live. Discover now